Rais.Khan مراسلہ: 16 مارچ 2015 Report Share مراسلہ: 16 مارچ 2015 Sayadi ala hazrat rahimatulahi alayhi ne fatawa razwiya sharif me likha hai ki badmazhabon ka radd farze azam hai. isse kya murad hai? kya namaz, roza, jakat wagira farz ibadat se bhi pahle radde badmazhab krna jaruri hai. yane logon ko namaz roze ki targhib dilane se jyada radde badmashab kiya jana chahie??? Tafseel se isper ulemae ahle sunnat ke nazriat ke sath jawab dijie. kyun ki kuchh dawate islami ke mukhalifin is fatwe ki ad me logon ko badzahan kar rahe hai. aur Dawate islami ko sulah kulli sabit karne ki koshisho me lage hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
AqeelAhmedWaqas مراسلہ: 18 اپریل 2015 Report Share مراسلہ: 18 اپریل 2015 Is sy murad yi hy k rdd-e-bd mzhab hoga tu logon k aqaaid pukhta hon gy aor wo Dushmanaan-e-Islam ko apna dushman maanein gy.is k baad phir frooi amaal ki tableegh honi chaheay.ku k amaal ki sihhat ka madaar aqaaid ki drustgi pr hy.wahabiya aor degar bd-mazhabo ka aesa rdd hona chaheay k awaam bhi unki freb-kaariyo sy aashkaar ho jaen aor unki ksi qism ki koi imdad na krein.isko aik saada si misaal sy bhi smjha ja skta hy k rdd-e-bd mazhab sy awaam un bd-mazhabo ki gustakhiyon sy waqif hon gy tu phir is k baad hi wo apni nmazo wghera ko zaaey hony sy mahfooz kr skty hein (yeni jb wo bd-mazhabo ki asliyyat jaanty hon gy tu hi un k peechy nmaz nahi parhein gy.aor yi sb rdd-e-bd mazhab k bgher na-mumkin).lihaza bd mazhabo sy doori aor unka rdd waqai farz-e-azam hy (ku k baqi faraiz is k muqably mein saanvi ki haesiyyat rakhty hein) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔