Jump to content

Is Wahabi Post Ka Koi Mou Tour Jawab Dei Ga ?


hassan999great

تجویز کردہ جواب

Link to comment
Share on other sites

Iss post ka kiya jawab duon ... ???

Do-pehar yehni midday, saya nahin hota keun kay dopehar kay waqt sooraj sar kay oopar hota heh. Table kay oopar pen khara kharen aur us kay uppar light shine karen ... aur note karen pen ka saya nahin hoga. Phir mashrik kee janab say light lagahen toh saya nazr ahay ga, ya maghrib kee taraf say ... Hadith meh do-pehar ka likha heh aur saya ho hee nahin sakta toh phir aya kahan say. Zil ka lafz aqs kay mafoom meh bi istimal hota heh. Jab saya ka wajood ho hee nahin sakta toh phir wazia huwa kay aqs kay mafoom meh istimal huwa ... poori tafseel, Hazrat Allama Saeed Ahmad Kazmi rahimullah alayhi ta'ala ki kitab maqalat e kazmi meh ek zill ka baab heh woh paren.

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...
مراسلہ: (ترمیم شدہ)

jawab no. 6 mein us wahabi ney Quran pak se iss Ayat ka hawala diya hey aur kaha hey agar ap nabi kareem  (saw)  key saye ko nahi manty tu yeh Quran ki bhi Hilaaf warzi hey......

 

Surah An-Nahl »

 

48: أَوَلَمْ يَرَوْا إِلَىٰ مَا خَلَقَ اللَّهُ مِنْ شَيْءٍ يَتَفَيَّأُ ظِلَالُهُ عَنِ الْيَمِينِ وَالشَّمَائِلِ سُجَّدًا لِلَّهِ وَهُمْ دَاخِرُونَ

48: Do they not see the shadows of all things God has created incline to the right and the left, bowing in obeisance to God?

48: کیا ان لوگوں نے خدا کی مخلوقات میں سے ایسی چیزیں نہیں دیکھیں جن کے سائے دائیں سے (بائیں کو) اور بائیں سے (دائیں کو) لوٹتے رہتے ہیں (یعنی) خدا کے آگے عاجز ہو کر سجدے میں پڑے رہتے ہیں

49: وَلِلَّهِ يَسْجُدُ مَا فِي السَّمَاوَاتِ وَمَا فِي الْأَرْضِ مِنْ دَابَّةٍ وَالْمَلَائِكَةُ وَهُمْ لَا يَسْتَكْبِرُونَ

49: All things that move on the earth and in the heavens, and the angels, bow in homage to God, and do not behave with pride.

49: اور تمام جاندار جو آسمانوں میں ہیں اور جو زمین میں ہیں سب خدا کے آگے سجدہ کرتے ہیں اور فرشتے بھی اور وہ ذرا غرور نہیں کرتے

 

 

ab Iss ayat mubarika  ka kiya jawab huna chaye ??

Edited by Mughal...
darood pak pura likhean
Link to comment
Share on other sites

+saeedi bhai ,+khalil rana...

sab sy pehly tu apka bhut bhut shukriya ke apne apny qeemite waqt mein waqt nikal kr mery traf nazar sani kie...

------------------------------

+saeedi bhai:

janab araz hey key apky sare jawabat (ilzaami sawaloun smait) bilkul drust hein lekin baat yeh hey ke me ny abhi tk apky kisi jawab ko us wahabi tk nahi punchahye , yeh aj se ek saal pehly ki posts hein jin ke jawab mein apny tur par ap sy wasool kr rha hun aur dosri baat ap ke jawabat text form mein nahi hein  ........Iss liye mein abhi tk yeh jawabat us wahabi tak nahi puncha saka...

 

+khalil rana :

janab Hosla Hosla..............

 

 yeh koi ghari hue kahani nahi hey balky bilkul sach bta raha hun ....

jawab 6 mein  mujy ek saal pehly  us wahabi ne Qurane pak ki kuch ayat peesh ki thein.... : 

wohi ayat me yahan share kar dein hein ...

yeh raha link us post ka .............. agar yaqeen na aye tu link open kr key dekh lein....

 

 

https://plus.google.com/u/0/113554449929953110597/posts/bkx8KfwacYm?pid=6005876065267117330&oid=113554449929953110597

 

dosri baat yeh janab jo book ap ny ref mein dei theee me ny mukamil nahi parhi , us ki waja yeh hey ke wahabi hazrat sirf Quran aur saheeh Ahadees ka ref manty hein balky yahan tk key saheeh ahadees ko bhi baaz aukaat jhutla kar munkir hadees huty hein...

phir bhi meri laghzishoun pay nazar sani ka bhut shukriya.

 ayenda In shaa Allah  puri Ehtyat se kam loun ga takky apko shikyat ka mouqa na dou..

--------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...