Jump to content

Ilm E Gaib K Taluq Se Wahabi Ki Is Post Ka Jawab Chahaiy


MUSHTAQ

تجویز کردہ جواب

Wo kaunsi Site Hai jaha Se aap Aitaraz Naqal karte Hai mujhe Masg kare

 

☝☝ Hazrat pata nahi Aap ne Aisa Mujh se Q Pucha......Q K Mai Taqreeban 1 Sal Se Islami mahefil Padhta Hu Aur Yaha per Taqreeban Aitarazat K jawabat Diye jate Hai lakin Aisa Sawal kisi se Kiya Gaya Ho meri nazar se nahi Guzra

 

Ho Sakta Hai K Aap Ko mujh per Shak Hai.....K Mai Kai Sunni bhes me Deo Bandi To Nahi Jo Ek K Bad Ek Aitarazat Yaha post karta ja Raha Ho

 

Ya Aap k Zahen me Y Sawal Bhi Ho Sakta Hai k Ise Itnt masail jan kar karna Kiya Hai

 

Ya Y Ho Sakta Hai k ....mai Ek ek k Bad Ek Aitaraz Ya Muatleba karta ja raha Hu......Aur Aap meri wajah Se mashakat me padh jate Hai

 

 

TO Hazrat Khalil Rana Shahab Mai aap Ko Bata Du k mai Sunni Sahil Ul Aqida Hu......Aur Watsaap Per Deo Bandiyon Se Mere Bahes O Mubahise Hote Hai......Aur Bahes Karne Ka Maqsad Apne Sunni Bhiayon Ko Wahaniyon K jal me Fansne se Bachana Hai Mere Pas Un se kiye Gay kai Bahes Save Hai jo Subut K Taur per mai Yaha bhi Pest kar Sakta Hu.....phir mere 2 Grp Aur Chalte Hai Ek masle masail Ka jaha per Sirf Sunni Bhai Add Hote hai Aur waha per Un K Sawalat k jawabt Doye jate Hai......Aur 1 Group Hai jis me Ahele Sunnat per batil Firqo K Aitrazat k jawabat Diye jate Hai

 

☝☝

Mai Samjhta Hu Y Kafi Hai Uper Bayan Ki Gai 3 wajah me Se 2 K Liye

 

Ager 3ri wajah Se aap ne Mujhe Se Y Sawal Kiya Hai.....to Hazrat mui is Ko Samjh sakta Hu k Ek ek Hawala Nikalne K Liye kitni mahenat karna Padhti Hai......Aur Aap Sabhi Hazrat Ki Is mahenat Ki Mai Bhaut Qadr Karta Hu......Aur Ziyada tar Mai Apne Hi Level Per Taheqiq Karta hu take Aap Hazrat ko Taklif Se Bachaya ja Sake.........Yaha Tak K maine 2 / 3 Ulma ko Is site K Mutaliq Bata kar Un Se Guzarish Bhi Ki Hai K wo Yaha per Rukniyat iktiyar kar Yaha Per Kiye Gay Sawalat Ka jawab Diya Kare.... Take Aap Hazrat Ka boj Kuch kam Ho

 

Hazrat Sach me jo Kam Y Site Se Ho raha Hai Aur jo Faida Is se Mil Raha Hai mujh Ko nahi lagta k Aur kai Se Aisa Faida Mil Raha Ho Aur mai aap Tamam Logo Ki Bhuat izzat karta Hu K aap Bila Kisi Duniyawi lalch k Apna Qimti Waqt Yaha Dete Hai

 

 

Ager mai Ne Apni post me Kuch Galat likh Diya Ho To mai Sachche Dil Se maufi Cahata Hu....Mera Maqsad Kisi Ka Dil Dhukana Nahi balke Apna Maqsad batan Tha

 

Khair Ager Aap Ko Mere Aise post Se Taklif Huwi Hai to Aap Mujh Se Agli Post me Kahe De ...Mai Inshaa Allah Khabi bhi Yaha Per Koi Sawal nahi Karunga

 

 

Jazzak Allah Khairan

Link to comment
Share on other sites

mere khayal men abhi tak kisi ne bhi naam sahi spell nahi kya hay. :) "WHATSAPP" https://www.whatsapp.com/

Yeh smart phones ki aik social app hay jo ke Android, iPhone, Windows Phone, Blackberry or Nokia phones pr kam kerti hay. official site ya google playstore wghera se installation ki saholat mojod hay. is men groups chat asani se ho sakti hay. images, video clips or deger data files bhejna bohot aasan hay. isse ghalat or sahi her kam ke lye use kya ja raha hay jese deger social sites like facebook or twitter wghra use ho rahe hain.

Link to comment
Share on other sites

آپ پوسٹ کریں ،آپ کو کون روک رہا ہے؟


میرا کہنا یہ تھا کہ دیوبندی جواب بھی تو دیں


لیکن ان کا کام فساد کرنا ہے ،ان کو کہا جائے کہ فساد تفرقہ نہ کرو


تو کہتے ہیں کہ ہم تو اصلاح کرنے والے ہیں۔


لاحول ولا قوۃ الا باللہ


Link to comment
Share on other sites

Jazzak Allah Hazrat.....

 

Aur aap ne Y Bilkul Sahi Kaha K In Ko jawab Dena Chahaiye Ya Haq ko Qubul karna Chahay......lakin Adat e Majubur Deo K bande Y Dono Bhi Nahi karte ....Aur In K jawab Na De Kar Baghne Se Social Media per Hume Hi Faida Hota Hai.....K Humari wo awam jo ilm nahi Rakhti Un K Samne In Ki Asliyat Aa Jati Hai

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...