Jump to content

Quran Hifz Ke Liya Asan Bana Gaya Hai Ya Samjhny Ke Liye


Ya Mohammadah

تجویز کردہ جواب

Hifz aur samajnay kay leyeh asaan banaya gaya heh.

Verily, We have made it a Qur'an in Arabic that you may be able to understand. 43:3

And We have indeed made the Qur'an easy to understand and remember; then is there any one who will remember (or receive admonition)? 54:17,54:22, 54:32, 54:40

 

.

Edited by MuhammedAli
Link to comment
Share on other sites

par samjhny ke liye asan hota to aaj tak itni kaseer tadaad mein tafaseer likhi gayin itni lambi chori zaheem tafaseer unki kya zarurat rehti....ghaliban ye riwayt mene kahin bayan me suni thi ki hazrat umar  (raa)

 ko sure baqrah ki tasfeer samajhny mein Huzur  (saw)  se saat saal lage thy....or imam ahmad raza  (raa) ne bhi iska tarjuma samajhna na karky yaad karna hi kiya hai....ismy kuch to hikmat hogi?

quran yad ke liye asan1.jpg

Link to comment
Share on other sites

Salam alayqum,

Baee Quran ko hifz karnay kay leyeh koshish aur mehnat ki zeroorat heh aur parnay kay leyeh qawaid o haroof ka janna zeroori heh. Is'see tera samajnay kay leyeh tafsir kay asool janna zeroori heh. Jis tera parnay kay leyeh qawaid jannay kay bad parna asaan say asaan hota jata heh is'see tera Tafsir kay asool o zawabat maloom honay ka baat samajna asaan ho jata heh. Quran ki ayaat kay bunyadi mafoom ko samjna aur phir un ayaat ki tafsir kay mukhtalif pehloowoon ko pana aur baat heh. Quran ki shaan jawami al kalim heh yehni chand jumloon meh mafoom ka samundar chupa heh. Joh jitni mehnat karay ga utna Quran samjay ga. Magar samaj ki asaani ka mafoom yeh nahin kay asaan heh toh har ek tafsir ka pehloo samaj  a jahay ga.


Sayyidi Ala Hazrat nay joh tarjuma keeya heh us ayat meh wohi tarjuma banta heh. Joh meh nay point biyan keeya thah woh us ayat par nahin thah yehni sura qamar wali ayaat kay mafoom kay tor par nahin thah balkay wazahat kay tor par biyan keeya thah kay hifz aur samajna donoon asaan hen.

Link to comment
Share on other sites

مفتی احمد یار خان نعیمی علیہ الرحمۃ جاء الحق تقلید کی بحث صفحہ 62 مطبوعہ مکتبہ غوثیہ میں فرماتے ہیں۔ ولقد یسرنا القرآن میں فرمایا ہے کہ ہم نے قرآن کو حفظ کرنے کے لئے آسان کیا ہے نہ کہ اس سے مسائل استنباط کرنے کے لئے ۔مزید فرماتے ہیں اگر مسائل نکالنا اآسان ہے تو پھر حدیث مبارک کی بھی ضرورت ہےقرآن میں سب کچھ ہے قرآن آسان ہے پھر سکھانے کے لئے نبی کیوں آئے ۔ 


Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...