Jump to content

Ilm E Gaib K Taluq Se Wahabi Ki Is Post Ka Jawab Chahaiy


MUSHTAQ

تجویز کردہ جواب

Janab e wala uss scan k badle jawab me aapne kul aur baz ki mazzamat farmayee hai k aapka aqeeda baz ilm ka hay to mera ye dawa hay k ilm e gaib hai hi wo k jo kul

Hai

Aur aapne ab aapki manfi isko baaz aur kull me tabdil kiya hai

Asal hona to u chaiye k baz jo hai wo ilm e gaib nahi wo to ilham ul gaib , ittela ul gaib hona chaiye

Aur jo kul ho uska nam ilm e gaib hoga

Ab iski wazahat me daleel dekhe

 

Link to comment
Share on other sites

(bis)

مشتاق صاحب !عرض ہے کہ اللہ تعالیٰ عزوجل کے علم اقدس سے حضور نبی کریم ﷺ

کے علم کا کون مقابلہ کرتا ہے؟

اللہ تعالیٰ جل شانہٗ کا علم ذاتی ازلی ابدی ہے، حضور نبی کریم ﷺ کا علم اللہ تعالیٰ کا عطا کردہ ہے

ذاتی علم نہیں ہے۔

اہل سنت کا عقیدہ یہ ہے کہ غیب مطلق اللہ تعالیٰ کا خاصہ سمجھتے ہیں،البتہ اعلام خداوندی کے ذریعے

سے انبیاء علیہم السلام کے لئے علم غیب کے حصول کا عقیدہ رکھتے ہیں۔

وہابی کا اعتراض یہ ہے کہ اس عطا کردہ علم کو علم غیب نہیں کہنا چاہئے

ہم نے تفسیر ابن کثیر کے حوالے سے یہ ثابت کیا ہے کہ عطا کردہ علم پر بھی علم غیب کا اطلاق جائزہے

وھابی کا اعتراض ہم نے توڑ دیا ہے، اَب اس کے پاس تفسیر ابن کثیر کی عبارت کا کوئی جواب ہے تو دے۔

Edited by Khalil Rana
Link to comment
Share on other sites

السلام علیکم

Hazrat Khalil Rana Sab Aap Ne baja Farmaya Lakin Mai Y kahena Chaata Hu k Us K Diye Gay Scan me Waqiye Aisi Bat Hai To Hume Is Ka jawab Dena Chahaiye Ta ka kam az kam Hum jaise kam Ilm rakhne walo K Ilm Me iazafa Ho Aur Ainda Se Jab Wahabi Aise Dalail Pesh kare To Un Ka jawab Humare pas maujud Ho.... ....Rahi Ibn Kasir K Taluq Se bat To Mai Y Hi chaha Raha Hu K Jab Us K Dalil ka jawab Mil jaynga To jawab Dene K bad Mai Ise Apni Dalil bana Kar pesh karunga

 

 

Taklif k Liye mazraat Umid Hai Aap Ne mere Toote phote jumle Se meri murad Samjh Gay Honge

 

 

Allah Tala Aap Sabhi Hazrat K Ilm O Umar me Barkat Aata Kare Aur aap Se Deen O Sunniyat Ka Aisa Hi kaam Leta Rahe

Ameen Suma Ameen

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

جناب علامہ ابن عابدین کی عبارت کا مطلب وہی جو ہم کہہ رہے ہیں

علامہ ابن عابدین شامی نے جو کہا ہے اس کا مطلب یہ ہے کہ ذاتی،ازلی ،ابدی اور مستقل علم غیب

خاصہ خداوندی ہے، ایسے علم غیب کا اطلاق مخلوق پر نہیں ہوتا۔

ورنہ علامہ ابن عابدین شامی دو صفحے پہلے یہ نہ لکھتے کہ

الخواص یجوزان ان یعلمواالغیب فی قضیۃ او قضا یا کماوقع لکثیرمنھم واشتھر

جائز کہ اولیاء کو کسی واقعے یا وقائع میں علم غیب ملے جیسا کہ ان میں بہت کے لئے واقع ہوکر مشتہر ہوا۔

مخلوق پر علم غیب کا اطلاق علمائے اسلام کا عقیدہ ہے جیسا کہ امام احمد رضا علیہ الرحمہ نے اپنی کتاب خالص الاعتقاد میں ذکر کیا ہے۔

 

aabedin 1.jpg

aabdin 2.jpg

Link to comment
Share on other sites

Wahabi jb b ilm e gaib pr baat karta hai tu bechara khud confusions ka shikar rehta hai ,

Phelay kehay ga k ilm e gaib Allah k sath khas hai , is ka itlaq kisi maklooq pr nae kr saktay  ...

Phr jb Ibne kaseer ki ibarat paish ki jaye gi , tu wahabi apnay ap ko jhoota partay dekh kr foran guftugu tabdeel kr ly ga ..

, tu kehay ga yaha ilm e gaib baaz murad hai ...or kehay ga hamara b yehi aqeeda hai k anbiya ko baaz ilm e gaib diya gaya ..

Array wahabi g phelay tu ap ilm e gaib k itlaq ko kisi maklooq k liye mannay sy saaf inkari thy  , ab jb ibn e kaseer ka hawala diya tu hawa nikal gae. aur baaz ilm e gaib maan liya  ..


isi terah in ka aqeeda guftugu k doran change hota rehta hai ... 

NOTE ZUROR KRNA MUSHTAQ BHAI

Link to comment
Share on other sites

(bis)

علم کے لغوی معنی جاننا اور غیب اس چیز کو کہتے ہیں جو حواس سے چھپی ہو

ملاحظہ ہو تفسیر کبیر اور تفسیر بیضاوی زیر تحت آیت کریمہ یومنون بالغیب


پھر غیب کی دو قسمیں ہیں ،ایک وہ جس پر دلیل نہ ہو اور دوسری وہ جس پر دلیل ہو

قسم اوّل اللہ تعالیٰ کے ساتھ خاص ہے ،اور قسم ثانی مخلوق کے لئے

مولوی اشرف علی تھانوی نے مخلوق کے لئے غیب کا لفظ استعمال کیا ہے

مولوی اشرف علی تھانوی،فتاویٰ امدادیہ میں لکھتے ہیں

غیب کے دو معنی ہیں حقیقی اور اضافی

حقیقی وہ جس کے علم کا کوئی ذریعہ نہ ہو ، یہ خاص ہے حق تعالیٰ کے ساتھ اور عبد کے لئے

اس کا حصول محال شرعی وعقلی ہے، اضافی وہ جو کسی ذریعہ سے بعض کو معلوم کرادیا جائے

اور بعض سے پوشیدہ رکھا جائے،یہ عبد کے لئے بھی باعلام الہیٰ حاصل ہوسکتا ہے

 

imdadiya 1.png

imdadiya 2.png

Link to comment
Share on other sites

ILM-E-GAIB

 

NABI-E-KARIM ﷺ K ILM PER TANZ KARNA MONAFIQIN KA KAAM HAI

 

Surah Al-Imran Ayat 179 Ki Is Ayat

 

مَا كَانَ اللَّهُ لِيَذَرَ الْمُؤْمِنِينَ عَلَىٰ مَا أَنْتُمْ عَلَيْهِ حَتَّىٰ يَمِيزَ الْخَبِيثَ مِنَ الطَّيِّبِ

 

k Motaliq Tafsir-e-Khazin Me Hai k

 

NABI-E-KARIM ﷺ Ne Farmaya k

 

Hum Per Humari Ummat Pesh Ki Gayi Apni Apni Suraton Me Mitti Me Jis Tarah k Hazrat Adam عليه السلام Per Pesh Huwi Thi

Hum Ko Bata Diya Gaya k Kaun Hum Per Iman Layega Or Kaun Kufr Karega

 

Yeh Khabar Monafiqin Ko Huwi To Woh Hans Kar Kahne Lage k HUZOOR ﷺ Farmate Hain k UN Ko Logo Ki Paidaish Se Pahle Hi Kafir-o-Momin Ki Khabar Ho Gayi

Hum To UN k Sath Hain Or Hum Ko Nahi Pahchante

 

Yeh Khabar NABI-E-KARIM ﷺ Ko Huwi To AAP ﷺ Mimber Per Khadey Huwe Or ALLAH ﷻ Ki Hamd-o-Sana Ki

Fir Farmaya k Qaumon Ka Kya Haal Hai k Humare ILM Me Ta'ney Karte Hain Ab Se Qayamat Tak Kisi Cheez k Bare Me Jo Bhi Tum Hum Se Puchoge Hum Tum Ko Khabar Denge.

➡ TAFSIR-E-KHAZIN, JILD 1, SAFA 324, DARUL KUTUB ILMIYA, BERUITE.

 

 

Is Hadees Me Ek Lafz " سَلُونِي " Hai

Is Lafz Se Dawa Zahir Hota Hai

Or Jab Koi Shakhs Kahe k Tum Jo Chaho Puch Lo Main Tumhe Bata Dunga To Is Ka Matlab Hota Hai k Unhe Har Cheez Ka ILM Ata Kiya Gaya Hai

 

Fir Aap Aise Shakhs k ILM Ka Takhsees Nahi Kar Sakte k Ba'az ILm Hai Or Ba'az Nahi

Jab k Unka Dawa To كُلَّ ILm ATAYI Ka Hai

 

To Yaad Rakhein Yeh Un Ka كُلَّ ILM ATAYI Ka Dawa Makhlooq k كُلَّ Ka Hota Hai.

 

Yahi Dawa NABI-E-KARIM ﷺ Ka Lafz ‏ سَلُونِي Se Hai k AAP ﷺ Ko Makhlooq k ILM Ka كُلَّ ATAYI ILM Hai Magar ALLAH ﷻ k ILM Ka Ba'az.

 

 

Is Hadees Se 3 Baatein Wajah Huwi

 

1) Yeh k NABI-E-KARIM ﷺ Sab Ko Us Ki Sakal-o-Surat Se Pahchante Hain.

 

2) Qayamat Tak k Sare Waqiyat NABI-E-KARIM ﷺ k ILM Me Hai.

 

3) Yeh k NABI-E-KARIM ﷺ k ILM Me Ta'an Karna Monafiqin Ka Kaam Hai.

post-15808-0-85201500-1438281756_thumb.png

post-15808-0-24629000-1438281805_thumb.png

Link to comment
Share on other sites

G Hanif Aap Ne Bilkul Sahi Kaha.....K wahabi Ilm e Gaib Ho Ya Gair Ullah Se istiyanat pahele to Mutalaqan Inkar karte Hai Phir man kar bahes kai Aur le jate Hai....lakin jo Karne ka kaam Hai wo nahi karte aur wo Hai Haq Ko Qubul karna

 

 

 

 

Shadab Bhai Wo Deo Bandi Hai Aur Us ne Hailagith to nahi Kiya Us Ibarat Ko

 

 

Hazrat Khalil Rana Sahab phir Se Ek martaba Aap Ka Bhaut Bahut Shukriya.....jazzak Allah Khairan Kaseera

Link to comment
Share on other sites

Y Kitab Ka Scan Dala ja Raha Hai....Y kis ki Hai Aur kiya Y motebar Hai Humare yaha....Is me Huzur ( صلی اللہ علیہ و سلم ) Ko Aalim Ul Gaib Mana Gaya Hai...

 

Ager Hum kahe K Y Humare pas Motebar nahi Hai...to wo jawab me Ek Aur Kitab Ka Scan Dal Rahe Hai jjs me In Aalim Sab Ko Motebar Ulma Me Shumar Kiya Gaya Hau..mai Us ka Scan Niche dal Raha Hu

Link to comment
Share on other sites

السلام علیکم جناب khalil Rana Sab Aap K Diye Huwe scan maine Us Deo k bandi Ko De Diye the..Abhi Tak Na jawab Diya na Apna Kala Mun Bataya.....Khir Isi Topic se Related 3 " 4 Scan Wataap per Gasht kar Rahe Hai Mai Yaha Upload kar Raha Hu Is Ka Bhi Tassali baksh jawab Inyat farmay...jazzak Allahattachicon.gifIMG-20150802-WA0017.jpg

Allah kay ilawa kissi kay leyeh Alim Ul Ghayb ka itlaq jaiz nahin. Magar zameer ko lota kar mafoom nikala ja sakta heh

 

Alim Ul Ghayb zahir nahin karta apna ghayb kissi ek par magar chunay huway rasool  par... abh agar ghayb ki zameer ko alim ul ghayb kee taraf lotaya jahay toh phir tarjuma banay ga ... alim ul ghayb zahir nahin karta apna [mansub e aalim ul] ghayb magar chunay huway rasool par ... Kuch is tera ka mafoom Maulana Abdul Tawab Saddeeqi nay Sadiq Kohati kay jawab meh biyan keeya thah ... Magar khadam is ilfaaz aalim ul ghayb ka  itlaq rasoolAllah kay leyeh jaiz nahin samajta.

Link to comment
Share on other sites

السلام علیکم

Hazrat Khalil Rana Sahab.....Allah Aap K Ilm Umar Rizq Me Barakate Aata Kare.....Aap Ne bhaut Hi Khoob jawab Inayat Farmaya

 

2ri Bat ....aap ne Pucha Hai K mai y Aitrazat Kaha Se lata Hu to mai Ne pahele Hi Bata Diya Tha K Wataap Per Y aitrazat Aa Rahe Hai......

 

3ri bat....aap ne kaha K Mai Deo bandiyon Se Pahele Wale jawabt K Mutaliq Likh Kar Lu K Humare jawab Ka Un K Pas Koi jawab Nahi Hau.....To Is Taluq Se Bhi Mai Bata Chuka K Wo Deo Bandi Ko jab Maine Y Sare Scan Diye to wo Bagh Khada Huwa

 

 

2ri... Bat aap ne kaha K mai Aitara

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...