Faysal مراسلہ: 2 مارچ 2015 Report Share مراسلہ: 2 مارچ 2015 Mujhy ye Bemari Lahaq hy , Is ka koi Ilaaj bta skta hy , shukeria اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 2 مارچ 2015 Report Share مراسلہ: 2 مارچ 2015 (ترمیم شدہ) Allah par imaan lahen, kay acha aur bura Allah ki qudrat meh heh ... aap ka imaan safaee par ziyada ho gaya heh. Safaee, dawaee, waghera asbab hen hifazat aur ilaaj Allah ki qudrat meh heh ... is leyeh wasail say tawajo hatahen aur Allah par imaan laahen ... yeh bar bar repeat karen, kohi saaf nahin kar sakta siwahay Allah kay, kohi paak nahin kar sakta siwahay Allah kay. jissay Allah paak karay ussay kohi paleed nahin kar sakta aur jissay Allah paleed karay ussay kohi paak nahin kar sakta ... das dafa mafoom kee taraf tawajoh deh kar paren ... aur jab bee bila waja hath donay ka khiyaal ahay toh is ko repeat karen aur nah dohen. Edited 2 مارچ 2015 by MuhammedAli اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 3 مارچ 2015 Report Share مراسلہ: 3 مارچ 2015 Yeh koee wazifa nahin heh, sirf zehni fatoor ko door karnay ki khatar bataya heh ... banday kee tawajoh ek taraf is qadr ho jati heh kay jis taraf tawajoh ho jahay woh damagh par hawavi ho jaati heh ... Neurological expert kehtay hen kay damagh kay ek connection ko tornay kay leyeh ya dosra ko bananay kay leyeh 21 din lagtay hen ... yehni ek bat ko adat bananay kay leyeh aur ek adat ko tornay ki khatar 21 din lagtay hen aur ek harkat ya baat ko zenh nasheen karnay kay leyeh ya hatanay kay leyeh us kee taraf 21 din tawajoh kar kay nah karnay ka irada karen aur nah karen toh adat toot jati heh keun kay damagh ka woh connection toot jata heh ... Is leyeh agar adat ko tornay kay leyeh twajoh karen ... aur repeat karen, esa karnay ka kuch faida nahin ... pani waste kar raha hoon ... yeh ek connection toot jahay ga aur dosra pani waste nah karnay wala ban jahay ga. Namaz kay bad hasbunallahu wa naimal wakeel para karen, ya Surah Fatihah kasrat say paren ... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam.e.Ahmed مراسلہ: 3 مارچ 2015 Report Share مراسلہ: 3 مارچ 2015 جی یہ نفسیاتی بیماری ہے جس کا تعلق ہمارے ذہن، سوچنے اور سمجھنے کی صلاحیّتوں سے ہے۔ کوئی وظیفہ، جیساکہ محمّد علی بھائی نے بتایا یا کسی اور سے چاہیں تو معلوم کرلیں اور ساتھ ہی کسی اچھے نفسیاتی ڈاکٹر سے بھی مل کر اپنی کیفیت سے آگاہ کریں تو بہتر ہے۔ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faysal مراسلہ: 24 مارچ 2015 Author Report Share مراسلہ: 24 مارچ 2015 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔