MunAAm مراسلہ: 30 مئی 2015 Report Share مراسلہ: 30 مئی 2015 Rahatal Quloob jo Hazrat Nizamuddin Auliya Allah ki tarf mansoob krda kitab hai jis Hazrat Ganj Shakr Alairema ne farmaya samjh nahi pa raha k usse kya samjhna chahiye pehle likha gaya hai YE YAQEEN RAKHE IMAM AAZAM ABU HANIFA ALAIREHMA KA MAZHAB SAB FAZIL TAR HAI...PHIR SAB SE BEHTAR MAZHAB K WAQT AAPPNE IMAM MUHAMMAD SHAIBANI AUR IMAM MUHAMMAD SHAFI'AIEE KI TARF ISHARA KIYA HAIkya isse ye samjha jaye k imam abu hanifa alairehma ka mazhab sab se mazhabo se upr hai ya ye samjha jaye sab se behtr aur sahi imam shafi'aiee alairehma ka mazhab hai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
AqeelAhmedWaqas مراسلہ: 30 مئی 2015 Report Share مراسلہ: 30 مئی 2015 (ترمیم شدہ) محترم و مکرم بھائی صاحب!۔ جو پیجز آپ نے اپ لوڈ فرمائے ہیں ، ان میں سے پہلے والے کی اَنڈر لائنڈ تحریر میں آپ کے سوال کا جواب واضح طور پر موجود ہے۔ باقی رہی دوسرے پیج کی اَنڈر لائنڈ عبارت ، تو اُسکی آخری سطر میں دیکھیں کہ شاگرد کسے کہا جا رہا ہے ، تو آپ سمجھ جائیں گے!۔ Edited 30 مئی 2015 by AqeelAhmedWaqas 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MunAAm مراسلہ: 31 مئی 2015 Author Report Share مراسلہ: 31 مئی 2015 (ترمیم شدہ) mai kam aql samjh nahi paya kyu k mere paas jo kitab hai taqreeban 100 saal pehle chapi hai aurusme tarjuma me thoda farq hai isme fatwa zahiriya k waqia se pehle kuch lines nahi hai usme likha hai Imam E Aazam Alairehma k mazhab me khata ka ahtimal nahi hai....lekin behtar mazhab k waqt Aap Alairehma ke aankho se aansu aagaye k haihat(mere paas jo kitab hai usme haihaat likha hai) mai imam e aazam ka naam nahi le sakta lekin unke ek shagird the... is wajah se mai samjh nahi pa raha tha khair Albatta Imam Shafi'ee Alairehma ka mashhooor qol hai maine kabhi qasam ya shayad khuda ki qasam kabhi nahi li Imam Shafi'ee ke aqwaal Imam Muhammad ke baare me Edited 31 مئی 2015 by MunAAm Attari اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MunAAm مراسلہ: 31 مئی 2015 Author Report Share مراسلہ: 31 مئی 2015 (ترمیم شدہ) 1.png koi shaq nahi Imam Muhammad Shaibani aur Imam Shafi'aiee ek dusre ka bohat ahtram kiya krte jaisa k dono ulma k aqwaal ek dusre ke liye mashoor hai.. albatta mujhe qasam e khuda wale qol sahi nahi lagta Edited 31 مئی 2015 by MunAAm Attari اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔