Jump to content

Deo Bandiyon K 100 Jhoot


MUSHTAQ

تجویز کردہ جواب

السلام علیکم

Hazrat Aap ne Ab tak Deo Bandiyon ki Kitab " Barelviyat Ki Khana Talashi Se " In K 10 jhoot Mulhaiza Kiye .....jis Per In k Naam Nihad Munazir Taher Gaywai Ki Takhriz Bhi Maujud Hai

Ab Aiye In Ki Dusri Kitab....Barelviyat Tilsm Fareb Ya Haqiqat......Se Kuch Jhoot Aap K Pesh Khidmat Hai

 

Note Is Kitab Per Muqadma " Maulvi Margub Ur Raheman " Ne Likha Hai jo " Mohtmim Dar Ul Ulum Deo Band " Tha

Waise To Is Kitab Me Bhi Be Shumar jhoot Kahe Gay Hai........Lakin Chunke Sab Yaha per Nahi Batay ja Sakte Aur Unwan Bhi Is Ki ijazat Nahi Deta.....To Is Kitab me Se Bhi Kuch Hi Jhoot Batay jaynge

Link to comment
Share on other sites

Jhoot No 11⃣

 

Musanif Sab Is kitab K Safa No 43 Per... Ja Al Haq ....Ki Ek Ibarat Naqal Karte Hai Wo Y Hai ......Khuda Ko Har jagah Manna Be Deni Hai

 

Jab Maine Is Ibarat Ko " ja Al Haq " Me Talash Kiya To Waha Per Y Ibarat Yun Mili Khuda Ko Har jagah" Me "Manna Be Deeni Hai

 

Janab Ne Apni Kitab Me Naqal Karte Waqt...Us Ibarat Me Se Me ...Ko Uda Diya

 

Shayed Janab K Pas " Me " Ka Koi Mana Hi nahi hota Hai Ya phir Use Y Sakin Mante Honge tab Hi To Apni Kitab me Naqal Karte Waqt Ise Likhne Ki Zahemat Nahi Ki

 

Niche Dono Kitabo K Safa k Photo Dale ja Rahe Hai.....Nazreen Use Mulahiza kare

Link to comment
Share on other sites

Jhoot no 13. kitab Barelviyat Tilsm fareb Ya haqiqat .....Safa no 394 per Y Deo bandi Likhta Hai....K Aala Hazrat ne " Khas Ul Iteqad " Me Likha Hai K Shaitan ka Ilm Huzur ( صلی اللہ علیہ و سلم )Se Wasee Tar Nahi

 

Safa No Diya Hai... 5

 

 

Deo bandiyon ko Challeng E Aam y ibarat " خالص الاعتقاد " Me Dekha De Ager Nahi Dekha sakte Aur Mera dawa hai K Khabi Nahi Dekha sakte To Ayat ...Jhooto per Allah ki lannat padh kar apne Sinr per Dam kare.....Shayed Aqal Me Jo deo Band Hai us se nijaat mil jay

Link to comment
Share on other sites

Jhoot No ....14

 

Kitab Ka naam Barelviyat Fareb Ya Tilsm

 

 

Is K Safa No 80 Per Y Kazzab Likhta Hai..........K Aala Hazrat Ne " شرح الاستمداد " Me Likha Hai Buzrugo Ki Qabar Ka Tawaf Jaiz Hai Un Ki Parastish Karna jaiz K Dar Asal Allah Hi Ki Parastish Hai ...............

 

 

☝☝

 

lagta Hai Deo Bandi Dharam Me Jhoot Bolna Farz E Azam Hai

Link to comment
Share on other sites

Salam alayqum

Mushtaq baee Allah ta'ala aap ko aur tofeeq deh. Guzarish heh kay scan kay upar kissi aur page ko impose na karen ... donoon saffoon ko ilada rehney denh, cover wala page aur ibarat walay page ko seperate rakha karen ... dosri baat sirf ek he daffa kitab ka cover page laga karen aur phir sirf wohi scan page jis ke zeroorat ho. Is tara sara page saaf rehta heh. jazakallah khair.

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

Jhoot No 15

 

Kitab ka Naam Mutala e Barilwiyat....Musannif Dr Khaled Mahemud Sahab

 

Waise To janab Ki Kitab Bhi Bohatanat se Pur Hai.........Yaha Tak k Hum Per Ungli Uthane K Liye janab Kai Maqamat per Mazhabi khud Kashi Bhi Karte Nazar Aiye

 

Khair Us Kitab K Chand ( Yun Samjhe Samndar Me Se Khatre pesh Karne Ja Raha Hu ) jhoot Aap Ki Pesh Khudmat Hai

 

 

Janab Ne Apni Kitab K Safa No 28 Me Unwan Bandha Hai Quran Majid padhne Ka sawab

 

Is K Tahet Likhte Hai.....Barelvi Mazhab Wale Quran Majid K to Sawab Pauchne k Qail Hai ' LAKIN KHANA YA KAFAN IN K YAHA ASAL HI PAUNCHTE HAI...........AGE LIKHTE HAI K .......KHANA KHUD PAUNCHENGA

 

 

Asal Chize Hi Paunch jati Hai...........Is Ka Subut Deo Bandi Humari Kutub Se De Ya Is Bat Ka Elan Kar De K Deo Band Dharm Me Jab Admission Kiya jata Hai To Is Bat Ki Qasam Khilai Jati Hai k....Chahay jo ho jay Hum Sach Nahi Kahenge..........Aur Apne Mukhalif Per Iftera " Bohatan Ki Barish Karte Rahenge

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...