Faheem Attari مراسلہ: 7 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 7 ستمبر 2007 ASSALAM O ALIKUM ALL YESTERDAY MEIN NE IS IM MEIN DR.TAHIRUL QADRI KE BARE MEIN PEHLE KI INFORMATION STUDY KI TU MUJHE PARH KAR HERAT BHI HOI AUR DUKH BHI HOWA.HERAT IS LIYE HOI KE MUJHE PEHLE IS KE KARTOOTON KI BARE MEIN NAHI PATA THA AUR MEIN KHUD IS KI SPEECHES SUNTA THA AUR DUKH IS LIYE HOWA KE EK SHAKS JO APNE AP KO QADRI KEHTA HAI WO IS TARAH KI HARKAATAIN KAR KE SUB KO BAD NAM KAR RAHA HAI.........AUR JAB IS KI QTV PAR SPEECHES DAILY AA RAHI HAIN TAB SE HI YEH BHI BOHUT FAMOUS HO GAYA HAI AUR LOG BHI PASAND KARNE LAGE HAIN......AUR YEH EK BOHUT BARA FITNA HAI AHLE SUNNAT KE LIYE...ALLAH AHLE SUNNAT KO HIFAZAT FARMAYE............ MUJHE IS ISLAMI MEHFIL KI WAJA SE IS FITNE SE BACH GAYA ...ALLAH IS IM DIN GAYARWHEN AUR RAAT BARWHEN TARAQI ATA FARMAYE..........THANKS ALL MEIN HON SUNNI HO JAMIL-E-QADRI MARNE KE BAAD MERA LASHA BHI KAHE GA ASSALAT-U-WASSALAM.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ubaid-e-Raza مراسلہ: 7 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 7 ستمبر 2007 mujhe bhi dr. tahir ke bare main pehle bohot kam info thi.. im per "fitna tahiri ki haqeqat" pedh kar sahi malomat hasil hoyen. ALLAH IS IM DIN GAYARWHEN AUR RAAT BARWHEN TARAQI ATA FARMAYE ameen suma ameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madani Munna مراسلہ: 9 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 9 ستمبر 2007 (ترمیم شدہ) Same Case As Mine Mujay B Is K Baray Main Nahin Pata Tha Allah Aor Us K Rasool K Karam Ki Waja Say IM Aor DI K Fazian Say Main Na Sirf Is Bal K Kai Aor Fitnoo Say B Mehfooz Hoo Giya Hoon Allah IM Aor DI Ko Deen 24th raat, DIN 25th Aor Shaam 26th Tarakee Day Aameen Allah Huma Aameen JazakAllah Edited 9 ستمبر 2007 by Sag-e-Attar what the meaning of 24th? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 9 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 9 ستمبر 2007 Bhai aap sab ko to patta chal gaya hay, Ab aap doosiron ko b is fitny se bachaayen. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faheem Attari مراسلہ: 9 ستمبر 2007 Author Report Share مراسلہ: 9 ستمبر 2007 INSHA ALLAH AB KOSHIS KAR KE SUB KO IS FITNE SE BACHAIN GAIN...... TERA KARAM HAI ZAT-E-BARI ATTARI HON ATTARI NISBAT KYA HAI PYARI PYARI ATTARI HON ATTARI. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam e Azhari مراسلہ: 9 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 9 ستمبر 2007 Assalamualaoikum... People! Let me share a secret with you all. You know how I got to know about Tahir-ul-ul-ul...? There is a nice story. I also took him as a very knowledgable Alim of Ahl-e-sunnat, but this Rabi-ul-Awwal... I saw in my dream there is a very very big mehfil-e-Naat going on and Shah Ahmad Noorani (Alahir-Rahman) Sahib was there. Tahir was also there... So, Shah Sahib gave me a little hint about Tahir-ul-ul-ul... Tahir also was there and Shah sahib pointed towards him angrily. Jalaal dikhaya unhone Tahir ki taraf... phir bedaar hone ke baad kuch dinon main maine "Khatra ki Ghanti" risale ka mutali'a kiya aur Dar-ul-Ifta Ahle Sunnat main us ke baare main check kiya to pata chala yahan to kuch ziyada hi garh-barh ho chuki hai aur mazeed horahi hai... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nazia مراسلہ: 10 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 10 ستمبر 2007 MASHAALLAH ALLAH ka karam hai jo usnay itni pyari nisbato say hum sab ko nawaza hai ALLAH hamesha humein AQA ki ghulami mein rakhey or Apni Rehmat ki barish hum gunhagaroo par chama cham barsaye sadqaye AQA-e-Dojahan MUHAMMAD-e-MUSTAFA hamesha ata farmaye AMEEN Yeh TERA karam hai YA GUAS jo bana liya hai apna Kahan mujh si yeh kamini ka silsila Tumhara اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 12 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 12 ستمبر 2007 Subhan Allah (azawajal) ... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔