Nasir Attari مراسلہ: 1 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 1 ستمبر 2007 ! mithay mithay islami baio mahay ramdan main hmain ALLAH kee khoob khoob ebadat karni chahiay jis mai ALLAH or us k MAHBOOB ke raza ho k agher es mahinay main b koi apni bakhshesh na karwa cka to pher kab karway gaa hmaray mithay mithay AAQQAA es mahinay ke aamad k sath he ebadat-e-ELAHI main bohat ziada mgan ho jaya kartay thay chnanchay omoul momaynien SYYAD-NA- AYSHAW SADIQA (radi Allah anha) farmati hain, jab mah-e-ramdan aata hai to myray SARTAAJ,SAHBAY MAERAAJ ALLAH ke ebaadat k liay kmar bsta ho jatay thay or pooray mhinay apnay bstar per tshrif na latay thay,,,,,mazeed farmatien hain k jab mah-e-ramdan tshrif lata to HAZOOR ka rang mubark motgaiyar ho jata or AAP nmaaz kee ksrat farmatay or khoob gergraa kar duain mangtay or ALLAH khof AAP per tari rahta. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ubaid-e-Raza مراسلہ: 2 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 2 ستمبر 2007 bhai. thnx 4 sharing. Allah humain bhi zyada se zyada apni ebadat karne ki tofeq de. ameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 3 ستمبر 2007 Report Share مراسلہ: 3 ستمبر 2007 Nice post... thanks for sharing.. Allah (Azawajal) apney Habib-e-Karim (Sallalah o aliye Wasalam) ke sadqey aap ka, mera aur hum sab ka seena Madina banaye.. Aamin... sum aamin.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔