MunAAm مراسلہ: 30 جون 2015 Report Share مراسلہ: 30 جون 2015 Asslamualaikum Mazar ka tawaaf krne ki kin ulma ne ijazat di hai? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faysal مراسلہ: 30 جون 2015 Report Share مراسلہ: 30 جون 2015 Asslamualaikum Mazar ka tawaaf krne ki kin ulma ne ijazat di hai? kisi ny be nai di.Bus jahil log khud sy krty hn . Our samjhty sawab ka kam kr rahy hn. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saad Qadri مراسلہ: 30 جون 2015 Report Share مراسلہ: 30 جون 2015 علماء اہلسنّت میں سے تو کسی نے جائز نہیں لکھا البتہ تھانوی صاحب نے حصول برکت کے لیے جائزکہا اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MunAAm مراسلہ: 30 جنوری 2016 Author Report Share مراسلہ: 30 جنوری 2016 Mujhe ek gharpe ek book mili hai Tehjeez o Takfeen jo Deoband se chapi hai jisme Walidain, Auliya k mazarat ko chumna aur uska tawaf krna jaiz likha hai aur hawale me shayad Shaikh Abdul Haq Muhaddis Dehlavi Alairehma se daleel li hai usi trah Islah E Behashti zewar ya Islah Taqvitul Iman me Shah Waliullah Alairehma se kisi makhsoos halat me tawaf ka bayan hai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MUSHTAQ مراسلہ: 27 فروری 2016 Report Share مراسلہ: 27 فروری 2016 Munnam Attari Sahab Ager aap Qabar Ko Chumne ki ijazat jo Deo Band Ki Kitab Se Sabit Hai Us Ka Scan De De To Badi Maherbani Hongi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MunAAm مراسلہ: 16 مئی 2016 Author Report Share مراسلہ: 16 مئی 2016 (ترمیم شدہ) Munnam Attari Sahab Ager aap Qabar Ko Chumne ki ijazat jo Deo Band Ki Kitab Se Sabit Hai Us Ka Scan De De To Badi Maherbani Hongi bhai maine saari kitabo ko pack krk rakhdiya hu kyu k gharme koi padhne wala nahi hai khair ab aapke liye de duga magr talash krne me waqt lagega Edited 16 مئی 2016 by MunAAm Attari اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MunAAm مراسلہ: 17 مئی 2016 Author Report Share مراسلہ: 17 مئی 2016 (ترمیم شدہ) front page fat gaya tha maine books ko plastic bags me pack kiya hu taake o kagaz khane waale kido se mehfooz rahe kyu k bohat saari naayab kitabe kitabe kido ne khali aur bohat si meri gair hazri me dafna di gayi kahir ab jo bachi hai uneh mehfoof krk rakhna hai mujhe iska front page mila tha jo kisi aur packet me hoga milne par deduga... ye kitab shayad Abusshkoor kakori ki hai shayad khair Edited 17 مئی 2016 by MunAAm Attari اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔