MunAAm مراسلہ: 30 جولائی 2015 Report Share مراسلہ: 30 جولائی 2015 https://scontent-iad3-1.xx.fbcdn.net/hphotos-xat1/t31.0-8/11406125_1450982905196507_2751979486368010092_o.jpg?efg=eyJpIjoiYiJ9Ab jara scan ki nishadah ibaratko dekhte hain mulla Ali Qari rh. Qaziayaz se se naqal karte hain jisme dajjalke sone ki halat ki tasbih huzur saw kesone ki halat (jise ala Hazrat ne kuchsafat pahle khas wasf likha hai ) sediya gaya hai aur is tasbih ko alaHazrat ne mante huwe likha hai ( yejaise ka lafz mere liye giran ka bayishai ) apne fatawa me.Ab chunke aap saw ke khas wasf medajjal jaise kafir ko tasbih di hai to yebhi ala Hazrat ke mutabik ( his tarahhifz ul inam me gustakhi hai ) gustakhihuwi aur Ab uper wala hi fatwa yahanbhi lagega ke Jo aisi gustakhi karnewale ke kufr me shaq kare WO bhi kafirhai.Ala Hazrat ne is ibarat ko mirqat senaqal kiya lekin apni puri zindagi meunho ne mulla Ali Qari rh. Aur Qaziaayaz ko kafir nahi samjha balkemusalman hi mante rahe اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 30 جولائی 2015 Report Share مراسلہ: 30 جولائی 2015 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MunAAm مراسلہ: 30 جولائی 2015 Author Report Share مراسلہ: 30 جولائی 2015 Aameen tashbiya k masle me aapne tasalli baksh jawab diya :) :) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 31 جولائی 2015 Report Share مراسلہ: 31 جولائی 2015 Salam alayqum,Woh tashbeeh jis meh ala ko adna jesa tehraya gaya aur is tasbeeh say ala ki shaan meh kami ho, es'si tashbih gustakhana heh. Misaal kay tor par, thanvi kuttay jesa heh, thanvi khazeer jesa heh, thanvi tawahif aur mushrik jesa heh. Yeh ala ko adna say tashbeeh ki ek misaal heh. Abh is meh bi ala ko adna say tasbeeh hogi magar gustakhana tashbeeh nahin hogi. Muhammad Ali Razavi sher [lion ] jesa heh. Muhammad Ali Razavi ghulaab kay phool jesa heh, Muhammed Ali Razavi toh shahid [honey] jesa heh ... meh toh ashraf al makhlooqat hoon, abh meh nay tashbih adna say deeh magar towheen nahin huwi.Mullah Ali Qari alayhi rehma ki ibarat meh agar tashbeeh heh toh yaqeenan shaan e RasoolAllah kay manafi heh aur tawheen kay pehloo say khaali nahin. Reh gahi un ki takfir ki toh woh saddiyoon pehlay fawt huway. Un ka mamla Allah kay supurd ho chooka aur in sha Allah Allah ta'ala nay un kay saad wada hasana kay mutabiq inaam deeya hoga aur un ki khata ko maaf farmaya hoga.Yeh amr muhaal nahin kay kohi sahib e imaan khilaf e adab baat kar deh aur us ki maafi be ho jahay. Allah ta'ala khatahen maaf karnay wala heh. Yeh ussee waqt taq ho sakta heh jab taq khilaf e adab baat likhnay aur bolnay walay ki tawajoh is taraf nah gahi ho. Agar ilm ho jahay toh phir toba lazam heh. Mullah Ali Qari alayhi rehma nay agar waqia hi tashbeeh deeh heh toh agar gustakhi kay pehloo ki taraf tawajoh nah gahi toh khata heh. Jistera khata meh roza kay darmiyan khaa leeya toh gunnah nahin aur roza toota nahin is'see tara khata kalma towheen likh deeya toh kufr waqia nahin hoga.Jin mardoodoon ki dokan towheen o tankees par chalay aur puray firqay ki bunyad towheen o tanqees e RasoolAllah salallahu alayhi wa aalihi was'sallam ho aur is'see ko firogh denh aur gustakhi karnay walay apnay kufr par dat gahay hoon aur un kay mannay walay be issee kufr par datten aur dafa karen khadam esoon ko qattan musalman nahin manta. Thanvi, Gangohi, Nanotavi, Ambethvi, Dehalvi yeh panch kufr kay sattoon jaan booj kar towheen baktay rahay. In ko Ulamah e zamana nay Islam ki talimat ka bataya aur Islam ki taraf bulaya magar in kafiroon nay Islam ko qabool nah keeya aur apnay Kufroon par datta rahay aur uneeh par maray. Allah ta'ala in kafiroon ko firawn o nimrood kay saath uthahay, ameen. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
saad234 مراسلہ: 29 نومبر 2023 Report Share مراسلہ: 29 نومبر 2023 On 7/30/2015 at 5:08 PM, Khalil Rana said: Just now, saad234 said: in tamam iterazat ka jawab dain اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
wasim raza مراسلہ: 23 دسمبر 2023 Report Share مراسلہ: 23 دسمبر 2023 On 11/29/2023 at 4:52 PM, saad234 said: tamam iterazat ka jawab dain https://www.islamimehfil.com/topic/12666-~~-hifz-ul-eman-per-taveel-ka-jawab-~~/ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔