Jump to content

Scan: Nabi Jise Chulen Use Aag Nahi Jalati


تجویز کردہ جواب

Muje kisi ne challenge kiya hay ki ek hadees dikhao jismein huzoor saulalaho alaihiwasallam ne farmaya ho ki JIS CHEEZ KO HUZOOR CHOOLEIN USS CHEEZ PAR JAHANUM KI AAG HARAAM HAY... Khaas kar woh hadees jis mein tandoor par huzoor ke haath se rakhi huwi roti nahi pakk rahi thi... Kyonki uss roti ko huzoor ke daste aqdass ne chuwa tha....

Meharbani karke muje aisi hadeesoon ka abhi hawala chahiye... Nahi tau yeh gustakhe rasool hamein aaj ek discussion mein hamein joota sabit karna chahte hein...

Plz give reference of proper book of hadees with chapter. No and page no... Plz take it very serious

Link to comment
Share on other sites

Hazrat Ibad Bin Abdus Samad رضي الله تعالٰی عنه Farmate Hain k Hum Hazrat Anas Bin Malik رضي الله تعالٰی عنه k Pas Pahunche To Aap Ne Farmaya Aye Kaneez Dastarkhan Lao Takeh Hum Khana Khayein

To Woh Dastarkhan Layi

Fir Farmaya Rumal Lao

Woh Rumal Layi Jo Ganda Tha

Aap Ne Farmaya Tanoor Garam Karo

Us Ne Tanoor Garam Kiya

Aap Ne Hukm Diya k Tanoor Me Rumal Ko Dal Do

Rumal Ko Tanoor Me Dal Diya Gaya

Jab Rumal Ko Tanoor Se Nikala Gaya To Rumal Doodh Ki Tarah Safed Tha

 

Hum Ne Un Se Pucha k Yeh Kya Baat Hai k Aag Ne Kapde Ko Jalaya Nahi Or Khoob Saaf Kar Diya....???

 

Unho Ne Farmaya k NABI-E-KARIM ﷺ Is Rumal Se Rukh-e-Anwar Or Dast-e-Mubarak Khushk Kiya Karte The

Jab Yeh Ganda Ho Jata Hai To Hum Aisa Hi Karte Hain Kyun k Aag Us Cheez Ko Nuksan Nahi Pahunchati Jo ANBIYA-E-KARAM ALAIHIS SALAM k Chehron Se Mas (Touch) Ho Jati Hai.

 

➡ KHASAIS-UL-KUBRA, JILD 2, SAFA 80.

post-15808-0-09308500-1430810761_thumb.png

Edited by Shadab Ashrafi
Link to comment
Share on other sites

(bis)

امام ابن ملقن لکھتے ہیں کہ جس چیز سے انبیاء علیہم السلام کے ہاتھ مبارک مس ہوجائیں

اُس کو آگ نہیں جلاتی۔

امام ابن ملقن فرماتے ہیں کہ اس حدیث کی اسناد عالی ہیں

اس میں صرف ایک راوی دینار ضعیف ہے۔

یہ حدیث خصائص وفضائل میں ہے اس لئے مقبول ہے

a.jpg

aa.jpg

Edited by Khalil Rana
Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...