Jump to content

Muslim Shareef Ki Hadis Ka Scan (Khanay Par Dua Karna)


MUSHTAQ

تجویز کردہ جواب

Fatihe Kar Sabot

 

Khane Ki Chiz Samne Rakh Kar Huzoor Nabi-e-Akram صلی الله علیه وسلم

Ne Bhi Dua Farmayi

 

Hazrat Abu Hurairah Se Riwayat Hai K Janng-e-Tabook K Mauqe Par Khane Ka Saman Khatam Ho Gaya Aur Sahaba-e-iKram Bhook Se Behal Hone Lage To Unhon Ne Huzoor Se Arz Ki

 

یارسول الله

Ya RasoolALLAH sallallahualayhewasallam)

Agar Aap Ijazat Ata Karein To Hum Uoont (camal) Zibah Kar K Khalein ???

 

Aap sallallahualayhewasallam)

Ne Farmaya Aysa Karlo Hazrat Umar raziALLAHanhu Ne Aakar Arz Ki.

 

"یا رسول الله"

 

sallallahualayhewasallam)

Agar Bhook K Waqt Uoont (camal) Zibah Kar K Khate Rahe To Sawari Kam Ho Jaigi

Aap Sahaba Ko Hukum Dein K Un K Paas Khane Ka Jo Saman Bacha Ho Laein Phir Us Par Aap Hamare Liye Barkat Ki Dua Kar Dein

Yaqinan ALLAH Ta'ala Us Me Barkat Kardega.

Huzoor sallallahualayhewasallam)

Ne Dastarkhwan Bichhwaya Pher Zad-e-Safar Ka Bacha Hua Lane Ka Hukm Diya

Jis K Paas Jo Tha Lakar Us Par Jama Kar Diya Sab K Lane K Baad Bhi Thora Sa Ikhatta Hua

 

فدعا رسول الله صلی الله تعالی علیه وسلم علیه بالبرکة

 

Us Jama Shuda Khane Par Huzoor Ne Barkat Ki Dua Ki

Phir Aap Ne Farmaya Is Ko Apne Bartanon Me Bhar Lo..

 

Rawi Ka Bayan Hai K Lashkar Ka Koi Bartan Khali Na Bacha Bal K Tamaam Bartan Bhar Gaye

Aur Itni Barkat Hui K Dastarkhwan Par Phir Bhi Bach Gaya

 

سبحٰن الله ماشاء الله

SubhanALLAH.

 

Refrence.

Muslim Shareef Jild 1 Page no 41 to 42.

 

 

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...