Shadab Ashrafi مراسلہ: 10 مئی 2015 Report Share مراسلہ: 10 مئی 2015 SUBHAN ALLAH⭐ RAB KI ATA KARDA NEMATON KO BANTNE WALE HAIN NABI-E-KARIM SALLALLAHO ALAIHE WASALLAM ⭐Hazrat Jabir Bin Abdullah رضي الله تعالٰی عنه Farmate Hain k Hum Me Se Kisi Ansari k Ghar Ladka Paida Huwa To Irada Huwa k Us Ka Naam MOHAMMAD (ﷺ) Rakh Diya JayeSho'aba Ne Mansoor Ki Rewayat Me Kaha k Ansari Ne Bataya k Main Us Ladke Ko Apni God (Lape) Me Le Kar NABI-E-KARIM ﷺ Ki Khidmat-e-Aqdas Me Hazir HuwaSuleman Ki Rewayat Me Hai k Us k Ghar Ladka Paida Huwa To Irada Huwa k Us Ka Naam MOHAMMAD (ﷺ) Rakh DeinNABI-E-KARIM ﷺ Ne Farmaya k Mera Naam Rakh Lo Lekin Meri Kuniyat (Abul Qasim) Na Rakhna Kyun k ALLAH TA'ALA Ne Mujhe Apni Nematein Tumhare Darmiyan Taqseem Karne k Liye QASIM Banaya HaiHosain Ki Rewayat Me Hai Mujhe ALLAH TA'ALA Ne Tumhare Darmiyan Apni Nematein Taqseem Karne k Liye QASIM Bana Kar Mab'oos Farmaya HaiHazrat Jabir رضي الله تعالٰی عنه Se Dusri Rewayat Me Hai k Un Ka Irada Huwa k Bachche Ka Naam QASIM Rakh Len To NABI-E-KARIM ﷺ Ne Farmaya k Mera Naam Rakh Lo Lekin Meri Kuniyat Na Rakhna.➡ SAHIH BUKHARI, JILD 3, KITAB FARZ UL KHAMS, HADEES 3114. 2 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Muhammad Haseeb مراسلہ: 20 مئی 2015 Report Share مراسلہ: 20 مئی 2015 Best Islamic Urdu Books http://www.bestislamicbooks.blogspot.com اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔