Jump to content

پیر نصیر صاحب کے نزدیک حضرت علی رضی اللہ عنہ تمام صحابہ سے افضل ہیں ، شیعہ کے اعتراض کا جواب چاہئے


Smart Ali

تجویز کردہ جواب

oper video may shia lanti nay ya sabit kiya hay kay ahle sunnat wa jamaat brailveeh bhi Hazrat ali (raa)  ko tamam sahaba say afzal samjhtay hien. is video may unho nay ya show kiya hay. Hazrat abu baker (raa)  Hazrat Umer  (raa) or Hazrat usman (raa)  say afzal Hazrat ali (raa)  hien. is ka saboot oper Video may mojood hay. ab Haqeeqat kiya hay ya jawab day dien. takay un ko moo tor jawab diya jai. or ulmah ahle sunnat ka aqeedah wazay ker dien. or ahl e sunnat kay aqeeday ki roshni may oper ulmah kay baray may kiya kahien gay????

Link to comment
Share on other sites

oper video may shia lanti nay ya sabit kiya hay kay ahle sunnat wa jamaat brailveeh bhi Hazrat ali (raa)  ko tamam sahaba say afzal samjhtay hien. is video may unho nay ya show kiya hay. Hazrat abu baker (raa)  Hazrat Umer  (raa) or Hazrat usman (raa)  say afzal Hazrat ali (raa)  hien. is ka saboot oper Video may mojood hay. ab Haqeeqat kiya hay ya jawab day dien. takay un ko moo tor jawab diya jai. or ulmah ahle sunnat ka aqeedah wazay ker dien. or ahl e sunnat kay aqeeday ki roshni may oper ulmah kay baray may kiya kahien gay????

 

 

isme aisa kuch nahi hai sirf nara haidari kaha hai.... isme me kaha se sabit hota hai????

Link to comment
Share on other sites

oper video may shia lanti nay ya sabit kiya hay kay ahle sunnat wa jamaat brailveeh bhi Hazrat ali (raa)  ko tamam sahaba say afzal samjhtay hien. is video may unho nay ya show kiya hay. Hazrat abu baker (raa)  Hazrat Umer  (raa) or Hazrat usman (raa)  say afzal Hazrat ali (raa)  hien. is ka saboot oper Video may mojood hay. ab Haqeeqat kiya hay ya jawab day dien. takay un ko moo tor jawab diya jai. or ulmah ahle sunnat ka aqeedah wazay ker dien. or ahl e sunnat kay aqeeday ki roshni may oper ulmah kay baray may kiya kahien gay????

Smart Bhai ap ne oper jo link post kya hai wo Sunni Alim Allama Ghufran Sialwi ka hai.

 

Ye bayan "Namaz kai baad Durood o Salam" kai dalail per he....jis mei kazzab Deobandi Abu Ayoub Padri ko jawab deya gaya hai.

 

Is video mai ap nara-e-Tehqeeq and Nara-e- Haidri dono sun sakte hain.

 

lagta hai apni video koe share ke hai aor eteraz kisi aor video per hain.

Capture.JPG

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Na'ara-e-Farooqi - Ya Umer (Radi-Allah-o-Anhu) to Karachi mein jagah jagah deewaron per likkha nazar aata hai, kya is se bhi isi tarah samjhein?

 

 

 

isme aisa kuch nahi hai sirf nara haidari kaha hai.... isme me kaha se sabit hota hai????

 

 

yeh tu buland awaz se zikr or azan se pehle durood o salam ke jawaz pr video hay. etaraz kis bat pr hay? etaraz wali bat topic men likhen take jisko ilm ho woh jawab de sake.

 

 

 

Smart Bhai ap ne oper jo link post kya hai wo Sunni Alim Allama Ghufran Sialwi ka hai.

 

Ye bayan "Namaz kai baad Durood o Salam" kai dalail per he....jis mei kazzab Deobandi Abu Ayoub Padri ko jawab deya gaya hai.

 

Is video mai ap nara-e-Tehqeeq and Nara-e- Haidri dono sun sakte hain.

 

lagta hai apni video koe share ke hai aor eteraz kisi aor video per hain.

 

 

 

mien mazrat chahata hoon mien nay oper video ka link kuch or day diya tha or topic kuch or tha. mien nay video ka link update ker diya hay. ab app looog video dehk ker jawab inayat ker dien. (ja)

 

 

Video Link :  https://www.facebook...918033054883833

Edited by Smart Ali
Link to comment
Share on other sites

میرے دوستو اہلسنّت کا اس بات پر اجماع ہے کے پوری امّت میں انبیاء کے بعد انسانوں میں سب سے افضل حضرت ابوبکر ہیں اور اس اجماع کا منکر اہلسنّت  سے خارج اور تفضیلی  شیعہ ہے .. امام اہلسنّت امام احمد رضا محدث بریلوی کی کتاب   "مطلع قمریں 

" شاہد ہے ..

دوسرا مسلہ  تفضیل عقائد سے تعلق رکھتا ہے اس میں چند متذبذب اشخاص سے اس کو کمزور نہیں کیا جا سکتا اور خاص طور پر ان لوگوں سے جن کا اپنا سنی حنفی بریلوی  ہونا ہے دلیل کا محتاج ہو 
 اپ ویڈیو کا جائزہ پیش ہے :-
 
١. پہلی تقریر میں جو حضرت ہیں ان کے منہ سے غلطی سے حضرت ابو بکر کی جگہ حضرت علی کا نام نکل آیا ..
١. پیر عبدلقادر جیلانی انگلینڈی تفضیلی ہے اور وہ اہلسنّت سے خارج ہے اہلسنّت بریلوی کے فتویٰ جات اس پر گواہ ہیں 
٢. پیر نصیر صلح کلّی ہے اور خود کو بریلوی کہلوانے کے حق میں بھی نہیں اس کی بات کی کوئی حثیت نہیں 
٣. مولوی اسحاق غیر مقلد وہابی ہے اس کی بات اہلسنت پر حجت نہیں ..
 
حوالہ اگر بریلوی حضرات کا دینا ہے تو یا امام احمد رضا کا حوالہ دو یا پھر ان کے خلفاء کا ایسے مجہول لوگوں کی کوئی حثیت نہیں ..
Edited by RazaviTiger
  • Like 1
Link to comment
Share on other sites

Maulviyoon aur Peeroon kay damagh kharab hen. Jab ziyada kha letay hen toh khana damagh meh gus jata heh aur phir nateeja kia hota heh joh in kay apnay aqahid hotay hen un par hee ihtiraz aur mukhalifeen yehni Shia kay aqahid ko taqwiyat dena shoron karnay lagtay hen. Aakhir meh Hadith say dalahil pesh karta hoon woh zeroor paryeh ga.

 

Pehlay Maulvi ki sari video suneeh paray gee toh kuch kaha ja sakta heh. Jahan taq meh jancha hoon, ghalti say nikal gaya kehna yeh chahta thah kay; agar chay hamara aqeeda yeh heh kay Hadhrat Abu Bakr radiallah ta'ala anhu afzal hen magar awaam ko muhabbat ziyada Hadhrat Ali radiallah ta'ala anhu say heh ... Yeh Maulvi TV par - Ummah channel par ata heh is say poocha ja sakta heh is ka nazria kia heh.

 

Naseer Ud Din sahib Allah is ki maghfirat karay. Sahib e Ilm shakhsiyat hen magar das bandoon meh jab bethta thah toh apnay andar kay shaytan par qabooh nahin rakh sakta thah aur joh rafziyat o tafziliat kay ashkalat parta thah phir mic par aakar un par behas aur jaiz honay par behas karta thah ... Yehni janab ko apnay jazbat par qabooh nah thah josh e taqreer meh ulti ganga baha detay thay, shoroon meh alif bey pay paratay aur josh e taleem meh f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z ... yehni janab sari aqal gawa beth-tay thay aur taqreer kay doran joh fatoor zehan meh shaytaan kee taraf say aya us ko qabool kar letay aur ussee ko biyan karnay lagtay ... mosoof ki tehreeraat say sabat heh kay in kay aqahid Ahle Sunnat kay hen.

 

Tesray number par Abdul Qadir Tenchbatwi yeh Tafzili / Rafzi heh - Shia kay nazranoon par is ka guzara hota heh. Yeh Sunni nahin chawal aur Sahabah aur AwliyahAllah ka gustakh banda heh ... Yeh taqreer meh chavlen aur apnay baap kee tara baqwas kar raha heh magar is ki kitab Zubt at Tehqeeq meh Afziliat e Hadhrat Abu Bakr (radiallah ta'ala anhu) ka aqeedah likha heh aur is'see ko Ahle Sunnat ka aqeeda bataya heh. Magar keun kay yeh haram khor heh aur Shia Rawafiz kay pounds khata heh is leyeh joh is meh haram pounds ki taqat heh woh microphone par chavlen baq rahi heh is kay baap ki tara.

 

Chothay number par Maulvi Ishaq Wahhabi-Shia ... aur is ka bi aqeedah wohi heh kay Hazrat Abu Bakr radiallah ta'ala anhu afzal hen joh is kay yotube speeches say sabat heh. Magar is ki bi adat Abdul Qadir aur Pir Naseer Ud Din rahimullah jesi thee ... in kay aqahid aur microphone par chavlen aur.

 

Panchwen number par phir Pir Naseer Ud Din rahimullah ... Allah ta'ala un ki khatahoon ko maaf karay.ameen.

 

Note karen, Maulvi Ishaq kesay ihtiraz kar raha thah aur kesay Afziliat e Hazrat Abu Bakr kay khilaf nazria hazrat Ali afzal ko taqwiyat deh raha thah, magar is video meh jab is ka damaghi tawazoh darust thah toh is nay apna aqeeda bataya:

 

 

Surah Nisa {4} Verse 69: All who obey Allah and the apostle are in the company of those on whom is the Grace of Allah,- of the prophets (who teach), the Siddiq (Truthful), the Shuhada {Martyrs, Witnesses}, and the Saliheen {Righteous}: Ah! what a beautiful fellowship!

 

Sahih Bukhari, Book 57, Number 35: Narrated Anas bin Malik: The Prophet ascended the mountain of Uhud and he was accompanied by Abu Bakr, 'Umar and 'Uthman. The mountain shook beneath them. The Prophet hit it with his foot and said, "O Uhud ! Be firm, for on you there is none but a Prophet, a Siddiq and a martyr (i.e. and two martyrs).

Sahih Bukhari, Book 57, Number 49: Narrated Anas: The Prophet ascended the mountain of Uhud and Abu Bakr, 'Umar and 'Uthman were accompanying him. The mountain gave a shake (i.e. trembled underneath them) . The Prophet said, "O Uhud ! Be calm." I think that the Prophet hit it with his foot, adding, "For upon you there are none but a Prophet, a Siddiq and two martyrs."

Scholars say, Prophets are of higher rank, then Sadeeq, then [saliheen] matyrs, and then Matyrs. Hazrat abu Bakr is the Sadeeq his rank is after the Prophets .... Hazrat Ali is amongst the Saliheen Matyrs. Sahabah beleived in superiority of Hazrat Abu Bakr and even Hazrat Ali believed Hazrat Abu Bakr was superior then him and all the Sahabah.

 

Sahih Bukhari, Book 57, Hadith 7: Narrated Ibn 'Umar: We used to compare the people as to who was better during the lifetime of Allah's Apostle . We used to regard abu Bakr as the best, then 'Umar, and then 'Uthman .

 

Sahih Bukhari,Book 57, Hadith 60: Narrated 'Aisha: Fatima sent somebody to Abu Bakr asking him to give her her inheritance from the Prophet from what Allah had given to His Apostle through Fai (i.e. booty gained without fighting). She asked for the Sadaqa (i.e. wealth assigned for charitable purposes) of the Prophet at Medina, and Fadak, and what remained of the Khumus (i.e., one-fifth) of the Khaibar booty. Abu Bakr said, "Allah's Apostle said, 'We (Prophets), our property is not inherited, and whatever we leave is Sadaqa, but Muhammad's Family can eat from this property, i.e. Allah's property, but they have no right to take more than the food they need.' By Allah! I will not bring any change in dealing with the Sadaqa of the Prophet (and will keep them) as they used to be observed in his (i.e. the Prophet's) life-time, and I will dispose with it as Allah's Apostle used to do," Then 'Ali said, "I testify that None has the right to be worshipped but Allah, and that Muhammad is His Apostle," and added, "O Abu Bakr! We acknowledge your superiority." Then he (i.e. 'Ali) mentioned their own relationship to Allah's Apostle and their right. Abu Bakr then spoke saying, "By Allah in Whose Hands my life is. I love to do good to the relatives of Allah's Apostle rather than to my own relatives" Abu Bark added: Look at Muhammad through his family (i.e. if you are no good to his family you are not good to him).

Maulvi aur Pir ki har baat maneh gay toh gumra hoon gay.

 

....

 

Pir Naseer ud Din sahib rehmatullah alayhi, sulla qulli shulli nahin, aqahid darust hen magar janab ko shawq thah kay un ko apnay haqiqi ilmi maqam say ziyada ka rutba deeya jahay, yehni Sheikh Ul Islam, Mufakkir e Islam. Is waja say janab apni ilmi qabiliyat ko dekhanay ki khatr ghairoon kay ashkalat ka zikr keeya kartay thay niyyat say kay in ka radd karoon ga pehlay awaam ko bawar karaya jahay kay yeh ihtiraz qawwvi hen, magar jab awaam wah wah karti aur Pir sahib kay maqsad ko nah samajti toh Pir sahib bi ulti ganga behtay. Mujjay kistera yeh pata heh, keun kay mera be kuch esa haal huwa karta thah ... Wahhabi daleel ko pesh karta aur is khatir kay un kay mowaqif ko samjahoon ga aur phir radd karoon ga ... magar jahiloon ki wa wah ki waja say Wahhabiat ki baqwasat baqnay lagta. Meh naya naya Sunni huwa thah toh ek Deobandi nay ilm e ghayb par behas ka kaha meh chala gaya ... shoroon meh apna aqeedah Sunniyoon wala bataya ada ganta behas kay baad meri ganga ulti behnay lagi aur Deobandiat kay ihtirazat ko sahih batanay laga aur apni taraf say apnay hi khilaf ihtiraz karnay laga ... phir jab meri jawab ki turn aati to agay say tamachay parray. Pir Sahib Allah un ki maghfirat karay thoray unstable banday thay ... control nahin thah soch par aur tawazoh kho beyth-tay thay. Un kay aqahid buray nahin thay sirf irregular behavior ki waja say misunderstood thay.

 

Wesay shahid meh bi aap ki list meh sullah qulli fasadi mushrik hi hoon ga.

Link to comment
Share on other sites

ذاتی باتوں کا جواب نہیں دیتا باقی میں اپنے موقف پر قائم ہوں پیر نصیر کے حوالے سے اور اپ میری نظروں میں کیا ہے یہ اندازے لگانا چھوڑیں اور پیر نصیر کی باتوں کا جواب دیں ... اپ کی تاویل اپ کو تو خوش اور مطمین  کر سکتی ہے مگر یہ جواب نہیں میرے بھائی محمّد علی 

Link to comment
Share on other sites

ذاتی باتوں کا جواب نہیں دیتا باقی میں اپنے موقف پر قائم ہوں پیر نصیر کے حوالے سے اور اپ میری نظروں میں کیا ہے یہ اندازے لگانا چھوڑیں اور پیر نصیر کی باتوں کا جواب دیں ... اپ کی تاویل اپ کو تو خوش اور مطمین  کر سکتی ہے مگر یہ جواب نہیں میرے بھائی محمّد علی 

Lol, nahin baee aap joh marzi kahen, mujjay acha jannay walay eka duka banday hen, meh besati ka aadi ho chuka hoon.

Link to comment
Share on other sites

Peer Nasir Uddin Shah kay baray may hamaray ULMAH ka moqiff kiya hay? AHLE SUNNAT WA JAMAAT (BRAILVEEH) kiya kehtay hien Peer sahib kay baray may? in kay agay to irfan shah mashaddi bhi hath jor ker behtay howay hotay hien. ISLAMI MEHFIL kay forum per PIR NASIR UDDIN SHAH kay QASEEDAY bhi bohat hien. bohat CONFUSION hay.

Link to comment
Share on other sites

 

 



Peer Nasir Uddin Shah kay baray may hamaray ULMAH ka moqiff kiya hay? AHLE SUNNAT WA JAMAAT (BRAILVEEH) kiya kehtay hien Peer sahib kay baray may? in kay agay to irfan shah mashaddi bhi hath jor ker behtay howay hotay hien. ISLAMI MEHFIL kay forum per PIR NASIR UDDIN SHAH kay QASEEDAY bhi bohat hien. bohat CONFUSION hay.

Pir Sahib rehmatullah alay ek Sunni aalim e deen hen. Shahid un say kuch khata-hen huwi hoon magar jahan taq meh nay un ko suna heh aur meh nay Maulana: Saeed Assad, Madni Miyan, Hashmi Miyan, Ashraf Sehalvi rehmatullah alay, Kokab Noorani, Pir Naseer Ud Din rehmatullah alay, Mufti Shafi Sahib rehmatullah alay, Syed Muzaffar Hussain Shah, Shah Turabal Haq Qadri Sahib rematullah alay, Allamah Abdul Ghafoor Hazarvi rehmatullah alay, Ghazali e Zaman Allama Saeed Ahmad Qazmi rahimullah, ln sab hazrat ki meray pass taqriban 200 audio casset aur 100 video casset mojood heh. Meh nay Sunniat inneeh Ulamah say seekhi heh ... kitaboon aur bayanaat say. Pir Sahib rehmatullah alay ka ek audio munazra bee meray pass mojood heh joh ek Deobandi say huwa thah UK mein. darood shareef kay mozoo par. Ek Deobandi Sunni Masjid ka Imam bana huwa thah aur Pir Sahib ko is ki chand batoon say shuba huwa aur Pir Sahib nay Mic hee par committee ko bataya kay yeh banda Deobandi heh ya Wahhabi heh yeh Sunni nahin. Phir is ki Deobandiat ko sabat karnay kay leyeh saawal jawab huway ... aur baqaida munazray kee shakal ikhtiyat kar gaya. Pir Sahib rehmatullah alay Allah un ki maghfirat karay Sullah Qulli, Tafzili, Shia, Rafzi, Kafir, Wahhabi, Deobandi, Mushrik nahin hen aur nah kuch esa sabat heh balkay sirf damagh kharab Maulviyoon aur un kay mureedoon ki chavlen hen.

Yeh joh Razvi Tiger hen, ba qawl in kay Pir Sahib rehmatullah Sullah Qulli thay. Maulana Saeed Assad joh Ahle Sunnat kay jayyid aur zabardast munazireen meh say hen ba qawl un kay Pir Sahib rehmatullah Wahhabi ho gahay thay, yeh lenh:




Wesay Razavi Tiger Sahib aap nay yeh Sullah Qulliyat wala damaka chora heh toh phir is par ek doh daleel hee denh. Yeh karen, Pir Sahib ka kohi taqreer jis nay unoon nay kaha ho Shia be theek hen, Wahhabi bi theek hen, Deobandi bi theek hen, Qadiyani bi theek hen, Kafir, Mushrik sab theek hen, pakkay sachay musalman aur Ummati hen RasoolAllah kay. Meray ilm meh kohi essee tehreer ya esay biyaan pesh kar kay izafa karen ...


-------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Thori tehqeeq kee, yahan par anparh peeroon aur maulviyoon kee tara Pir sahib nay Khilafat e RasoolAllah ko dunyawi aur batini meh taqseem keeya aur batini Khilafat bila fasl Hazrat Ali (radiallah ta'ala anhu) kay hissay meh daal deeh:



Joh Ahle Sunnat Wal Jammat kay aqeedeh kay khilaf heh. Hazrat Abu Bakr radiallah ta'ala anhu ka Khalifah bila fasal honay par khadam ka ek article heh, joh kafi purana heh, us ko rework kar kay paste karoon ga.


-------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Hazrat Abu Bakr First Khalifah Of Prophet (Sallallahu Alayhi Wa Aalihi Was'sallam).

Article paste kar deeya heh, jab tarmeem formating improve kee toh phir paste kar doon ga. Aur Pir Sahib ka Tawheed par zor aur logoon ko Piroon say betay betiyan mangna bilqul darust aur jaiz thah. Sunniyoon meh Allah aur Rasool ka darja Piroon ko deeya gaya heh. Yehni haram halal, Islam o Kufr, majority ka nazria yahi heh kay Pir sahib hee asal o asool e deen hen, Pir ka farman Allah ka farman, Pir ka qawl Nabi ka qawl, Pir ka qawl Allah ki shariat ko mansookh karta heh aur pir ka qawl farman e nabi ko mansookh karta heh, yeh heh majority sufiyoon ki sufi'at. Allah say dua mangna toh Mushrikoon kee tara us'see waqat jab dunya kay saray Peeroon say mang mang kar na umeedi ho jahay toh phir Allah, tooh hee denay wala heh. Is say pehlay, nangay shah toon hee hen, Kukri wali sarkar teray dar par aya han, putr deh. Kia yeh Sufia e Ikram ka tareeka thah kay darmiyan say Allah subhanahu wa ta'ala ko nikal bahir karo aur kabah qibla peeroon ko bana loh aur uneeh say mango?

Awaam meh yeh tasur peda ho gaya heh kay joh mango Peeroon aur Waliyoon say mango ham gunnegar hen Allah hamari qabool nain karay ga aur yahi Mushrikeen e Arab ka nazria thah Allah bot door heh sun nahin sakta hamaray but'h safarshi hen. Idhar Allah say nah mangneh ka uzr gunagar hona heh udhar Allah ka door hona, unoon nay safarshi but'toon ko banaya aur idhar logoon nay Peeroon ko. farq kia heh, woh Ilah mabood maan kar safarshi mantay thay aur idhar banda maan kar, is leyeh Shirk nahin. magar phir bi Allah say nah mangneh ka aur auroon say mangwaneh ka tareeka aam ho gaya heh. Joh Ahle Sunnat kay uqabir Ulamah o buzurg thay woh toh is qadr Tawheed kay issue par motashadid thay kay banday say pani mangna gawara nah kartay thay, aur idhar aaj ka Sunni.

Hamaray Ulamah nay istighathah, waseelah waghera ka ayn Tawheed kay mutabiq hona biyaan kia keun kay Wahhabi Shirk Mushrik tehra rahay thay magar is ka negative effect yeh huwa kay jaiz honay kay qawl ko hee ayn deen bana leeya gaya aur joh wazia deen kee talimat theen un ko chor deeya gaya. Allah kehta heh Allah say mango. Maulviyoon nay istighathah ko jaiz bataya, awaam nay Ya Ali madad, ya sheikh abdul qadir MADAD. shoroon kar deeh jaiz ko hokam e illahi par tarjeeh deeh, jistera sunnat/farz chor kar sunni naat, giyarween, milaad, khatamoon, qawali mehfiloon meh dortay hen, issee tera Quran kee wazia taleem ko chor kar istighathah kay peechay paray huway hen.
Link to comment
Share on other sites

 

Janab Mohammed ali saab kahein aapke andar kuch wahabiyon ke aasar nazar aa rahe hain? Aap kin ulema ki baat kar rahe ho zara unke naam to ginwawo janab.

 

Ek dafa phir likhen ... code breaking meh nay nahin seekhi is wastay wazia likhen.

 

 

----------------------------------------------------------------------

 

 

Sheikh Abdul Qadir Al Jilani rahimullah ki Fath ar-Rabbani joh yahan par mojoood heh:

 

http://www.scribd.com/doc/116783272/Al-Fath-ar-Rabbani-13th-Discourse-Abdul-Qadir-al-Jilani#scribd

Meh wesay darmiyan say tukray nikal nikal kar paste karnay laga hoon aap pura parh lena. Aaj kay dawr sufi ki Sufiat jis ka Allah o Rasool, Kabah o Qibla, Quran o Hadith, apnay Pir Sahib hen aur AwliyahAllah kay mazaraat ban chookay hen, woh Sheikh Abdul Qadir rahimullah ki Sufiat ko dekh lenh.

 

 

The champions of truth [as-siddiqun] can recognize one another. Each one of them picks upthe scent of acceptance and truthfulness [sidq] from the another. O you who turn away fromthe Lord of Truth (Glorious and Exalted is He) and from the champions of truth among Hisservants, devoting yourselves to fellow creatures and associating with them, how long willyour devotion to them last? What good can they do you? They have no power to harm orbenefit, to give or to withhold. There is no difference between them and inanimate objects asfar as harm and benefit are concerned. The King [al-Malik] is One. The Injurer [ad-Zarr] isOne. The Benefactor [an-Nafi'] is One. The Mover [al-Muharrik] and the Bringer-to-Rest [al-Musakkin] is One. The Controller [al-Musallit] is One. The Subjugator [al-Musakhkhir] isOne. The Giver [al-Mu'ti] is One. The Withholder [al-Mani'] is One. The Creator [al-Khaliq]and the Sustainer [ar-Raziq] is Allah (Almighty and Glorious is He). He is the Everlastingfrom All Eternity to All Eternity [al-Qadim al-Azali al-Abadi]. He is Existent [Mawjud]before the creation, before your fathers and your mothers and your rich folk. He is the Creatorof the heavens and the earth, of all they contain and of what lies between them.

 

...

 

O young man! Do not despair of the mercy of Allah (Almighty and Glorious is He) becauseof any sin you have committed, but wash away the dirt from the garment of your religion[din] with the water of repentance [tawba], of sustained and sincere repentance. Thenperfume and disinfect that garment with the fragrance of direct experience [ma'rifa]. Bewareof this situation you are in at present, because whichever way you turn there are beasts of prey all around you, and harmful influences are at work upon you. Extricate yourself from it,and restore your heart to the Lord of Truth (Almighty and Glorious is He). Do not live to suityour natural impulses [tab'], your lust [shahwa] and your passion [hawa], but to meet thestandards of two impartial witnesses [shahidan 'adlan], namely the Book [of Allah] and theSunna [of the Prophet]. Then look for two other witnesses, namely your heart and theworking [fi'l] of Allah (Almighty and Glorious is He). If the Book, the Sunna and your hearthave given you permission, wait for the fourth, meaning the working of Allah (Almighty andGlorious is He). Do not be like one who gathers wood at night, who gathers without knowingwhat he may be picking up. [Wait] for it to be Creator-and-creature [al-Khaliq wa'l-khalq].This is not something that comes with self-flattery, wishful thinking, affectation andartificiality. Rather is it something that resides within the breast [sadr], and is confirmed bywork ['amal]. Which work? The work that is done for the sake of Allah (Exalted is He).O young man! Good health lies in giving up the quest for good health. Affluence lies ingiving up the quest for affluence. The remedy lies in giving up the quest for the remedy. Thewhole of the remedy consists in submission [taslim] to the Lord of Truth (Almighty andGlorious is He), in cutting material ties [asbab] and repudiating overlords [arbab] as far asyour heart is concerned. The remedy lies in affirmation of the Oneness of Allah (Almightyand Glorious is He) with the heart, not with the tongue alone. The affirmation of Oneness[tawhid] and abstinence [zuhd] are not incumbent on the body and the tongue. Theaffirmation of Oneness must be in the heart. Abstinence must be in the heart. Pious devotion[taqwa] must be in the heart. Direct experience [ma'rifa] must be in the heart. Knowledge['ilm] of the Lord of Truth (Almighty and Glorious is He) must be in the heart. Love[mahabba] of Allah (Almighty and Glorious is He) must be in the heart, and nearness [qurb]to Him must be in the heart.Be sensible. Do not be foolish. Do not behave artificially or in an affected manner. Yourpresent condition is one of foolishness, artificiality, affectation, falsehood, pretense andhypocrisy. Your sole concern is getting people to notice you. Do you not realize that every

 

step you take with your heart toward creatures is a step away from the Lord of Truth(Almighty and Glorious is He)? You claim to be a seeker of the Lord of Truth (Almighty andGlorious is He), when you are really a seeker of creatures. Your likeness is that of someonewho says he wishes to proceed to Mecca, then goes off in the direction of Khurasan and sogets farther away from Mecca. You claim that your heart has become detached fromcreatures, when you actually fear them and pin your hopes on them. Your outer show [zahir]is abstinence, but your inner reality [batin] is appetite [raghba]. Your outer show is the Truth[al-Haqq], but your inner reality is the creation [al-khalq].This business is not accomplished by wagging the tongue. This state of being [hala] has noroom in it for creatures, for this world or the hereafter, or for anything at all apart from Allah(Almighty and Glorious is He). He is Single [wahid] and He accepts only what is single. Heis Single and accepts no partner, for He is in charge of your business. You must accept whatyou are told. Creatures are powerless to cause you injury or bring you benefit; in such mattersthey are merely instruments of the Lord of Truth (Almighty and Glorious is He). He may dealwith you and with them as He sees fit. The pen has run dry on Allah's knowledge (Almightyand Glorious is He) of what is due to you and what you owe.

 

The righteous affirmers of Unity [al-muwahhidun as-salihun] are Allah's evidence [hujja]against the rest of His creatures. Some of them divest themselves of this world bothoutwardly and inwardly, while some of them divest themselves of it only insofar as theirinner is concerned. The Lord of Truth (Almighty and Glorious is He) sees no trace of it ontheir inner beings. These are the pure hearts [al-qulub as-safiya]. When someone is capable of this, he is granted the dominion of creatures. He is the valiant hero [ash-shuja' al-batal]. Thehero is he who purifies his heart of all that is apart from Allah (Almighty and Glorious is He)and stands at His gate with the sword [saif] of the affirmation of Unity and the finely wroughtblade [samsama] of the sacred law [shar'], allowing no created thing to enter into Hispresence. He connects his heart [qalb] to the Transformer of hearts [Muqallib al-qulub].The sacred law gives training to the outer. The affirmation of Unity and gnosis [ma'rifa] givetraining to the inner. Hey you there! Nothing comes out of "they said..., and we said..." Yousay: "This is unlawful [haram]," yet you are committing it. You say: "This is lawful [halal],"yet you neither do it nor apply it. You are stupidity within stupidity. The Prophet (Allah blesshim and give him peace) is reported as having said: Woe to the ignorant person one time, and to the learned person seven times.

 

...

 

Hear and become aware, O ignorant ones, of the Lord of Truth (Almighty and Glorious is He)and His saints [awliya']. O you who disparage the Lord of Truth (Almighty and Glorious isHe) and His saints! The truth is the Lord of Truth (Almighty and Glorious is He), andfalsehood is you, O creatures. The truth [al-haqq] resides in the hearts [qulub], the innermostbeings [asrar] and the spiritual contents [ma'ani], while falsehood [al-batil] resides in thelower selves [nufus], the passions [ahwiya], the natural impulses [tiba'], the habitual modes of behavior ['adat], the ways of the world and all that is apart from the Lord of Truth (Almightyand Glorious is He).This heart cannot prosper until it is connected to the close presence of the Lord of Truth(Almighty and Glorious is He), the Everlasting from All Eternity [al-Qadim al-Azali], theEnduring for All Eternity [ad-Da'im al-Abadi]. Do not try to compete, O hypocrite, for youhave nothing better than this. You are the slave ['abd] of your bread and butter and yourcandies, of your clothes and your horse and your worldly authority. The sincere heart [al-qalbas-sadiq] travels away from creatures toward the Creator. When it sees things along the way,it salutes them and passes by.

Baqi saray discourse yahan par aap ko mil jahen gay:

 

https://www.scribd.com/Adam_Ibn_Bob

 

Is poori Fath Ar-Rabbani meh Allah subhanahu wa ta'ala ki Tawheed aur abd ko Allah say rabta jornay ka biyan aur joh is rastay meh rakawaten hen un ko door karnay ka biyan heh. Sheikh sahib rehmatullah alay toh rakawaten hata rahay hen. Ham apnay rastay meh khari kar rahay hen. Bemaar hen, taweez/dawahi leh loh theek ho jahay ga. Ulaad peda nahin hoti, mannat mangtay hen falan darbar par ja kar ham ek tala darakht laga denh gay ya Pir sahib say dua mangwa-hen gay. Khud namaz nahin parni, dua nahin mangni, khanay peenay kee tamam rasmen attend karni hen, geeyarween, khatam, milad, urs, naat mehfil, tilawat mehfil sab attend karni hen, magar joh bunyad hen un par amal kuch nahin - Namaz, roza, zakat, woh sara peeroon kay wastay heh, woh peer karen ham dua karwa lenh gay un say. Peer sahib ka hokam ho kay Zikr kee mehfil attend karna aaj ka mureed qabar meh daba aaho nikal kar zikr kee mehfil meh paunch jahay ga. Magar Allah (subhanahu wa ta'ala) aur Rasool (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) ka farmaan bataya jahay kay namaz paro ... aaj kay sufi nay kuch nahin sun-na. Magar joh us nay Allah aur Rasool banaya heh aur jissay woh Peer kehta heh agar woh Zina ka bi kahay toh kar bethay ga aur marifat o haqiqat o tariqat ka ussay raaz batahay ga.

Link to comment
Share on other sites

abhi tk peeer nasir uddin shah ka pata nahi chal saka kay ulma e ahlesunnat may in ki kiya hasiyat hay. or jo baat inho nay kahi wo gahlat hay ya sahi???

 

Peer Nasir sahib hamare mustanad ulema men se nhi hain. Khalil Rana or Saeedi sahb ki posts men bhi iska zikr mojod hai is forum pr. Peer sahib confuse they hukm e kufr waghera ke masle per. Or tafeezlyat ke bhi qail they. Shia ke kufir kehne per bhi unko etaraz hai. Unki videos mojod hain issi forum pr jis men woh Sulah e kulliyat ko firough de rahe hain or deobandi ulema ke sath rehmatullah aleh use kerte hain.

 

 

Iss video men peer sahib jo keh rahe hain ke her deobandi kafir nhi hai. yahi hamara aqeeda hai or haq ul mubeen ya deger kayi mustanad ahlesunnat ulema ki kutub men iska zikr mojod hai.

 

Hum bhi yahi kehte hain ke jo gustakhi kare woh kafir hai or jo gustakhi ko jaan ker usko gustakhi na mane woh bhi kafir hai. Peer sahib ke nazdeek Anwar Shah Kashmiri shayed aisa aalim tha jisko deobandi ulema ki gustakhiyon ka pata nhi tha, Ab is se zyada kis daleel ki zarorat hai ke peer sahib intihayi confuse hain is masle per or deger masail per?

Link to comment
Share on other sites

muhjay hairat hay itni bari shaksiyat per , un kay bayanat per kisi ulmah ahle sunnat kay koi views/ comments nahi miltay. ulmah ahle sunnat  ki kahmoshi kiun hay pir sahib kay baray may???? hum deoband / wahabi ko kiya bolien jub koi deobandi / wahabi pir sahib kay bayan quote karey????

 

Un se kahain ke koi bat bhi sabit kerni ho woh mustanad ulema se sabit keren. ager peer nasir sahib deobandion ya sipah khoon kharaba ki tareef kerte hain tu woh dosri taraf shia ki bhi tareef kerte hain.

 

Hamara masla bilkul clear hai. Alahazrat ne shia ki takfeer pr kutub likhi hain or deobandion ki takfeer pr bhi kutub mojod hain, jis per over 100 ulema ki tasdeeq hai.

 

Jo gustakhi kere woh kafir or gustakhi ko jan kr gustakhi na mane woh bhi kafir.  it's that simple. Is ke bar aqs kehne wala mustanad kese ho sakta hai? chahe woh bari shakhsyat ho ya choti.

Link to comment
Share on other sites

پیر مہر علی شاہ تو افضلیت شیخین کے قائل تھے۔۔ پیر نصیر الدین نے تو اوور بہت سے مسائل میں بھی اختلاف کیا ہے اور ان کے اختلاف کی کوئی حیثیت نہیں ہے۔

 

تو کیا وہ یہ بھی کہنا پسند کریں گے کہ میں وھابیوں کو اس لیے پسند کرتا ہوں کہ وہ اللہ کی توحید کا بڑا چرچا کرتے ہیں۔یا ان کو اللہ سے بڑاپیار ہے۔

Link to comment
Share on other sites

بھائی ہمیں رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلماور صحابہ کی پیروی کا کہا گیا ہے اور جماعت کے ساتھ منسلک رہنے کا کہا گیا ہے پر ہم الگ الگ ٹولیوں کی شکل میں گروہ اہلسنت سے کٹتے رہتے ہیں اورآج حالت یہ ہے کہ تقریباً ہر آستانہ والے دوسرے آستانے والوں کو غلط کہتے ہیں اللہ ہمیں اہلسنت و جماعت اور اجماع پر قائم رکھے اورفرقوں کے شر سے بچائے۔۔ آمین

  • Like 1
Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
×
×
  • Create New...