Jump to content

1 feet


Qadri

تجویز کردہ جواب

asalam-o-alikum

janab mera sawal yeh hay k hadees mein hay k ager kaber 1 feet say zada uper hoto as ko zameen k sath plane kardo ? yeh baat sahi hay kia ? soudi arab mein sahaba ki kabers ko plane karne wale yeh bolte hain kia yeh sahi hay plz tafseel say jawab dein allah hafiz

Link to comment
Share on other sites

(salam) qadri sahib

 

aap tau ghussa hee kar gaye. thorra sabar kar liya karain.

 

koi qabaahat nahi hay iss main

 

 

 

waisay jahan tak qabrain mittanay ki baat hay tau RASOOL ALLAH (saw) nay Hazrat Ali (ra) ko mushrikeen ki qabrain brabar karnay ka hukam diya tha na keh muslmanon ki.

 

 

aur najdion ka tau kaya kehna RASOOL ALLAH (saw) k Sahaba ki qabrain 1 foot naap kar barabar kar di aur RASOOL ALLAH (saw) kay Walidain ki qabrain unn ko (muaz ALLAH)mushrik qarar day kar ukhaar deen.

 

waisay unhon nay tau zameen kay sath mila deen aur kuch bhi nahi chorra qabron ka 1 FOOT wali hadees par amal kiun nahi kiyya???

 

 

 

 

Qabrain brabar karnay kay maslay ka jawab Maulana Syed Irfan Hussain Shah Mash'hadi nay apni speech jo keh Najdi kutton kay hathon RASOOL ALLAH(saw) ki walida majida Hazrat Amina raddi ALLAH anha ki qabar ki bay hurmati kiye janay par aik conference main diya tha

 

Qabrain_brabar_karna.rm

 

 

Aashique Mustafa bhai nay Ja al Haq say aap kay sawal ka jawab post kar diya hay aur Mufti Ahmed Yaar khan Naeemi rehmatullah Alaih nay iss maslay mar mufassil behas kar dee hay.

 

Insha ALLAH aap ko aap kay tamaam sawalaat ka jawab mil jaye ga

 

aur yeh bhi maloom ho jaye ga keh RASOOL ALLAH(saw) ki hadees ka matlab Sahabi saheeh samjhay thay ya Wahabi Najdi???

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...