gmoin مراسلہ: 7 جنوری 2015 Report Share مراسلہ: 7 جنوری 2015 mujhe neeche diye gaye hawalon ke scan chahiye ager kisi ke paas ho to Allah ke vaaste de den. Bis millah hir rehmaan nir raheem Bahut se log ya fareeqian e mukhalif ye ikhtilaaf karte hain ki WASEELA shirk/bid’at/haram he. Or is cheez ka bhi ikhtilaaf hota hai ki adam alehi as salam ne rasool allah sallal laho alehi wassalam ke waseele se dua nahi ki,neeche diye gaye hawale is hadees ke talluq se ki adam alehe as salam ne waseela manga hai or ye Hadees in kitaab main di gayi hai. 1. Imam hakim ne AL MUSTADRAK MAIN jild-2 pg-222 hadees no.- 487 2. Imam tabrani ne MAJUMUL AUSAT pg -269 jild-7 hadees no-6487 3. Imam tabrani ne MAJUMUS SAGHEER pg-83 jild -2 4. Imam behki ne DALAILIL NABOOWAT main 5. Imam takyudin subqi (rd) ne SHIFAA US SIKAAM pg-359 per 6. Imam abdur rehmaan ibn e jauzi ne AL WAFA BE AHWAALE MUSTAFA pg-47 per 7. Imam abu noem ne DALAILUN NABUWAT main 8. Imam qazi ayaz ne AS SHIFAA jild-1 pg-173 9. Imam husamuddin hindi ne KANZUL UMAAL jild-11 pg-455 hadees no.32138 per 10. Imam ibn e as saakir ne TAREEK E DAMISHQ jild -2 pg-323 per 11. Imam ibne kaseer ( ahle hadees ke nazdeek bahut bade ulema) ne AL WIDAYA WAN NIHAYA jild -1 pg-323 12. Imam ibn e hajar askalani ne LISANUL MIZAAN main 13. Imam kastalani ne AL MOHEBUL LADUNIYA jild-1 main 14. Imam ab baki zarkani ne SHARA E ZARKAANI MAIN 15. Imam samhoodi ne AL WAFA jild-4 pg-1371 per 16. Imam ismail nabhaani ne TAFSIHIRUL BAYAN main jild 1 ayat QAD JAAKUM MINALLAHI NOOR ki tafseer main likha اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
wasim raza مراسلہ: 7 جنوری 2015 Report Share مراسلہ: 7 جنوری 2015 http://www.islamimehfil.com/topic/20527-tawassul-in-the-light-of-quran/ 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔