Zahidmobi88 مراسلہ: 30 مارچ 2015 Report Share مراسلہ: 30 مارچ 2015 Mulla ali qari farmateAwwal haqeeqi noor e muhammadi hai jaise maine al-maurud-lil-mawallid me bayan kiya hai(mirqat jild 1 safa 146)Kya kisi bhai ke paas is ibarat ka scan hai?? Agar hai to jald se jald den... Allah aap ko iska jaza e khair ata farmaye اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam.e.Ahmed مراسلہ: 30 مارچ 2015 Report Share مراسلہ: 30 مارچ 2015 (ترمیم شدہ) Mulla ali qari farmate Awwal haqeeqi noor e muhammadi hai jaise maine al- maurud-lil-mawallid me bayan kiya hai (mirqat jild 1 safa 146) Kya kisi bhai ke paas is ibarat ka scan hai?? Agar hai to jald se jald den... Allah aap ko iska jaza e khair ata farmaye Bara-e-Meherbani Huzur Alah-es-Salat-o-Salam ka ism-e-mubarak likh ker Durood ( Sall-Allah-o-Alaih-e-Wasallam ) zurur likkha karein. Edited 30 مارچ 2015 by Ghulam.e.Ahmed اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Zahidmobi88 مراسلہ: 30 مارچ 2015 Author Report Share مراسلہ: 30 مارچ 2015 Are bhai ye ibarat hai aur mujhe isi tarah mila... Baraye karam iska scan page ho to share karen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 30 مارچ 2015 Report Share مراسلہ: 30 مارچ 2015 آپ کی لکھی ہوئی عبارت تو نہین ملی البتہ مرقاۃ شرح مشکوٰۃ ملا علی قاری طبع ملتان کے صفحہ 146پر یہ عبارت ہے، ترجمہ کرالیں اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Zahidmobi88 مراسلہ: 31 مارچ 2015 Author Report Share مراسلہ: 31 مارچ 2015 JazakAllah khalil rana bhai Lekin mujhe mulla ali qari alaihirrahma ki wo ibarat chahiye thi jinme unhone noor e muhammadi sallallaho Alaihe wasallam ko haqeeqi noor likha ho.... Mujhe abhi us ibarat ki sakht zaroorat hai... Agar aisi koi ibadat aap ke nazar me ho to zaroor share karen... Aur is ibarat ke liye bhi Allah aap ko iska jaza e khair ata farmaye اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 1 اپریل 2015 Report Share مراسلہ: 1 اپریل 2015 آپ عربی کی اصل عبارت لکھیں پھر پتا چلے گا ورنہ مشکل ہے اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Zahidmobi88 مراسلہ: 1 اپریل 2015 Author Report Share مراسلہ: 1 اپریل 2015 Ok khalil bhai Mai koshish karunga arbi ibarat dene ki JazakAllah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔