Jump to content

Dawateislami KA INQILABI KADAM...


Faheem Attari

تجویز کردہ جواب

ASSALAM O ALIKUM ISLAMIC BROTHERS AND SISTERS,

ALHAMDULILLAH DAWATEISLAMI NE SIRF KUCH YEARS MEIN HI DUNIYA KE 63 COUNTRIES MEIN APNE PEGHAM HAQ POOHNCHA DIYA HAI AUR ABHI AAGE KOSHIS JARI HAI..........LAST YEAR DAWATEISLAMI NE RAMZAN-UL-MUBARAK EK INQILABHI KADAM UTHAYA JIS NE DUNIYA BHAR KE SUNNIYON KA SIR FAKHAR SE BULAND KIYA AUR WO INKILABHI KADAM THA "30 ROZA AITIKAAF".

MERE PIRO MURSHID AMEER-E-AHLESUNNAT KI SUNNATON SE MOHABBAT MARHABA.UNHON NE IS AZEEM SUNNAT KO BHI ZINDA KAR DIYA WO IS PURFITAN DUUR MEIN JAB KE BEHAYAE APNE UROOJ PAR HAI....

ALHAMDULILLAH IS SAAL BHI PAKISTAN KE KAFI SHEHROON MEIN 30 DIN KA TARBIYATI AITIKAAF HO RAHA HAI....MERI TU IS ISLAMIC COMMUNITY KE SUB MEMBERS SE MADNI ILTIJA HAI KE WO IS SUNNATON BHARE AITIKAAF MEIN HO SAKE TU ZAROOR SHIRKAT FARMAIN AUR ISLAMIC SISTERS APNE BHAI,ABBU,BETE AUR SHOOHAR KO TARGHEEB DILA KAR IS AITIKAAF MEIN ZAROOR SHIRKAT KARWAIN. INSHA ALLAH JAB KOI 30 DIN KA AITIKAAF KARE GA TU WO MADNI RANG MEIN RANG JAYE GA......

AGAR KISI ISLAMI BROTHER KA ZAHEN BAN GAYA HAI AITIKAAF KA TU WO IS ISLAMIC COMMUNITY MEIN APNI ACHI NIYAAT KA BHI ZAROR AZHAR KARE.KISI EK KI NIYYAT KARNE SE HO SAKTA HAI KISI DOOSRE KI BHI HOSLA AFZAI HO JAYE AUR WO BHI IS AITIKAAF MEIN SHIRKAT KARLE SO IS MADNI COMMUNITY MEIN NIYYATON KA IZHAR ZAROR KAREIN...ALLAH TALA HUM SUB KO IS MEIN SHIRKAT KI TOFIQ ATA FARMAIN....AMEEM AMEEN....TALIBE DUA ....MUHAMMAD FAHEEM ATTARI....

Link to comment
Share on other sites

(salam) faheem bai marhaba marhaba bohat achi or piayar main dobi hoe batain likhi hain jis say dil ko bohat koshi hoe!app ke batow par amal karwanay ke kosesh karow ge insallah!

nigahay ATTAR may wo taseer daykhi!

badelati lakohow ke taqdeer daykhi! fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...