Sameer Razvi مراسلہ: 10 مئی 2015 Report Share مراسلہ: 10 مئی 2015 khalil rana sahab aapne nishandahi karne ijazat talab ki thi to wazhat bhi aap hi kare maine sawal puchne ki ijazat nahi ki thi aur hamare uper ke pehle aiteraz par bhi inayat farmaye us se kyu ankhe chura rahe ho aap log اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 10 مئی 2015 Report Share مراسلہ: 10 مئی 2015 (ترمیم شدہ) جناب ثمیر رضوی صاحب دیدہ و دانستہ میں نے کسی بدمذہب کی اقتداء میں جائز سمجھ کر ایک بار بھی نماز نہیں پڑھی۔ آپ نے اِس عبارت سے جو مفہوم مخالف نکالا ہے اُس پر نظر ثانی فرمائیں ۔ اُس کا مطلب یہ بھی تو آپ لے سکتے ہیں کہ اعلیٰ حضرت کے فتاویٰ پڑھنے سے پہلے جائز سمجھتا تھا اور بدمذہب کی اقتداء میں نمازپڑھ لیتا تھا۔مگر اعلیٰ حضرت کے فتاویٰ پڑھنے کے بعد بدمذہب کی اقتداء میں نماز پڑھنا ناجائز سمجھتا ہوں،اس لئے اُن کی اقتداء میں نمازنہیں پڑھتا ہوں۔ Edited 10 مئی 2015 by Saeedi 2 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 10 مئی 2015 Report Share مراسلہ: 10 مئی 2015 آپ اتنے ہی انصاف پسند ہیں تو جواب دیں کہ دیوبندی جماعت صلح کلیت پر عمل کررہی ہے یا منافقت پر؟ آنکھیں نہ چراءیں آپ کے سوال کا جواب سعیدی صاحب نے دے دیا ہے اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 10 مئی 2015 Report Share مراسلہ: 10 مئی 2015 جناب ثمیر رضوی صاحب دیدہ و دانستہ میں نے کسی بدمذہب کی اقتداء میں جائز سمجھ کر ایک بار بھی نماز نہیں پڑھی۔ آپ نے اِس عبارت سے جو مفہوم مخالف نکالا ہے اُس پر نظر ثانی فرمائیں ۔ اُس کا مطلب یہ بھی تو آپ لے سکتے ہیں کہ اعلیٰ حضرت کے فتاویٰ پڑھنے سے پہلے جائز سمجھتا تھا اور بدمذہب کی اقتداء میں نمازپڑھ لیتا تھا۔مگر اعلیٰ حضرت کے فتاویٰ پڑھنے کے بعد بدمذہب کی اقتداء میں نماز پڑھنا ناجائز سمجھتا ہوں،اس لئے اُن کی اقتداء میں نمازنہیں پڑھتا ہوں۔ Salam alayqum Moteram Saeedi baee, in kay abba hazoor ko bi mafoom mukhalif ka pata nahin hoga, yeh shahid us ko degh say nikalay gahay chawal ki plate nah samaj bethen. Is ko is ki aqal ka mutabiq samjahen. Ek banda kahay, meh nay kabi jaan booj kar soowar nahin khaya. yeh Rizvi sahib is ka nateeja yeh akhaz karen gay kay anjanay meh zeroor khaya heh. Logoon ko asal meh dawat e Islami say aag lagti heh keun kay in kay peeroon nay geeyarweenyan khoob beyt bar bar kay kha-hi hen aur logoon kay nazranoon par gar aur bahir chalta thah abh Peeroon aur maulviyoon ko khauf huwa heh kay hamara khana peena band ho jahay ga. Yeh logh us jamat kay khilaaf hen jis meh sunni, ghair-sunni, kafir, saray dakhal ho kar hidayat pa rahay hen. Aur joh mukhalfat kar rahay hen un kay peeroon aur maulviyoon ka imtiazi nishaan yeh heh kay kabi kissi wahhabi ko ya Deobandi ko daira e islam meh nahin la sakkay balkay darjanoon aur hazaroon kay mureed wahhabi aur Deobandi ho chukay hen. Allah ta'ala esay maulviyoon aur peeroon say dunya ko paak karay aur Ahle Sunnat kay taba o barbad baagh ko hara bara karay, ameen. 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sameer Razvi مراسلہ: 10 مئی 2015 Report Share مراسلہ: 10 مئی 2015 Janab saeedi sahab aapne aapna mafhoom farmate huwe kaha:- اعلیٰ حضرت کے فتاویٰ پڑھنے سے پہلے جائز سمجھتا تھا اور بدمذہب کی اقتداء میں نمازپڑھ لیتا تھا۔مگر اعلیٰ حضرت کے فتاویٰ پڑھنے کے بعد بدمذہب کی اقتداء میں نماز پڑھنا ناجائز سمجھتا ہو yaha tak to aapka mafhoom samaj aa raha hai ki chalo thik ho sakta hai lekin aapka iske aage ka mafhoom ke اس لئے اُن کی اقتداء میں نمازنہیں پڑھتا ہوں۔ ye mafhoom aapne kis tarah nikala wazhat kar de. Jabke ilyas attar sahab khud farma rahe hai dawateislami ke qayam SE saliha saal pehle jab SE Sayidi Alahazrat rehmatullah aleh ke fatawa badmazhabon ke bare mein pedhe hain, tab SE badmazhabon ki iqtida haram samajhta hoon aur ta dam e tehreer(tehreer likhne TAK) (Yani Aala Hazrat ka fatwa padhne SE ye tehreer likhne TAK) Aur jo khalil rana sahab ne image upload kiya hai us tehreer me date mulahiza farma le kuch ''Rabi Ul Akhir 1435 hijri'' likhi hai yaani 2014 ki tehreer hai ye attar sahab ki Ab aap socho dawate islami ke qayem se pehle se Aala Hazrat ka fatwa pata hai ki badmazhab ki iqteda haram aur khud ilyas attar sahab unki iqtada haram samajhte hai Phir Aage farmate hai:- deedah o danista(jaan bujh kar) mai ne (ilyas attar sahab ne) kisi badmazhab ki iqteda me'n jaiz samaj kar ek baar bhi namaz nahi padhi yani badmazhab ki iqteda jaiz samajh kar nahi najaiz samajh kar namaz padhi Ab Agar baqaul aapke Aala Hazrat ka fatwa maloom hone ke bad namaz nahi padhta mere is mafhoom ko aap mukhalif mafhoom sabit kare aapni saaf wazhat ke zariye اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sameer Razvi مراسلہ: 10 مئی 2015 Report Share مراسلہ: 10 مئی 2015 meri last line sahi type nahi huwi hai is liye retype kar rahu taake samajhne me miss understing na ho Ab Agar baqaul aapke Aala Hazrat ka fatwa maloom hone ke bad namaz nahi padhta To mere mafhoom ko aap mukhalif mafhoom sabit kare aapni saaf wazhat ke zariye Aur MuhammedAli janab aapki bakwas gair e mauzu baato'n me mujhe koi dilchaspi nahi hai agar mauzu pe baat karna ho to comment kare warna chup hi raho to behtar ha اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kilk-e-Raza مراسلہ: 10 مئی 2015 Report Share مراسلہ: 10 مئی 2015 image ko dekh kr roman translation kerna mushkil hai, aik bhai ki request per ye kya. is lye wahan "kisi badmazhab" ki jaga lafz "badmazhabon" likh dya or jaiz samajh ker lafz men bhi sahw hoyi.. lekin ap loug chonke khud ilzam lagane wale or khud hi judge hain, is lye shayed kahen ge ke main ne jaan bojh ker lafz chora.. kuch or alfaz bhi shayed lafz ba lafz aik jese na hon. is lye ager ghalti payen tu batain main thek ker don ga. kyonke dil saaf hon tu ghalti ka iqrar kerne or usse thek kerne main masla nahi.. dil kharab hon tu dawa kerne wale aik sabot pesh kye baghair aik lafz se zabardasti sulah kuliyat sabit kerna chahte hain Alahazrat ne kya khob fermaya ke khabees guman khabees dil men paida hota hai. jis bat ko base bana ker dawateislami ko, ya ameer-e-ahlesunnat ko sulah kulli kehne per kuch log ba zid hain. woh qayamat tak is aik lafz se apni merzi ka mafhom nikalne ke ilawah kuch sabit nahi ker sakte.. bawajood iske keh hazaron bayanat or madani muazkre hain, audio or video ki sorat men.. jo bat madani channel ya us se pehle hoti rahi uska record hay.. jo bat chap gayi uska bhi record hay. mager chonke ye dawateislami ki ya ameer-e-ahlesunnat tarbiyat hi nahi.. is lye dawa sabit kerne ke lye koi sahi hawala mojod nahi, siwaye mafrozon ke, or man pasand mafhomon ke.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ahmad Lahore مراسلہ: 10 مئی 2015 Report Share مراسلہ: 10 مئی 2015 (ترمیم شدہ) عجیب مضحکہ خیز شخصیت ہیں آپ بھی۔ کیا یہ بھی میں بتاؤں کہ صلح کلیت کا شوشہ آپ نے کیونکر چھوڑا؟ لیجیے، ملاحظہ فرمائیے۔ آپ نے لکھا تھا Isme saaf matlab zahir ho raha hai badmazhab ki iqteda me jaiz nahi najaiz samajh kar namaz padhi یہ مطلب اختراع کرنے کے بعد آپ نے لکھا ye amali sulehkulli wala amal huwa ya nahi? کیوں جناب، اب آپ کو نظر آیا کہ آپ نے صلح کلیت کا شوشہ کب اور کیسے چھوڑا تھا؟ اور بار بار کے استفسار پر بھی آپ کو جواب دینے کی توفیق نہ ہوئی کہ اسے آپ صلح کلیت آخر کس بنیاد پر قرار دے رہے ہیں؟ اب لیجئے آپ کے اس اختراعی وضعی مطلب کا جواب، جس کے لیے آپ بے چین ہوئے جاتے ہیں۔ ہمارے نزدیک آپ کا اختراع کردہ مطلب، جو آپ کو بالکل صاف نظر آ رہا ہے، درست نہیں۔ اور اس میں آپ کی بصارت کا نہیں بصیرت کا قصور ہے۔ مولانا الیاس عطار قادری دامت برکاتہم العالیہ کا یہ فرمانا کہ حضور اعلیٰ حضرت علیہ الرحمہ کے فتاویٰ پر مطلع ہونے کے بعد میں نے دیدہ وہ دانستہ کسی بدمذہب کی اقتدا میں جائز سمجھ کر نماز نہیں پڑھی، اس میں مطلق اقتدا کی نفی ہے، نا کہ فقط جائز سمجھ کر اقتداء کی۔ کیونکہ اقتداء کا معنی ہے اپنی نماز کو امام کی نماز کے ساتھ ربط دینا، تو جب امام کی نماز ہی نہیں پھر ربط کس کے ساتھ ہو گا؟ مولانا الیاس قادری صاحب اپنے عمل و اعتقاد کی بنیاد اعلیٰ حضرت کے فتاویٰ کا مطالعہ بتا رہے ہیں، اور اعلیٰ حضرت کے فتاویٰ میں جابجا یہ صراحت موجود ہے کہ بدمذہب کی بدمذہبی اگر حد کفر کو پہنچی ہو تو اس کی نماز باطل محض، یعنی ایسی صورت میں اقتداء حقیقتاً ممکن ہی نہیں کہ جب امام کی نماز ہی نہیں پھر اقتدا کس چیز کی؟ اور اگر بالفرض اس کی بدمذہبی حد کفر کو نہ پہنچی ہو، تب بھی اس کی اقتدا مکروہ تحریمی اور ایسی نمازوں کا لوٹانا واجب۔ الغرض، جب بدمذہب کی اقتدا کو ناجائز سمجھ لیا، پھر اس کی اقتدا میں نماز پڑھنا کیا معنی؟ اور مولانا نے بدمذہبوں کی اقتدا کی نفی کی ہے، ان کی عبارت میں اس بات کا ہرگز کوئی اشارہ نہیں کہ مذکورہ فتاویٰ جات کو پڑھنے کے بعد انہوں نے ناجائز سمجھ کر کبھی ایسی اقتدا کی ہو۔ یہ خالصتاً آپ کی ذہنی اختراع ہے۔ جہاں تک جائز سمجھ کر کے الفاظ کا تعلق ہے، تو اس کا ایک مفہوم یہ بھی نکلتا ہے کہ نہ تو میں نے اس کے بعد ان کی اقتدا کی، نہ ہی اسے جائز سمجھتا ہوں۔ یعنی جیسا کہ محترم سعیدی صاحب نے فرمایا کہ اس کا ایک معنی یہ بنتا ہے کہ پہلے جائز سمجھتا تھا، اب ناجائز سمجھتا ہوں۔ خلاصہ یہ کہ مولانا الیاس قادری صاحب نے بدمذہبوں کی اقتدا نہ کرنے کی وجہ فتاوائے اعلیٰ حضرت بتائے ہیں، اور اعلیٰ حضرت کے فتاویٰ میں بدمذہبوں کی اقتدا سے مطلق منع وارد ہوا ہے، جائز یا ناجائز سمجھنے کی تقسیم کے بغیر۔ ایسے میں مولانا کے بیان کو ان فتاویٰ کی مطابقت پر محمول کرنا ضروری ہے اور بلا ثبوت اپنے خیالات باطلہ و قیاسات فاسدہ پر بناء کر کے اس کا مخالف مفہوم کھینچ تان کر اخذ کرنا بدگمانی ہے اور خود اعلیٰ حضرت ایسی بدگمانی سے منع فرما گئے ہیں۔ ہو سکے تو آنجناب بھی فتاویٰ رضویہ شریف کا مطالعہ فرما لیں، نام کے ساتھ لفظ رضوی کا محض لاحقہ لگا لینے سے کچھ نہیں ہوتا۔ اور آخر میں جو آپ نے مجھ سے سوال کیا ہے، وہ تو آپ مجھ سے تب پوچھیں جب ناجائز سمجھ کر اقتداء کرنے والی اختراع کا کچھ ثبوت پیش کر دیں، اور پھر اس نامعقول بات کی کچھ وضاحت فرمائیں کہ خود اقتدا کو ناجائز سمجھ کر اقتدا کرنا صلح کلیت ہے۔ مزید وضاحت کر دوں، کسی کے اعتقادات کو غلط کہنے کے باوجود اس کی اقتدا کو درست سمجھنا تو صلح کلیت میں سمجھ میں آتا ہے، مگر اقتدا ہی کو ناجائز کہنا، پھر اقتدا کرنا صلح کلیت کس طرح ہے، اس بات کی وضاحت درکار ہے۔ ہو سکتا ہے چند باتیں میں نے ایسی لکھ دی ہوں، جن کے لیے پہلے سے آپ نے اجازت نہیں دی، جیسا کہ آپ خلیل رانا بھائی سے فرما رہے تھے، تو عالی مرتبت، اس سلسلے میں گزارش یہ ہے کہ آپ اپنی سند اجازت کو پلّو میں لپیٹ کر گرہ باندھ رکھئے کہ یہاں نہ کسی کو آپ کی اجازت کی حاجت نہ کوئی آپ کے اشارہ ابرو کا منتظر۔ Edited 11 مئی 2015 by Ahmad Lahore 2 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 10 مئی 2015 Report Share مراسلہ: 10 مئی 2015 (ترمیم شدہ) meri last line sahi type nahi huwi hai is liye retype kar rahu taake samajhne me miss understing na ho Ab Agar baqaul aapke Aala Hazrat ka fatwa maloom hone ke bad namaz nahi padhta To mere mafhoom ko aap mukhalif mafhoom sabit kare aapni saaf wazhat ke zariye Aur MuhammedAli janab aapki bakwas gair e mauzu baato'n me mujhe koi dilchaspi nahi hai agar mauzu pe baat karna ho to comment kare warna chup hi raho to behtar ha Mian Muhammad Baksh rahimullah farmatay hen, aslan nal jay naiki karyeh naslan tan neenh pulday be aslan nal jay naiki karyeh put'thiyan chalan chalday. Ek aqal mand ka farman heh, kutta phonkay toh karwan rukhta nahin rawanh dawan rehta heh. Aur ham ko hokam heh pagal ko salam deh kar apna rasta napo, salam. Edited 10 مئی 2015 by MuhammedAli اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Rais.Khan مراسلہ: 11 مئی 2015 Author Report Share مراسلہ: 11 مئی 2015 (ترمیم شدہ) Janab, Sameer Razwi sahab, "Alhamdulilah dawateislami ke qayam se saliha saal pehle jab se Sayidi Alahazrat rehmatullah aleh ke fatawa badmazhabon ke bare mein perhe hain, tab se badmazhabon ki iqtida haram samajhta hoon aur ta dam e tehreer Wallah Billah (qasam) deedah o danista main ne kisi badmazhab ki iqtada men jaiz samajh kr aik bar bhi namaz nahi perhi." Is ibarat me deedah o danista lafzon ko nazar andaz karne ki kya wajah hai??? deedah o danista ka mana hai, dekh kar ya janbuj ker hota hai. ise tahreer me rakhne me Deedah o Danista ki jagah par rakhne par kuchh yun tahreer tartib hog.. "..... Wallah Billah dekh kar ya janbuj ker maine kisi badmazhab ki iqteda me jaiz samajh kar aik bar bhi namaz nahi parhi." Isse ye bate wajeh ho jati hai...1). "Dekh kar" isse sabit hota hai, ki ameer e ahle sunnat ne ye dekhte hue ki imam badmazhab hai, uski iqtada nahi ki. 2). "Janbuj kar" isse ye sabit hota hai, ki majburan apse ye fael hua... apni raza se is fael ko anzam nahi diya gaya... isme ameere ahle sunnat ki marzi na hona sabit hota hai. 3). Ameere ahle sunnat ne ye dekha ki imam bazmazhaba hai, to is ki iktida nahi ki, aur majburan karni padi to jaez samajh kar nahi ki. Kisi sharayi ujr ki wajah se kisi najaez fael ko karna pad jae to use karne wala use bura janker hi karega, Ameer e ahle sunnat ki ibarat se saf zahir hai ki ap ne bilfarz badmazhab ki ikteda me namaz padhi, to najaez aur bura samajh kar hi padhi. ab rahi suleh kulli amal ki bat... to ye kanoon apne kahanse ijad kiya ki banda najaez samjh ker majburi me koi fael kar raha hai, dil me use bura jan raha hai. tab bhi sulah kulli ho gaya!!! kya apke pas ulema ke akwal ya bayan ya fatwa jat hai?? jo apki bat ki tasdik karte ho.... Misal ke taur par, ek sahihul aqeeda sunni kahi aisi jagah fans gaya jahan pani ka milna dushwar hai, ase me pyas ki shiddat se bura hal hai, yahan tak ki kuchh der me pani na mila to maut pakki hai. aise me ek badmazhab ne aker use pani pilaya, aur isne use bura tasawwur kia ki ya badmazhab hai, fir bhi jan bachane pani pee liya. to ab apke mutabik wo sulah kulli ho gaya ya nahi???? ye sirf misal hai apke aitraz ko aina dikhane ke liye. barae karam ise mauju se hatna na samjiyega... Edited 11 مئی 2015 by Rais.Khan اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 11 مئی 2015 Report Share مراسلہ: 11 مئی 2015 (ترمیم شدہ) Janab saeedi sahab aapne aapna mafhoom farmate huwe kaha:- اس لئے اُن کی اقتداء میں نمازنہیں پڑھتا ہوں۔ ye mafhoom aapne kis tarah nikala wazhat kar de. دیدہ و دانستہ میں نے کسی بدمذہب کی اقتداء میں جائز سمجھ کر ایک بار بھی نماز نہیں پڑھی۔ نہیں پڑھی اور نہیں پڑھتاہوں کا ماحصل ایک ہی ہے۔یعنی ماضی سے لے کر حال تک۔ yani badmazhab ki iqteda jaiz samajh kar nahi najaiz samajh kar namaz padhi جائز سمجھ کر اقتدا نہیں کی کے الفاظ سے یہ نتیجہ نکالنا کہ ناجائزسمجھ کر بھی اقتدا کی، یہی تو مفہوم مخالف ہے۔ ورنہ قادری صاحب کی تحریر سے دکھائیں کہ کہاں لکھا ہے کہ ناجائز سمجھ کر اقتداء کی۔ مفہوم مخالف سے ہی استدلال ہے قادری صاحب کی عبارت میں صراحت نہیں۔ Edited 11 مئی 2015 by Saeedi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 11 مئی 2015 Report Share مراسلہ: 11 مئی 2015 نماز ناجائز سمجھ کر اقتداء کرنے کے سلسلے میں ابن ماجہ سے حدیث پاک ملاحظہ ہو؛ عبد الله ابن مسعود قال قال رسول الله صلى الله عليه وسلم لعلكم ستدركون أقواما يصلون الصلاة لغير وقتها فإن أدركتموهم فصلوا في بيوتكم للوقت الذي تعرفون ثم صلوا معهم واجعلوها سبحة عبداللہ بن مسعود سے مروی کہ رسول اللہﷺ نے فرمایا کہ شاید عنقریب تم ایسی اقوام کو پاؤ گے جو بے وقت نماز پڑھیں گی ، جب تم ان کو پاؤ تو نماز اپنے معروف وقت پر اپنے گھر میں پڑھنا پھراُن کے پیچھے بھی(مجبوراً) پڑھ لیا کرنا اوراُس کو نفل سمجھنا۔ اُن کی نمازکو جائز سمجھتے تو اپنی الگ کیوں پڑھتے؟ ناجائز بھی سمجھو،اور(فتنے سے بچنے کیلئے)اقتداء بھی کرو۔ mod edit: fixed formatting 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 11 مئی 2015 Report Share مراسلہ: 11 مئی 2015 Mafoom mukhalaf ka matlab heh ulat mafoom lena. Jesay tum par ilzaam ho kay tum nay soowar ka ghost roast kar kay khaya heh. Aur tum kaho meh nay jaan booj yehni deeda danista tor par nahin khaya. Meh oolat mafoom nikaloon, acha is ka matlab heh kay tum nay ghalti meh khaya heh aur tummeh baad meh pata laga.Ek banda kehta heh: meh nay soowar ka gosht nahin khaya.Ek joh thora mohtat hota heh aur anjanay ko malhooz rakh kar kehta heh: meh nay soowar ka ghost jaan booj kar nahin khaya.Abh joh jumla us nay ihtiyat meh kaha aap us ko pakr beth gahay, banda hazaroon dafa ghost khata heh, kia pata logh kia kia bechtay rahay. Agar woh kehta meh nay soowar ka ghost nahin khaya, aur dosra kehta acha falan qassab toh soowar pechta raha heh, tooh nay toh jhoot bola kay nahin khaya. Dosra jis nay ihtiyat kay takazay ko mad e nazr rakh kar kaha kay jaan booj kar nahin khaya us par kuch ilzam nahin lag sakta. Mera kehnay ka matlab heh deeda danista ka istimal ihtiyat ka tor par istimal huwa heh. Maulana Ilyas Qadri nay kitnoon kay peechay namaz pari aur kitnoon nay in kay peechay pari hogi har kissi kay imaan o islam ka kohi zaman nahin is waja say ihtiyat say likha kay deeda danista nahin pari aur agar phir sabat ho jahay kay falan bad mazhab thah toh un par kohi ilzam nah ahay. Aur is say un ka nazria kay bad mazhab kay peechay namaz jaiz nahin sabat hota heh. Aap joh ulat pulat nikaal rahay hen ibarat say, woh shaytaan ka aap kay damagh meh dala huwa fitna o fatoor heh. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 11 مئی 2015 Report Share مراسلہ: 11 مئی 2015 سعیدی صاحب کی پوسٹ کسی فنی خرابی کی وجہ سے پڑھنے میں دشواری ہے ، میں نے صاف کرکے لکھ دی ہے اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sunnii مراسلہ: 11 مئی 2015 Report Share مراسلہ: 11 مئی 2015 بڑا عجیب ہی یہ اعتراض ہے۔ میں ایک کمپنی میں کام کرتا تھا۔ امام دیوبندی تھا اور آفس کے دیگر کولیگز کو اس جیز کی پرواہ ہی نہیں تھی کہ امام کون ہے۔ اکثر میں جماعت میں شرکت ہی نہیں کرتا تھا۔ اور بعض اوقات مجبوراً کرنی پڑتی تو میں نماز کی نیت ہی نہ کرتا اور ایسے ہی کھڑا رہتا کیونکہ مجھے پتہ ہے کہ نماز نہیں ہونی۔ مجبوری میں ناجائز سمجھ کر پڑھی ہوئی وہ نماز میں فوراً الگ سے ادا کرتا۔ میں اپنے آپ کو سنی کہتا ہو، سمجھتا ہوں۔ کسی مائی کے لال میں ہمت ہے تو مجھے غلط ثابت کرے۔ قرآن و حدیث کی رو سے۔ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
shahzad6058811 مراسلہ: 11 مئی 2015 Report Share مراسلہ: 11 مئی 2015 tamam bhaee jaan main hazrat sahib ke tehreer ke apni samajh k mutabiq wazahat karta hoon. hazrat sahib nay haj bhee kia and umrah bhee kia. wahan situation aisi hay k aap akaily jamat naheen kara saktay. wahan bahut saaray sunni islami bhaee namaz baa jamaat parhtay hain k inteshaar na phailay. ab hazrat sahib nay wahan baajammat parh lee k inteshaar na phaily. kissi nay bhee wahan daikha k hazrat sahib baa jamaat namaz ada kar rahay hain. issi baat ko hazrat sahib nay wazahat say likkha k #main nay khabhee bhee dinista(jaan bhooj kar)jaiz samajh kar bud mazhab k peechay namaz parhi ho. yaani main to bud mazhab k peechay namaz jaiz he naheen samjhta. and agar kabhee parhna parhi (jaisay main nay misaal de,harmain sharifain ke k agar wahan kabhee parhi bhee to jaiz samajh kar naheen parhi,bulkay inteshaar say bachnay k liee ay kabhi parhi bhee to,ya alfaaz hazrat sahib k naheen, main as wazahat likh raha hoon, haan ko e bhee ya naheen sabit kar sakta k hazrat sahib nay kabhee pakistan k kissi bud mazhab k peechay namaz parhi ho. harmain sharifain aik ISTISNAA hay,wahan inteshaar phailta hay) umeed hay ab samjah aa gaee ho gee اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sameer Razvi مراسلہ: 11 مئی 2015 Report Share مراسلہ: 11 مئی 2015 chaliye mere kisi alafz ki to aapne nishandahi karne ki zehmat to ki janab ahmed lahore sahab ab aap bataye ke mere nishandahi kiye huwe alfaz me jo amal bayan hai ke badmazhab ki iqteda me na jaiz samajh kar namaz padh lena kisi shaks ka to uspe kya hukm honga? aur is baat ki mujhe koi becheni nahi hai aap chaye to aapne kisi mufti sahab se mera sawal puch ke jawab de sakte hai aram se. aur sulehkulli ki jo jo tarif aap ke nazdeek sahi ho bayan kar de? taake aapne jo shosha chodne wali baat meri taraf mansoob ki hai wo kis buniyad pe kahi hai wazeh ho jaye. ab aate hai aapki jawab ki janib to janab ye jo mafhoom aapne bayan karne se pehle mere mafhoom ko na dursut farmaya hai isme aapki basarat ka nahi baseerat ka kasoor hai kyu ki aapko ilyas attar sahab se andhi mohabbat hongi to aapko haq mafhoom kaise samajh ayenga. aur janab mutlak nafi karne se pehle ibarat ko bagaur padh lete ilyas attar sahab farmate hai: ''Alhamdulilah dawateislami ke qayam SE saliha saal pehle jab SE Sayidi Alahazrat rehmatullah aleh ke fatawa badmazhabon ke bare mein pedhe hain, TAB SE badmazhabon ki iqtida haram samajhta hoon'' yaha to aapke maulana ilyas sahab farma rahe hai ki Aala Hazrat ke fatwe ke mutala karne ke baad se badmazhab ki iqteda haram samajhta hu to rana sahab ka jawab to in alfazo se mujhe bhi samaj aa raha hai ke fatwe ka mutala karne ke baad se ilyas attar sahab badmazhab ki iqteda haram shamjhte hai aur pehle shayad jaiz samajhte ho lekin aage aapke maulana ilyas farmate hai ta dam e tehreer(tehreer likhne tak) deedah o danista(jaan bujh kar) mai ne(ilyas attar sahab ne) kisi badmazhab ki iqteda me jaiz samaj kar ek baar bhi namaz nahi padhi''' Isme saaf matlab zahir ho raha hai Aala Hazrat ke Fatwe ko mutala ke baad SE badmazhab ki iqteda me jaiz nahi najaiz samajh kar namaz padhte rahe aur ilyas attar sahab ki mazkoora tehreer jo rais sahab aur rana sahab ne attach ki hai tab TAK unka yahi amal raha hai. aur ye baat lafz deedah o danista(jaan buj kar) ke zariye bhi sabit hoti hai kyu ke agar koi shaks bole ke maine jab se suwer khane ke baare me hukm padha hai ki ye haram hai aur mai suwer khana haram samajhta hu aur tab se maine jan buj kar suwer nahi khaya hai to iska matlab ye hota hai ki usne achanak la ilmi me kha liya hai jis ki usko khabar nahi thi jis waqt wo suwer kha raha tha lekin baad me usko pata chal gaya ki wo chiz jo usne khayi thi wo suwer thi to janab pukar uthe maine jaan buj kar nahi khayi phir ye jo aapne sawal mujh se qayem kar rahe ke badmazhab ki badmazhabi had e kufr tak pahonchne ke baad us ki namaz batil hai, yani is soorat me iqteda haqeeqatan mumkin hi nahi ke jab imam ki namaz hi nahi to iqteda kis chiz ki? aur rabt kis ke saath honga? iska asan jawab ye honga ke namaz padhne wale ne aapna rabt aur namaz ki iqteda ke liye badmazhab ko apna imam banaya Ab agar usne jaiz samajhte huwe is fel ko anjam diya hai to uske imaan ka haal Allah o Allah ke Rasool sallallahu taala alaihi wasallam hi behtar jante hai aur najaiz samajh kar ki to bandah gunahgaar to huwa hi aur rana sahab se maine jo baat kahi usko aap apne uper na le kyu ki unhone nishandahi karne ki ijazat talab ki thi is liye maine unse kaha ke maine sawal puchne ki ijazat nahi di lekin aap to aapne ham khayal saathi ki side hone ki badaulat mujh pe aag bagola ho gaye jaise har kutta aapne ilake sher ban jata hai Waise mujhe aisi gair e mauzu baat karne me koi dilchaspi nahi hai magar aapne kuch kaha hi hai to akhri bar uska jawab diya hai aapko ab mehrbani hongi yaha unhi logo ko ijazat de baat karne jo mauzu pe baat kare aur aapni baat ko mauzu ke hisab se rakhe اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sameer Razvi مراسلہ: 11 مئی 2015 Report Share مراسلہ: 11 مئی 2015 rais khan sahab aapne bohat hi achchi baat ka aagaz kiya hai aur kafi had tak mauzu ke qareeb sahi mafhoom ko pesh karne ki koshish ki hai jo aapke baki saathi na kar sake aapne pucha ke mai lafz deedah o danista ko nazar andaz kyu kar raha hu to janab ya aapke baki saathi bhi to hai jo usko nazar andaz kar rahe hai. aage aap farmate hai ki deedah o danista ke 2 maane hai lekin hamne to 1 maane padha hai iska jo maine bayan kiya hai deedah o danista = jan bujh kar aapne dusre word kis dictionary se akhaz kiya? agar ziada duswari na ho to image ya hawala send kar dena mai tasdeek kar lunga. in sha Allah Apne jo 3 baate batayi usme pehli Baat ko aapke maano ke saath rakh kar kuch is nazar se dekhe 1). "Dekh kar" maine(ilyas attar sahab ne) kisi badmazhab ki iqteda me jaiz samajh kar aik bar bhi namaz nahi parhi." is maane ke saath to mujhe pura joomla taal mel khata nazar nahi aa raha hai khair phir bhi mujhe is lafz ke maane ke saath bhi wahi mafhoom nazar aa rahe hai aur yaha to ''jan buj kar'' padhne se ziada saaf mafhoom zahir ho raha ki badmazhab ko ''dekh kar'' badmahab ki iqteda me najaiz samajh kar namaz padhi. 2). "Jan buj kar" maine(ilyas attar sahab ne) kisi badmazhab ki iqteda me jaiz samajh kar aik bar bhi namaz nahi parhi. yaha bhi baqaul aapke maane ke saath majburi me padhne ki baat sabit ho rahi hai ke jaan buj kar nahi majburi me namaz padhi ab konsi majboori me padhi ye to zahir hi nahi ibarat me aur kitni dafa padhi wo bhi nahi likhi aur aisi kya majboori aa gayi thi wo bhi likh dete mukhtasar sa likh diya taake awam ulajh ke reh jaye mukhtasar si baat me aur janab itna to hum samajhte hai ki agar kisi shaks ka pyaas aur bhook se bura haal hai aisi halat me haram khane aur peene ke ilawa koi chara nahi to ye uske liye sharayi ujr hai usko is baat ki ijazat hai ki utna kha le ya pee le jis se uski jaan bach jaye lekin jaan ja rahi ho aur haram o halal dono ashiya maujood hai to uske liye yaha sharayi ujr honga kya haram kaam ko anjam dene ke liye? ab jan buj kar ke maani ko kuch yun dekhte hai ''jan buj kar'' ilyas attar sahab ne jaiz samajh kar nahi na jaiz samajh kar namaz padhi. maaz Allah ye maane to sab se ziada khatarnak maloom hote hai ab aap log bataye jan buj kar najaiz samaj kar iqteda karne wala kya gunhgaar nahi huwa? sulehkulli nahi huwa? maazAllah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sameer Razvi مراسلہ: 11 مئی 2015 Report Share مراسلہ: 11 مئی 2015 (ترمیم شدہ) saeedi sahab aapne jo koshish ki hadees se matlab nikalne ki meri hidayat hai ke hadees ke mafhoom ko aapni janib se bayan na kare agar aap alim na ho to kyu ki mai aapki mafhoom ko dusrust nahi samajhta lekin mai kisi alim se zaroor ruju karunga is hadees ke mutalik aur aapke mafhoom ke mutabik. aap hadees ko bagaur padhe aur dikhaye ke usme Rasool Allah sallallahu taala alaihi wasallam ne kaha farmaya ke be waqt namaz padhne wale ke peeche namaz jaiz nahi hai? is hadees se mai samajhta hu ke namaz ka unke waqto'n par aada karna behtar hai ye sabit ho raha hai yani namaz ko unke waqto'n par aada karna afzal hai is hadees me be waqt namazi ke saath farz namaz padhne se mana ka mafhoom nikale to shayad galat na honga. Edited 12 مئی 2015 by Sameer Razvi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 12 مئی 2015 Report Share مراسلہ: 12 مئی 2015 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 12 مئی 2015 Report Share مراسلہ: 12 مئی 2015 saeedi sahab aapne jo koshish ki hadees se matlab nikalne ki meri hidayat hai ke hadees ke mafhoom ko aapni janib se bayan na kare agar aap alim na ho to kyu ki mai aapki mafhoom ko dusrust nahi samajhta lekin mai kisi alim se zaroor ruju karunga is hadees ke mutalik aur aapke mafhoom ke mutabik. aap hadees ko bagaur padhe aur dikhaye ke usme Rasool Allah sallallahu taala alaihi wasallam ne kaha farmaya ke be waqt namaz padhne wale ke peeche namaz jaiz nahi hai? is hadees se mai samajhta hu ke namaz ka unke waqto'n par aada karna behtar hai ye sabit ho raha hai yani namaz ko unke waqto'n par aada karna afzal hai is hadees me be waqt namazi ke saath farz namaz padhne se mana ka mafhoom nikale to shayad galat na honga. علامہ بدرالدین عینی نے تمہاری جیسی تاویل کو مسترد کیا ہے۔ ولكن لفظ " يُميتون الصلاة " ينافي هذا التأويل؛ لأن معنى إماتة الصلاة: أن يُصليها خارج الوقت؛ لأن الصلاة مادامت في وقتها/لا تُوصف بالميتة، وكذا قوله: " ولم يؤخرها أحد منهم عن جميع وقتها " غير مُسلم؛ فإنه نُقل عن كثيرٍ من الخلفاء الفسَقة والسلاطين الظلمة تركُ الصلوات، فضلا عن تأخير صلاة عن وقتها. نماز مردہ کرنا سے مراد نماز قضاء کرنا بنتا ہے ۔اور وہ ناجائزنماز میں اقتداء ہوئی یا نہیں؟اُس کو تسبیح یا نفل سمجھنے کا کیا مطلب ؟ ثمیررضوی صاحب آپ اپنے عالم سے پوچھے بغیررائے زنی کررہے ہیں اور طعن مجھ پر کررہے ہیں!!!؟ <script type='text/javascript'>netseer_tag_id = '15360'; netseer_ad_width = '1000'; netseer_ad_height = '40'; netseer_task = 'ad'; netseer_imp_type = '1'; netseer_imp_src = '2'; </script> 2 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ahmad Lahore مراسلہ: 12 مئی 2015 Report Share مراسلہ: 12 مئی 2015 (ترمیم شدہ) جناب سمیر صاحب آپ نے لکھا ab aap bataye ke mere nishandahi kiye huwe alfaz me jo amal bayan hai ke badmazhab ki iqteda me na jaiz samajh kar namaz padh lena kisi shaks ka to uspe kya hukm honga?aur is baat ki mujhe koi becheni nahi hai aap chaye to aapne kisi mufti sahab se mera sawal puch ke jawab de sakte hai aram se. جناب عالی! آپ کے نشاندہی کیے ہوئے الفاظ میں جو کچھ بیان ہوا ہے اس کے حکم بارے تو میں تب بتاؤں اگر آپ کے قیاس فاسد کی بنیاد پر بیان کردہ مفہوم مخالف کو درست تسلیم کر لوں۔ جب میرے نزدیک آپ کا بیان کردہ مطلب ہی غلط اور آپ کے ذہنی خلجان کا شاخسانہ ہے، پھر جواب کاہے کا؟ aur sulehkulli ki jo jo tarif aap ke nazdeek sahi ho bayan kar de? taake aapne jo shosha chodne wali baat meri taraf mansoob ki hai wo kis buniyad pe kahi hai wazeh ho jaye. یہ بھی خوب فرمایا۔ یعنی صلح کلیت کا شوشہ آپ چھوڑیں، اور اس کا مفہوم میں آپ کو بتاؤں؟ اپنے شناوروں میں آپ "ہوشیارپوری" تخلص کرتے ہوں گے، مگر اس قسم کی ڈیڑھ ہوشیاری یہاں نہیں چلنے کی۔ اس بات کو پلے باندھ لیجئے کہ اپنے اختراعی مطلب کو صلح کلیت آپ نےکس بنیاد پر قرار دیا تھا، اس بات کی وضاحت کرنا خود آنجناب کے ذمے ہے؟ اگرچہ اس کے لیے صلح کلیت کی تعریف و توضیح کرنا پڑے یا کسی دیگر تفصیل میں جانا پڑے۔ اب ڈھول اگر گلے میں ڈالا ہے، بجانا تو پھر خود ہی پڑے گا نا۔ ab aate hai aapki jawab ki janib to janab ye jo mafhoom aapne bayan karne se pehle mere mafhoom ko na dursut farmaya hai isme aapki basarat ka nahi baseerat ka kasoor hai kyu ki aapko ilyas attar sahab se andhi mohabbat hongi to aapko haq mafhoom kaise samajh ayenga. اس طفلانہ بذلہ سنجی کا شکریہ۔ عرض یہ ہے کہ مجھے مولانا سے کوئی اندھی محبت نہیں، کیونکہ میرے پاس ان کی محبت اور ان سے اظہار عقیدت کے لیے متعدد دیکھی بھالی، جانی پہچانی وجوہات موجود ہیں۔ نہ تو میں آنجناب کی طرح شیطانی وسوسوں کی بنیاد پر کسی سے بدگمان ہونے کا قائل ہوں، نہ ہی آپ کی طرح اس حد تک مبغوض الغضب کہ ان کی بےجا مخالفت کے لیے مجھے بدمذہبوں سے وجہ مستعار لینی پڑے۔ اور اپنے موقف کو جو آپ بار بار حق کہہ رہے ہیں، اب تک تو آپ کو سمجھ آ جانی چاہئے تھی کہ یہ محض آپ نے جھک ہی ماری ہے۔ aur janab mutlak nafi karne se pehle ibarat ko bagaur padh lete ilyas attar sahab farmate hai:''Alhamdulilah dawateislami ke qayam SE saliha saalpehle jab SE Sayidi Alahazrat rehmatullah aleh kefatawa badmazhabon ke bare mein pedhe hain, TAB SE badmazhabon ki iqtida haram samajhta hoon''yaha to aapke maulana ilyas sahab farma rahe hai ki Aala Hazrat ke fatwe ke mutala karne ke baad se badmazhab ki iqteda haram samajhta hu to rana sahab ka jawab to in alfazo se mujhe bhi samaj aa raha hai ke fatwe ka mutala karne ke baad se ilyas attar sahab badmazhab ki iqteda haram shamjhte hai aur pehle shayad jaiz samajhte ho lekin aage aapke maulana ilyas farmate haita dam e tehreer(tehreer likhne tak) deedah o danista(jaan bujh kar) mai ne(ilyas attar sahab ne) kisibadmazhab ki iqteda me jaiz samaj kar ek baar bhinamaz nahi padhi'''Isme saaf matlab zahir ho raha hai Aala Hazrat ke Fatwe ko mutala ke baad SE badmazhab ki iqteda me jaiz nahi najaiz samajh kar namaz padhte raheaur ilyas attar sahab ki mazkoora tehreer jo rais sahab aur rana sahab ne attach ki hai tab TAK unka yahi amal raha hai. aur ye baat lafz deedah o danista(jaan buj kar) ke zariye bhi sabit hoti haikyu ke agar koi shaks bole ke maine jab se suwer khane ke baare me hukm padha hai ki ye haram hai aur mai suwer khana haram samajhta hu aur tab se maine jan buj kar suwer nahi khaya hai to iska matlab ye hota hai ki usne achanak la ilmi me kha liya hai jis ki usko khabar nahi thi jis waqt wo suwer kha raha tha lekin baad me usko pata chal gaya ki wo chiz jo usne khayi thi wo suwer thi to janab pukar uthe maine jaan buj kar nahi khayi اس ساری تقریر سے جناب کا کون سا مقصد پورا ہوا؟ جو مثال آپ نے پیش کی، اس کا آپ کے الزام نما سوالیہ اعتراض سے کوئی تعلق ہے؟ یا پھر دیدہ و دانستہ کہیں کی اینٹ کہیں کا روڑا لے کر مطلب برآری کی اپنی سی کوشش فرما رہے ہیں؟ مولانا نے جو دیدہ و دانستہ بدمذہب کی اقتدا کی نفی کی، اس میں اس بات کا امکان موجود ہے کہ شاید نادانستگی میں کبھی ایسا ہو گیا ہو۔ تو کیا لاعلمی میں اقتدا کرنے پر بھی آپ کو اعتراض ہے؟ ایسا تو آپ نے شاید کچھ نہیں کہا تھا۔ بلکہ مولانا کے الفاظ کہ جائز سمجھ کر نہیں پڑھی، ان میں آپ کو صاف مطلب ظاہر ہوا تھا کہ ناجائز سمجھ کر پڑھی ہے۔ جبکہ اپنی پیش کردہ مثال میں آپ جان بوجھ کر یا انجانے میں خنزیر کھانے کی بحث چھیڑے بیٹھے ہیں، تو آپ کے دعوے اور دلیل میں کیا تعلق؟ مزید برآں، آپ نے اپنی مثال میں یہ کیونکر فرض کر لیا کہ خنزیر کی حرمت کی خبر ملنے کے بعد لاعلمی ہی میں سہی، مذکورہ فرضی شخص نے ضرور ہی خنزیر کھایا ہو گا، حالانکہ یہ بھی ممکن ہے اس نے بعد میں کبھی لاعلمی میں بھی نہ کھایا ہو۔ آپ کی رغبت و شوق اپنی جگہ، مگر دوسروں کو زبردستی خنزیر کھلانے پر کیوں تلے ہیں آپ؟ اسی طرح اگر خود آپ سے پوچھا جائے کہ آپ نے کبھی جائز سمجھ کر خنزیر کھایا ہے، تو آپ کا جواب غالباً نفی میں ہو گا، مگر کیا اس پر ساری دنیا یہ پکار اٹھے کہ دیکھو سمیر صاحب صاف قبول فرما رہے ہیں کہ وہ ناجائز سمجھ کر خنزیر تناول فرماتے رہے ہیں؟ خلاصہ یہ حضور، کہ آپ نے ایک بھونڈی مثال پیش کر کے اپنے اس سے بھی بڑھ کر بھونڈے موقف کو تقویت دینے کی جو کوشش کی ہے، وہ اس سب سے کہیں زیادہ بھونڈی ہے، لہذا یہ بےتکی مثال پیش کر کے منہ میں پانی لانے کی بجائے کوئی اور لذیذ ترکیب سوچئے اپنے جھوٹے الزام کو سچ ثابت کرنے کی۔ phir ye jo aapne sawal mujh se qayem kar rahe ke badmazhab ki badmazhabi had e kufr tak pahonchne ke baad us ki namaz batil hai, yani is soorat me iqteda haqeeqatan mumkin hi nahi ke jab imam ki namaz hi nahi to iqteda kis chiz ki? aur rabt kis ke saath honga?iska asan jawab ye honga ke namaz padhne wale ne aapna rabt aur namaz ki iqteda ke liye badmazhab ko apna imam banaya Ab agar usne jaiz samajhte huwe is fel ko anjam diya hai to uske imaan ka haal Allah o Allah ke Rasool sallallahu taala alaihi wasallam hi behtar jante hai aur najaiz samajh kar ki to bandah gunahgaar to huwa hi بہت شکریہ۔ مگر آپ سے فتویٰ کس نے پوچھا؟ میں نے عرض کیا تھا کہ جس امام کی بدمذہبی کا حد کفر کو پہنچنا معلوم ہو اس کی اقتدا حقیقتاً ممکن نہیں، اور آپ جو کچھ اپنے آسان جواب میں فرما رہے ہیں اس عمل کو صورتاً اقتدا کہا جا سکتا ہے، حقیقتاً نہیں۔ اور میں نے جو ممکن نہ ہونے کا کہا تھا تو محال صرف عقلی نہیں ہوتا، محال شرعی بھی کوئی شے ہوتی ہے۔ مگر آپ بغیر بات کو سمجھے خوامخواہ فلسفہ بگھارنے لگے۔ aur rana sahab se maine jo baat kahi usko aap apne uper na le kyu ki unhone nishandahi karne ki ijazat talab ki thi is liye maine unse kaha ke maine sawal puchne ki ijazat nahi di lekin aap to aapne ham khayal saathi ki side hone ki badaulat mujh pe aag bagola ho gaye jaise har kutta aapne ilake sher ban jata hai رانا صاحب محض ہم خیال نہیں، میرے لیے نہایت قابل احترام و ذی وقار بھی ہیں۔ لہذا اگر کوئی شے ان پر بلاوجہ غرانے لگے تو اس پر ایک آدھ پتھر پھینکنا فطری عمل ہے۔ جبکہ آپ تو باقاعدہ کاٹ کھانے کو دوڑ رہے ہیں۔ ڈرتے ڈرتے ایک گزارش اور بھی پیش کر دوں کہ محاورہ بولنے کا کوئی محل ہوتا ہے، فقرے کے ساتھ اس کی کوئی مناسبت ہوتی ہے۔ اندھا دھند ان کا استعمال کرنے سے بات میں تاثیر پیدا ہوتی ہے نہ معنویت، بلکہ الٹا ایسا کرنے والا ہی چغد معلوم ہوتا ہے (ویسے تو ہماری پنجابی میں اس کے لیے اور بھی کئی موزوں الفاظ موجود ہیں، مگر ان کا بیان و اظہار یہاں کچھ مناسب معلوم نہیں ہوتا)۔ باقی آپ کی مرضی ہے، اپنے جنگل کے شیر ہیں آپ، انڈے دیں یا ۔ ۔ ۔ ۔ فقط گندے انڈے، آپ کا رجحان، آپ کی قابلیت، ہم بولنے والے کون۔ ویسے یہاں تک کی گفتگو سے آپ کو اتنا تو معلوم پڑ گیا ہو گا کہ میں آپ جیسوں کی باتوں پر آگ بگولہ نہیں، بلکہ لطف اندوز ہوا کرتا ہوں۔ البتہ معاملے کو آپ اس نہج پر نہ لاتے تو شاید مناسب ہوتا۔ Waise mujhe aisi gair e mauzu baat karne me koi dilchaspi nahi hai magar aapne kuch kaha hi hai to akhri bar uska jawab diya hai aapko ab mehrbani hongi yaha unhi logo ko ijazat de baat karne jo mauzu pe baat kare aur aapni baat ko mauzu ke hisab se rakhe چلیے اچھا ہوا آپ نے عندیہ دے دیا کہ آپ آخری بار مجھے جواب دے رہے ہیں، امید ہے اپنی بات پر قائم بھی رہیں گے۔ باقی آپ کی دلچسپی یا عدم دلچسپی سے مجھے سروکار نہیں، میں جہاں مناسب سمجھوں گا اپنی گزارشات پیش کر دوں گا۔ اور دیگر حضرات کو میری اجازت کی تو حاجت ہی نہیں، ہر شخص اپنی رائے دینے میں آزاد ہے۔ یہاں میں آپ سے یہ بھی نہیں پوچھوں گا کہ بقول آپ کے، میں نے کون سی بات "غیر موضوع" کہہ دی؟ کیونکہ آپ کی قبیل کے حضرات سے گفتگو کا مجھے پہلے سے کچھ تجربہ حاصل ہے اور قابلیت کا اندازہ بھی۔ Edited 12 مئی 2015 by Ahmad Lahore 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
shahzad6058811 مراسلہ: 12 مئی 2015 Report Share مراسلہ: 12 مئی 2015 ahmad sahib ALLAH TAALA zoray qalam aur day ameen. 3 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 13 مئی 2015 Report Share مراسلہ: 13 مئی 2015 ahmad sahib ALLAH TAALA zoray qalam aur day ameen. Ameen. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ahmad Lahore مراسلہ: 13 مئی 2015 Report Share مراسلہ: 13 مئی 2015 اللہ تعالیٰ آپ بھائیوں کو جزائے خیر عطا فرمائے اور علم و عمل میں برکتیں دے۔ یہ دعا فرمائیے کہ ربّ ذوالجلال قلم کو لغزشوں سے محفوظ فرمائے اور صراط مستقم پر چلائے رکھے اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔