Jump to content

Ajmer Shareef Ko Ajmer Kahne Par Ala Hazrat Rahimatullah Alyhi Ka Fatwa...


Rais.Khan

تجویز کردہ جواب

(wasalam)

Janab Bhai Sahib!

Aesi koi baat FATAAWA-E-RAZAWIYA SHAREEF mein bilkul bhi nahi hy.

Muqaddas mqamaat ki Bzurgi aor degar jagaho sy imtiaaz k liy SHAREEF ka lafz bola jata hy, mgar aesa na kehna kuch gunaah nahi (kufr tu bahut door).{haan! albatta wahabiya ka mission ALLAH PAAK k Aoliyaa-e-Kraam aor un sy mansoob mqamaat wghera ki taoheen hy. Wahabi bughz-o-hasad k maarey SHAREEF ka lafz nahi lagaty, lihaza behtar yi hy k Musalmaano ko muqaddas mqamaat k zikr pr lafz SHAREEF ya PAAK wghera istimaal krna chaheay}.

Aap khud dekhiay k Fatawa-e-Razawiya mein Syyidi A'lahazrat  (ra) ny (ba-hawaala-e-Hadaaiq-e-Bakhshish) Ajmer Shareef k zikr pr lafz SHAREEF istimaal nahi frmaya (chahy zroorat-e-shi'ri k pesh-e-nazar hi sahi); lekin agar Ajmer Shareef ko Ajmer (sath Shareef ka lafz na laga kr) kehna jaiz na hota tu khud  Syyidi A'lahazrat  (ra) aesa ku farmaatey? (umeed hy Ap smajh chuky hoon gy)

 

post-14217-0-27174900-1433020720_thumb.png

Edited by AqeelAhmedWaqas
Link to comment
Share on other sites

ji bhai, apki bat to me samajh chuka hu, alhamdulillah,

aj ek tabka hai, jo Dawat e islami ke "madina" kahne aur kitabon me border me likhne par aitraz karta hai, aur fatwa razwiya se ek fatwa ajmer sahreef ko sirf ajmer kahne par hukme kufr ki taraf dalalat karta batata hai. islie me ye janna chahta hu ki wakai me aisa koi fatwa saiyadee ala hazrat rahimatullahi alayhi ka hai? islie mene scan page dryaft kiya hai....

 

 

jazakallah....

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...