wasim raza مراسلہ: 20 فروری 2015 Author Report Share مراسلہ: 20 فروری 2015 Sartaba qadam hai tanay, Sultan e Zaman phool, Lab phool dahan phool, zatan phool badan phool. Tinka bhi hamarey, hilaye nahin hilta Tum chaho to ho jaye abhi, kohay mehan phool. Sadqay mein teray baag to, kiya laye hain maan phool, Eis ghuncha e dil ko bhi, to imaanhoon kay ban phool, Wallah Jo Mil Jaaye Mere Gul Ka Paseena, Maange Na Kabhi Itar, Na Phir Chahe Dulhan Phool. Dil apna bhi shadai hai, us naakhunay-pa ka Itna bhi maheno-pay na, Ae charkhay kohan phool. Kiya baat Raza us chamanistan e karam ki, Zahra hai kali jis mein Hussain aur Hassan phool. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔