Shadab Ashrafi مراسلہ: 26 اپریل 2015 Report Share مراسلہ: 26 اپریل 2015 ☆QABR-E-ANWAR SE TAWASSUL SALEHEEN KI SUNNAT☆ SUBHAN ALLAH Hazrat Abu Al Jawza Radi Allaho Ta'ala Anho Farmate Hain k Ahle Madina Ek Martaba Sakht Qahat Me Mubtala Huwe To Ahle Madina Apni Pareshani Ko Le Kar Hazrat Aisha Siddiqa Radi Allaho Ta'ala Anha k Pass Hazir Huwe Hazrat Aisha Siddiqa Radi Allaho Ta'ala Anha Ne Farmaya k NABI-E-PAK SALLALLAHO ALAIHE WASALLAM Ki Qabr-e-Anwar k Pass Jao Or Rauz-e-Pak Ki Chhat Ko Darmiyan Se Khol Do Takeh Qabr-e-Anwar Or Asman k Darmiyan Chhat Hayel Na Rahe Logo Ne Aisa Hi Kiya To Khoob Barish Hone Lagi Sabza Khoob Huwa Or Oont Khoob Mote Ho Gaye Zyada Charbi Hone Se Maloom Hota k Phat Padenge Or Is Saal Ka Naam Haryali Ka Saal Rakha Gaya. 》IMAM QUSTALANI, MUWAHIB-UL-LADUNIYAH, JILD 4, SAFA 276. 》DARMI SHARIF, JILD 1, HADEES 92. 》MISHKAT SHARIF, HADEES 5950. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔