Abdul sattar مراسلہ: 25 اپریل 2015 Report Share مراسلہ: 25 اپریل 2015 salam. Mujhy ye malum karna hy k shreyat men khandani mansuba bandi yani (bachun k padaish men waqfa) karna jaiz hy? Quran o hades k roshni men tafsel e rahanuma e karen. JazakALLAH اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
AqeelAhmedWaqas مراسلہ: 25 اپریل 2015 Report Share مراسلہ: 25 اپریل 2015 (ترمیم شدہ) salam. Mujhy ye malum karna hy k shreyat men khandani mansuba bandi yani (bachun k padaish men waqfa) karna jaiz hy? Quran o hades k roshni men tafsel e rahanuma e karen. JazakALLAH وعلیکم السلام و رحمۃ اللہ و برکاتہ Aap iski tafseel buht si kutub mein ba-asaani parh sakty hein (aor yi aapko net sy bhi mil jaen gi), maslan in kutub mein: 1: Book by: Allama Dr.Ashraf Asif Jalaali Sahib (رحمۃ اللہ علیہ) KHANDANI MANSOOBA-BANDI AOR ISLAM-----Read Online KHANDANI MANSOOBA-BANDI AOR ISLAM-----Download (1.29 MB) 2: Book by: Faiz-e-Millat Qibla Allama Faiz Ahmed Owaisi Sahib (رحمۃ اللہ علیہ) Birth Control---Download (3.11 MB) Wesy ap k suwaal ka jawab pehly number wali book k aik page sy diya gia hy, neechy image (tasveer) mein mulahza frma lein! Edited 25 اپریل 2015 by AqeelAhmedWaqas 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
shahzad6058811 مراسلہ: 26 اپریل 2015 Report Share مراسلہ: 26 اپریل 2015 main nay kisi alam say maaloom kia hay wo kehtay hain AZAL ke hadees k mutabiq ijazat hay. wo bhee kehtay hain utrux ko hamaisha k liee close karwa daina k ainda bachay paida na hoon to gunah hay. pehlay aam tour par 3 operation hotay thay magar ab zachha kay 4 tak delivery operation ho jaatay hain. baaz dafa kuch cases main 3 operation k baad doctors advise kartay hain 4th baby ke soorat main mother ke jaan ko khatra ho sakta hay to us soorat main do no mian bv ke marzi say uterx ko close kia ja sakta hay. haan jo log one or two baby ke paidaish kay baad jaan boojh kar uterx close karwaatay hain wo haram kartayhain and sakhat gunah gaar. uterx close karwaanay k bajaa ay azal behtreen tareeqa hay. jo kuch kaha gia, quote kar dia hay. mazeed ko e pasand karay to local kissi educated molvi sahib say maaloom kar lay اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdul sattar مراسلہ: 26 اپریل 2015 Author Report Share مراسلہ: 26 اپریل 2015 jazakALLAH اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
AqeelAhmedWaqas مراسلہ: 26 اپریل 2015 Report Share مراسلہ: 26 اپریل 2015 main nay kisi alam say maaloom kia hay wo kehtay hain AZAL ke hadees k mutabiq ijazat hay. wo bhee kehtay hain utrux ko hamaisha k liee close karwa daina k ainda bachay paida na hoon to gunah hay. pehlay aam tour par 3 operation hotay thay magar ab zachha kay 4 tak delivery operation ho jaatay hain. baaz dafa kuch cases main 3 operation k baad doctors advise kartay hain 4th baby ke soorat main mother ke jaan ko khatra ho sakta hay to us soorat main do no mian bv ke marzi say uterx ko close kia ja sakta hay. haan jo log one or two baby ke paidaish kay baad jaan boojh kar uterx close karwaatay hain wo haram kartayhain and sakhat gunah gaar. uterx close karwaanay k bajaa ay azal behtreen tareeqa hay. jo kuch kaha gia, quote kar dia hay. mazeed ko e pasand karay to local kissi educated molvi sahib say maaloom kar lay Brother! Aesa koi operation jaiz nahi hy jis sy aorat ya mard ko daaimi taor pr baanjh bana diya jaey! Nacheez khud medical student (MBBS) hy. agar baby paeda hony sy mother ki jaan ko koi khatra hy tu azl ka sahaara liya jaey aor bacha paeda na kia jaey (wo bhi agar yaqeen-e-ghalib ho ksi Mustanad Islami Doctor k mashwary k mutabiq).is soorat mein bhi koi aesa operation jaiz nahi hy jis sy mother ko Sterile bnaya jaey. Aap opar post ki gai donu books khud ghaor sy parhein aor aesy suni-sunaai baato ko bgher-tahqeeq post mt krein. Duaaon mein yaad rkheay ga! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔