MunAAm مراسلہ: 27 جون 2015 Report Share مراسلہ: 27 جون 2015 ... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
gmoin مراسلہ: 14 جولائی 2015 Report Share مراسلہ: 14 جولائی 2015 Minhajul arabiya....shayad ye aapko market main urdu main mil jaye 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
BIKE RIDERS مراسلہ: 27 اگست 2015 Report Share مراسلہ: 27 اگست 2015 hazrath is kitaab ke musannif ka naam bataye maherbaani ...... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MunAAm مراسلہ: 16 اکتوبر 2015 Author Report Share مراسلہ: 16 اکتوبر 2015 (ترمیم شدہ) hazrath is kitaab ke musannif ka naam bataye maherbaani ...... Minhajul Arbiyyah Az Sayyed Nabi Al Haidrabadi ki kitab hai iske 4 juz hai Musannif Jamia Arbia Usmania University Hyderabad Dakan me teacher the/hai(60-61 saal ke pehle se chapti aarahi hai) aur ek book hai Miftahul Arbiyyah Az Ahmad Bin Nasir Al Usri iske bhi 4 juz hai ye Musannif bhi Jamia Arbia Usmania University Hyderabad Dakan me teacher the/hai (60-61 saal ke pehle se chapti aarahi hai) dono kitabe qareeb same hai thoda farq zarur hai kitabe achi hai asan hai magr mehnat ki zarurat padegi... Bager Ustad k sikh pana mushkil lagta hai kyu k hamare har suwaal ka jawaab kitab foran nahi de paati Faizul Aadab Shayad Allma Badruddin Ahmad Qadri Razvi ki hai Edited 16 اکتوبر 2015 by MunAAm Attari اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MunAAm مراسلہ: 27 اکتوبر 2015 Author Report Share مراسلہ: 27 اکتوبر 2015 (ترمیم شدہ) ASSLAMUALAIKUMKISI BHAI K PAAS ARBI SIKHANE WALI KISI AALIM KI VIDEO HO TO LINK ATA KREMIFTAHUL ARBIYYAH K MUSANNIF AHMAD BIN NASIR AL ASIRI HAI/THE Edited 27 اکتوبر 2015 by MunAAm Attari اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MunAAm مراسلہ: 3 نومبر 2015 Author Report Share مراسلہ: 3 نومبر 2015 maine ek galat baat kehdi k Minhajul Arbiya aur Miftahul Arbiya aasan hai maine sirf hissa awwal ko padhke ye andaza lagaya magr ye sahi nahi hai in kitabo se bagair ustad k sikhna bohat mushkil hai aur Faizul Aadab bhi Asatiza k liye hi likhi gayi hai k o ustad usse Talib Ilmo ko sikhaye اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MunAAm مراسلہ: 17 مئی 2016 Author Report Share مراسلہ: 17 مئی 2016 (ترمیم شدہ) Mujhe ek kitab mil jiske Musannif Abdur Rahmaan Tahir Surati hai mai nahi janta ye sunni hai ya kisi aur firqe k magr Qawaid k sath Aaasan tariqe se Arbi zaban sikhne k liye inki kitaab bohat mufeed hai mai abhi pehla hissa yaha de raha hu jald dusra hissa bhi de duga iske saath aapko Misbahul Lugat ya Al Munjid bhi sath leni hogi mashaq k liye ye pehli baar 1950 me Bombay se shaya huyi thi ab chapti hai ya pata nahi mai b sikhne ki koshish kr raha hu Arabi 1_new.pdf Edited 17 مئی 2016 by MunAAm Attari اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MunAAm مراسلہ: 17 مئی 2016 Author Report Share مراسلہ: 17 مئی 2016 (ترمیم شدہ) aakhir me farhang hai ...arbi alfaz ka tarjum diya gaya hai pura sabaq ache se samjhe bagair aage na badhe aur saare mashak samjh k solve kre Edited 17 مئی 2016 by MunAAm Attari اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MunAAm مراسلہ: 19 مئی 2016 Author Report Share مراسلہ: 19 مئی 2016 (ترمیم شدہ) Arbi 2_new.pdf ek zaroori baat Arbi Zabaan jaldi sikhne k liye QASEEDA E GAUSIYYAH padhte rahiye aap jaldi arbi sikh jayege aur arbi sikhne ka shok b paida ho jayega afsos k hame hamari nafs par qaabu nahi rehta aaj padhege kal padge isi me reh jaate hai in kitabo ko xerox center se kam kimat par print kra lijiye.... kisi ko bagair www.fb.com/madina26 k copy chayiye to niche reply kre.. koi page missing ho to bataye ... Edited 19 مئی 2016 by MunAAm Attari اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔