Jump to content

Ameere Ahle Sunnat Per Badmazhab Ke Peechhe Namaz Padhne Ka Aitraz


Rais.Khan

تجویز کردہ جواب

(salam)

 

Face book per ek fitnebaz ne ameere ahle sunnat per badmazhab ke peechhe namaz padhne ka ilzam lagay. mene usse saboot manga to usne ye tahareer ka scan dia. kya he sahi hai?? ya ameere ahle sunnat par aitraz majbut karne ke liye farzi taur per tayar ki gai hai.

 

jazakallah.

 

 

post-13806-0-92243400-1425123372_thumb.jpg

Link to comment
Share on other sites

mughal bahi, kya ye ameere ahle sunnat ke handwriting hai? isme kuchh u likha hai ki, "maine kabhi jaez samjhker badmazhab ke pichhe namaz nahi padhi." is bat ko lekar inteshar failaya ja raha hai. attched picture ko zoom karne par us me tharir me 3 cut nazar a rahe hai. kya ameere ahle sunnat ne jo tahreer jamia ashrfia ke muftiane kiram ko bheji thi, uska scan mil sakta hai.? gar wo mil jae to mamla saf ho jaega insha allah.

Link to comment
Share on other sites

jnab puri Abarat parhean apnay matlab ki ni .......... "Danesta maine nay kabhi jaez samjhker badmazhab ke pichhe namaz nahi padhi."

 

یہاں لکھا ہے ایک بار بھی دانستہ نہیں پڑھی ۔۔۔۔۔۔ وہ تو انکار کر رہے ہیں

عجیب بات آپ کو کچھ اور ہی نظر آرہا پے

 

Untitled.jpg

 

دانستہ جائز سمجھ کر نہیں پڑھی ۔۔۔۔۔۔ کیا کوئی ناجا ئز سمجھ کر بھی پڑھتا ہے کسی کے پیچھے ؟

Link to comment
Share on other sites

is mean kha likha unho nay Namaz parhi badmazhab k pechay ?

Kuch din pahle Mohaddith e kabeer Allama Zia ul Mustafa saab ne kaha tha " jab mai Pakistan me tha to Karachi me moulana ilyas qadri mere paas aakar bad mazhabon ke peeche namaz padhne ki ijazat chahi ( jo ke jayez samjh kar padhne ke liye nahi thi). lakin maine iss se mana kiya aur moulana iliyas qadri ko tauba karne ke liye kaha to o wahan se uth kar chale gaye".
Link to comment
Share on other sites

Kuch din pahle Mohaddith e kabeer Allama Zia ul Mustafa saab ne kaha tha " jab mai Pakistan me tha to Karachi me moulana ilyas qadri mere paas aakar bad mazhabon ke peeche namaz padhne ki ijazat chahi ( jo ke jayez samjh kar padhne ke liye nahi thi). lakin maine iss se mana kiya aur moulana iliyas qadri ko tauba karne ke liye kaha to o wahan se uth kar chale gaye".

 

Har cheez ka saboot hota is baat kya saboot unho nay ya baat kahi ?

 

Ilyas qadri sahib tow apny mareedo ko badmazhabo say door rahny ka dars daytay hean wo khusd aisi baat ker hi ni sakty ..........

Link to comment
Share on other sites

Har cheez ka saboot hota is baat kya saboot unho nay ya baat kahi ?

 

Ilyas qadri sahib tow apny mareedo ko badmazhabo say door rahny ka dars daytay hean wo khusd aisi baat ker hi ni sakty ..........

Iss baat ka saboot khud Mohaddith e kabeer hain. Aur mujhe unki baat par pura yaqeen hai. Ek baar moulana iliyas qadri se elan karado ke "Wahabiyon deobandion ke peeche namaz padhna jayez nahi. Edited by wasim raza
Link to comment
Share on other sites

Iss baat ka saboot khud Mohaddith e kabeer hain. Aur mujhe unki baat par pura yaqeen hai. Ek baar moulana iliyas qadri se elan karado ke "Wahabiyon deobandion ke peeche namaz padhna jayez nahi.

جناب آپ فضول بحث کر رہے ہیں

کوئی ثبوت ہے تو دیں نہیں چپ رہیں

یہ فیس بک نہیں جہاں آپ جو بھی کہیں گئیں لکھیں گئیں آپ کو لائک ملنا شروع ہو جائیں گئیں

 

۔

۔

url.jpg

 

یہ وہ خط ہے جو مرید ہونے کے بعد وہ اپنے مریدوں کو دیتے"

خط کشیدہ الفاظ کو پڑھ لیں غور سے ۔۔ جو اپنے مریدوں کو حسام الحرمین ،تمہید الیمان پڑھنے کی تلقین کریں بد مذ ہبوں سے بچنے کا کہیں وہ جب کوئی بیعت کرئے یعنی اسی وقت ۔۔ آپ کی باتیں کسی ثبوت کے بغیر ہیں اور فضول ہیں ۔ اس تھریڈ میں جو پوچھا تھا وہ بتا دیا گیا   

Link to comment
Share on other sites

Iss baat ka saboot khud Mohaddith e kabeer hain. Aur mujhe unki baat par pura yaqeen hai. Ek baar moulana iliyas qadri se elan karado ke "Wahabiyon deobandion ke peeche namaz padhna jayez nahi.

 

Yhan bat ek alim ki dusre alim per bohtan kasne ki bat hai. bhale hi muhaddith e kabeer kitne hi bade alim kyun na ho, jab kisi alim ke khilaf koi bat kahenge to saboot dena hoga. warna istarah to naya darwaza khul gaya samjho, ki koi bhi alim bina saboot ke jis alim per chahe, jesa chahe ilzam dal de. muhaddith e kabeer ka martaba bada ho jane se shariyat ki lagam unse hat nahi sakti. Ameere ahle sunnat per jo Ilzam kaim kiya hai, uska unhe Sharai gawah pesh karna hi hoga. warna Ameere ahle sunnat ilzam se bari hai, aur unper botan kasa gaya hai.

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...

Iss baat ka saboot khud Mohaddith e kabeer hain. Aur mujhe unki baat par pura yaqeen hai. Ek baar moulana iliyas qadri se elan karado ke "Wahabiyon deobandion ke peeche namaz padhna jayez nahi.

 

kya oper pehli post wala elan kafi nhi hai? Ap ne zara usko perhne ki zahmat ki hai? Ameer-e-Ahlesunnat qasam kha ker keh rahe hain ke na unho ne kabhi namaz perhi or na ijazat talab ki.  jis ne ye ijazat talab kerne wala ilzam lagaya hai saboot us ke zime hain. jinko urdu perhna nhi aati or roman urdu perh sakte hain. unke lye main kuch aasan roman urdu men oper wala maktoob translate ker deta hoon.

 

"Alhamdulilah (azw) dawateislami ke qayam se saliha saal pehle jab se Sayidi Alahazrat rehmatullah aleh ke fatawa badmazhabon ke bare mein perhe hain, tab se badmazhabon ki iqtida haram samajhta hoon aur ta dam e tehreer Wallah Billah (qasam) deedah o danista main ne kisi badmazhab ki iqtada men jaiz samajh kr aik bar bhi namaz nahi perhi.

 

Main apne oper badmazhabon ki iqtida ki ijazat talab kerne ke ilzam per sakht dil garifta (ghamgeen) hoon. Ilzam lagane wale ko sharii gawah pesh kerna lazim hai werna main qasam utha ker aid kerdah ilzam se bari ho chuka.

 

Dushmano ki bhi nazer mein phool sitam

Doston ki bhi nazer mein khaar hum (hadaiq e bakhshish)

 

Ya Rab e Mustafa (azw) Maslak e Alahazrat ka bol bala ferma, kisi sunni ke khilaf suni sunayi baton per bila tahqeeq andha aetamad kerne se bacha, ager koi sunni khata ker bethe tu uski tafheem ke taqaze pore kerne ki sa'adat inayat ferma aur bila ijazat e sharii usko badnaam kerne se bacha. Ameen bijahin Nabiyil Ameen (saw)

 

Sallo Alalhabib - (saw) "

 

 

Ameer-e-AhleSunnat ko Mohaddith e kabeer se ijazat talab kerne ki zarorat hi nahi.. yahi sab se bara jhoot hai. Awwal tu kya pore Pakistan men koi aik mufti bhi nahi tha ke Hindustan se aaye howe Mohaddith e kabeer se ijazat talab kerne ki zarorat peri? or phir dawa kerne wala sharii saboot bhi nahi de sakta, or qayamat tak nhi de sake ga.

 

Dosra Ameer-e-AhleSunnat khud Aalim hain (balke ulema ki ustad bhi hain) or Mufti Waqar ud din qadri alehrahma ke shagird or unke dunya men wahid khalifa. Fatawa razwiya dekho. Aalim banne ke lye sanad ki zarorat nahi or Aalim hona Khalifa banne ki shart hai. Mufti Waqar ud Din Qadri alehrahma Huzoor Zia ud Din Madani alehrahma ke khalifa hain.. Huzoor Zia ud Din Madani alehrahma Alahazrat alehrahma ke khalifa hain.. Zara nisbat dekho. Ameer-e-AhleSunnat ko or bhi bohot bare ulema ki khilafat hasil hai including Shareh Bukhari Mufti Shareef ul haq amjadi alehrahma. Khud Ameer-e-AhleSunnat ne Dawateislami banne se pehle Huzoor Zia ud Din Madani alehrahma ki bayt ki Madinah shareef ja ker ki.. Ameer-e-AhleSunnat ke dil mein Ishq-e-Alahazrat shurow se bhara howa hai or aap kaseer mutalaa kerte they Alahazrat ki kutub or fatawon ka.. Dawateislami se pehle aap ne kayi saal karachi ke sunni masajid men imamat ke faraiz bhi sir anjaam dye or bare bare ulema ki sohbat men waqt guzara. Allama Arshad ul Qadri aur Allama Shafi Okarvi ne khud Ameer-e-AhleSunnat ko tajveez kya ke yeh behtreen shakhsiyat hain Tableegh e Deen ki tehreek ko chalane ke lye.. Is sari bat ko batane ka maqsad ye hai ke Ameer e Ahlesunnat shuro se hi badmazhabon ke khilaf hain or kabhi namaz nhi peri or Mohaddith e kabeer se ijazat talab kerne ka koi tuk nahi banta, ye bohot bara jhoota ilzam hai baghair kisi sharee saboot ke.

 

Allah humen muaaf kerey.. Koi bhi Iman dar oper wale maktob ko perhe tu usko paka yaqeen aajana chahye ke Ameer-e-AhleSunnat ne ba qasam yeh kaha hai ke dawate islami banne se kayi saal pehle se unho ne badmazhabo wale fatawa perhe howe hain aur unho ne kabhi bhi badmazhab ke pechay namaz nahi perhi or na kabhi ijazat talab ki hai.. ilzam lagane wale ka farz banta hai ke woh sharee saboot de. Mager qayamat tak nhin de sake ga. or jhoota hone ke lye itna kafi hai ke woh suni sunayi baton pr bila tahqeq yaqen ker le. jese aaj kal facebook waghera pr ho raha hay.

Edited by Kilk-e-Raza
fixed some mistakes
Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

Mai Is side pe naya hu

Mujhe kuch aiteraz hai jo clear karna hai aap(admin) ijazat de to

 

aapki ye post lock hai shayad?

 

www.islamimehfil.com/topic/22937-ameere-ahle-sunnat-per-badmazhab-ke-peechhe-namaz-padhne-ka-aitraz/#

 

isme jo last comment hai kilk e raza naam ki id ka unhone maktoob ki tehreer ko thik se translate nahi kiya hai last ki kuch word aapni taraf se translate kiye hai roman me image ki asal ibarat aur kilk e raza ki abarat 1 jaisi nahi hai

Link to comment
Share on other sites

image ke pehle paragraph par aiteraz hai

 

"Alhamdulilah dawateislami ke qayam se saliha saal

pehle jab se Sayidi Alahazrat rehmatullah aleh ke

fatawa badmazhabon ke bare mein pedhe hain, tab

se badmazhabon ki iqtida haram samajhta hoon

aur ta dam e tehreer Wallah Billah ta'ala (qasam)

deedah o danista mai ne(ilyas attar sahab ne) kisi badmazhab ki iqteda me jaiz samaj kar ek baar bhi

namaz nahi padhi

 

isme akhri line me hai:-

''deedah o danista mai ne(ilyas attar sahab ne) kisi

badmazhab ki iqteda me jaiz samaj kar ek baar bhi

namaz nahi padhi'''

 

Isme saaf matlab zahir ho raha hai badmazhab ki iqteda me jaiz nahi najaiz samajh kar namaz padhi

 

ye amali sulehkulli wala amal huwa ya nahi?

Link to comment
Share on other sites

علامہ کی متعلقہ عبارت ہے


بدمذہبوں کی اقتداء حرام سمجھتا ہوں اور تادم تحریر واللہ باللہ تاللہ دیدہ و دانستہ میں نے کسی بدمذہب کی اقتدا میں جائز سمجھ کر ایک بار بھی نماز نہیں پڑھی


اس سے آپ نے "صاف مطلب " نکال لیا کہ انہوں نے بدمذہب کی اقتداء میں ناجائز سمجھ کر نماز پڑھی ہے۔ مطلب نکالنے پر تو خیر کوئی کیا پابندی لگائے، مگر اسے صلح کلّیت قرار دینا؟ آپ ہی فرمائیے، وہ کون سے صلح کلّیت کے داعی ہیں جو بدمذہبوں کی اقتداء حرام سمجھ کر کرنے کا حکم دیتے ہیں؟ خود اپنے منہ سے اپنے ایک عمل کو حرام کہتے ہیں اور لوگوں کو حرام کی ترغیب حرام کہہ کر دیا کرتے ہیں؟

Link to comment
Share on other sites

ارے حضور! بھڑکتے کیوں ہیں؟ مولانا نے ناجائز سمجھ کر بدمذہب کی اقتداء میں نماز پڑھی، یہ مطلب اختراع کر کے صلح کلیت کا الزام آپ ہی نے داغا تھا، تو یہ آپ ہی کے دعوے کا ایک حصّہ ہے جس پر میں نے سوال اٹھایا۔ اور معذرت کے ساتھ، آپ کا قیاس کسی پر حجت نہیں کہ اسے من و عن قبول کر لیا جائے۔ نہ ہی ہر نامعقول الزام کا ردّ کسی پر واجب۔ اپنے الزام کا ثبوت تو پیش کیجئے۔ اور کچھ نہیں تو عقل سلیم کی روشنی میں ہی اس کا جائزہ لے لیجئے، دوسروں کی گوشمالی بعد میں فرما لیجئے گا۔

Link to comment
Share on other sites

janab ahmad lahore sahab sab se pehli baat mai bhadak nahi raha hu

 

maine Suleh kulli ka ilzam daga tha ya sawal qayam kiya tha thik se padh le uper

aur aapse kisne kaha mere qayas ko tasleem kar lene bas mera itna mutalba hai agar wo matlab sahi nahi to uska rad kare ya mera matlab sahi hai to tasleem kare, haq tasleem karne me kya sharam,

kyunki 1 qaul ke 2 matlab to nahi ho sakte na?

Link to comment
Share on other sites

لیجئے جناب! ٹھیک سے پڑھ لیا۔ آپ نے لکھا تھا کہ آپ کو کچھ "اعتراض" ہے۔ محترم خلیل رانا صاحب نے مولانا کی تحریر نقل کرنے کے بعد آپ سے پوچھا کہ اس میں آپ کو کس بات پر اعتراض ہے؟ جواب میں آپ نے ناجائز سمجھ کر بدمذہب کی اقتداء میں نماز پڑھنے کا مطلب اختراع کر کے صلح کلیت کا شوشہ چھوڑ دیا۔ آپ سے التجا ہے کہ ایک مرتبہ آپ بھی اپنی تحریر کو ٹھیک سے پڑھ لیجئے، اس کے بعد لغت کی کسی کتاب میں لفظ اعتراض کا معنی دیکھ لیجئے، پھر فرمائیے گا۔ مزیدبرآں، ایک طرف آپ کہتے ہیں کہ میں نے تو بس سوال قائم کیا تھا، ساتھ ہی کہتے ہیں کہ اگر آپ کے بیان کردہ معنی کا ردّ نہ کر سکوں تو حق کو تسلیم کر لوں۔ جب آپ پہلے ہی اپنے "اعتراض" کو حق سمجھے بیٹھے ہیں، پھر یہ سوال کی اپج کا کیا مطلب ہوا؟


پھر اس سوال اور اعتراض کی بحث کے علاوہ ناجائز سمجھ کر بدمذہب کی اقتداء میں نماز پڑھنے کو صلح کلّیت قرار دینے کی آخر تُک کیا بنتی ہے، اس کی وضاحت تو فرما دیجئے، یا پھر مان لیجئے کہ یہ سہو قلم تھا۔ بقول آپ کے، حق کو تسلیم کرنے میں کیا شرم؟

Link to comment
Share on other sites

janab ahmed lohare sahab jawab aapko dena hai mere aiteraz ka lekin aap aapne hi sawal kiye ja rahe hai ajeeb baat hai saheb

 

aapne kaha ke: maine badmazhab ki iqteda me najaiz samajh ke padhne ka matlab akhtra kar ke sulehkulliyat ka shosha chod diya, mere tehreer me kis lafz se aapko sulehkulli ka shosha chorne wali baat nazar ayi uski nishandahi kar de aap baraye mehrbani?

 

aur mere bayan karda maani ko aap hamesha yaha waha kar ke gol kyu kar rahe hai, mera to aap se bas yahi mutalba hai agar mera bayan karda maani durust nahi to aap aapni zabani 1 baar uski wazahat farma de ke ye sahi hai ya galat?, aur agar mere bayan karda maane ko mai haq samajh betha hu baqaul aapke, to aap aapna maane irshad farma de janab awam ko taake haq baat wazeh ho jaye

 

chaliye aapke liye aasani karte hai aap sarbarah e dawate islami ilyas attar sahab ka tasaweur zahen me na rakhe aur mere pehle aiteraz ka jawab de de

 

mera pehla aiteraz ke badmazhab ki iqteda me najaiz samajh ke namaz padh lena ye amali sulekulli huwa ya nahi iska bhi jawab de?

Link to comment
Share on other sites

(bis)

پہلی جماعت تو رشید احمد گنگوہی سربراہ جماعت دیوبندیہ کی ہے

آجکل یہ لوگ اس فتویٰ  کےباوجودسعودی عرب میں وہابیہ کی اقتداء میں نمازیں پڑھتے ہیں

آپ فرماءیں کہ ان کا یہ فعل صلح کلیت ہے یا منافقت ہے؟

4.jpg

5.jpg

Edited by Khalil Rana
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...