Jump to content

wahbiun ka Sarkar Sallallaho Alhe Wasallam say Bughz


ghulam-e-raza

تجویز کردہ جواب

(salam)

 

is forum may may Sarkar (saw) kee birth place kee kuch pictures post kar raha hoon or saath he shah fahad kay mehal kee bhee in wahabiun kay bughz kee had dekhain kay jis jagah ko sheeshay kee tarah saaf rakhna chaye waha koray ka dahir banaya hoa hay jab k shah fahad kay mehal ko kis qadar saaf suthra rakha hoa hay,

 

in pictures ko dekhnay kay baad koyee bhee sahibe aqal shaks yeh andaza laga sakta hay kay in wahabiun ko Sarkar (saw) say kis qadar ka bughz hay or hai bay-hayaee apna aap ko unhee ka kalma parhnay wala kehtay hain.

 

 

DSC00293.JPG

DSC00292.JPG

DSC00291.JPG

DSC00287.JPG

DSC00284.JPG

Edited by ghulam-e-raza
Link to comment
Share on other sites

(ja) Brother.. Share Kerney Ka Shukriya..

&

Welcome to IslamiMehfil...

 

Allah (azw) In Najdiyon Ko Hidayat Dey Aur Ager Hidayat In Key Naseeb Mein Nhin Tu Inko Tabah-o-Barbad Kerey.. Aameen Bijahin Nabiyil Aameen (saw)

 

Sir So-e-Rozah Jhuka Phir Tujh Ko Kiya

Dil Tha Sajid, Najdiya Phir Tujh Ko Kiya

 

Najdi Marta Hai Key Kiyon Tazeem Ki

Yeh Hamara Deen Tha Phir Tujh Ko Kiya

 

p.s: Topic Moved to Munazara & Rad-e-Badmazhab

Link to comment
Share on other sites

Allah o Akbar Alhumdulillah 3 weeks se qabal me bhi wahan ta aur yahan ziyarat kaafi baar ki, halake boards lagaye huwe hain ke 3 masjidoun ke ilawa kahin zyarat karna jaiz nahin, Masjid Aqsa, Masjid Nabwi aur Masjid E Haram, aur yahan to dua bhi bari mushkil se hoti hai, shirk aur biddat kehte hain aur baaz auqaat dua nahin karne dete, aur yeh joh inke mahalaat hain inme yeh rehte bhi nahin, sirf hajj ke waqat yeh aate hain aur wahan rehte hain nahin to baaqi sara saal haali rehte hain. Wahan Ke logoun ne bataya ta, mumkin hai 2 years me yahan Allah na kare lekhin lagta hai yeh kuch nahin choregen. Allah Hidayat De Ameeeeeeeen.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...