Syed Sumama مراسلہ: 29 دسمبر 2014 Report Share مراسلہ: 29 دسمبر 2014 Allah Ta'la Ne Tumhara Naam Muslim Rakha Hai Is (Quran) Me Aur Is Se Pehle Bhi. Yeh Hanfi Shafi Alhe Hadees Bervelvi Deobandi Kis Ne Rakha? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saad Qadri مراسلہ: 30 دسمبر 2014 Report Share مراسلہ: 30 دسمبر 2014 Allah Ta'la Ne Tumhara Naam Muslim Rakha Hai Is (Quran) Me Aur Is Se Pehle Bhi. Yeh Hanfi Shafi Alhe Hadees Bervelvi Deobandi Kis Ne Rakha? بھائی شافعی، حنبلی، حنفی، ملکی چاروں کا تعلق اہلسنّت سے ہی ہیں ، ہاں وہابیہ دیوبندیہ اور شیعہ وغیرہ اہلسنّت سے الگ ایک فرقہ ہے جن کے عقائد میں فطور ہے. آپ اس کتاب کا مطالعہ کریں http://books.nafseislam.com/read-book.php?book_id=413&book=deyobandion-ka-naya-deen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
shahzad6058811 مراسلہ: 31 دسمبر 2014 Report Share مراسلہ: 31 دسمبر 2014 summama sb, about 80 85 hijri main us waqat jo sahabi thay,ya taabi,taabayeen thay unhoon nay apnay aap ko sunni kehlwana shru kar dia tha.kion k us waqat kuch aisay firqay aa gay thay jo jamhoor islam k khilaf thay to apni pehchaan k liee a muslimaanoon nay kehlwaya sunni. ya lafz nikla hay AHLI SUNNAT WA JAMAT SAY. sunni sirf pakistan main naheen poori dunya main sunni kehlwaya jaatay hain .sirf 2 lfaz sunni ya shia. aik misal daita hoon is waqat baaqi baad main, sir syed ahmad khan nay kaha k HAZOOR nay khawb main miraaj kia. hum kehtay hain naheen hum us k aqeeday waalay naheen, sir syed jaisay loog naturee kehlaatay hain, us k muqablay main hum nay kaha naheen hum sunni hain kion k hamara aqeeda ya naheen,to 2 group saamnay aa gay. to is tarah bad mazhab k muqablay main sunni sunni raha and wodifferent naam lay kar aagay aatay rahay. please agar samjah naheen aa ee to baaqi ainda. main saada lafzoon main samjhaya kata hoon. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kilk-e-Raza مراسلہ: 31 دسمبر 2014 Report Share مراسلہ: 31 دسمبر 2014 Allah Ta'la Ne Tumhara Naam Muslim Rakha Hai Is (Quran) Me Aur Is Se Pehle Bhi. Yeh Hanfi Shafi Alhe Hadees Bervelvi Deobandi Kis Ne Rakha? Hadees pak men musilmano ke 73 firqe ban'ne ki kayi riwayaat mojod hain or us men AhleSunnat ko theek kaha gaya hay baqi ko jahanumi.. Is men ghor keren. AhleSunnat ka lafz aaya na ke Musliman ka.. or ahlesunnat ko aik firqa hi bataya gaya hay jo haq pr hoga. Tu ap ager neutral ban jayen jese kayi log aj kal kehte hain. tu ye bhi aik firqa hi hay. ke 73 firqe zaror banen ge. Aub ager koi ye pochey ke asli ahlesunnat kaun hai jab wahabi deobandi or deger bhi ye dawa kerte hain. Tu is ka jawab bohot hi aasan. Deobandi key mustanad ulema ne khud apne apko wahabi kaha hay. Or Deobandion ki mustanad kitab "Almohnid" men wahabi ko ahlesunnat se kharij bataya gaya hai. In tamam baton, yani 73 firqe, ahlesunnat haq pr or deobandion ke wahabi hone ke hawale issi site per mojod hain. Kuch search kerni pare gi. poch bhi sakte hain. Quran men hay ke Poocho ager ilm na ho. Haq rasta itni aasani se nhi milta. kuch mehnat kerni perti hay. Mojodah dehshatgard phatto tolla aka taliban.. sab wahabi deobandi, wahabi ghair muqallid or wahabi mododi (jamat islami) waghera se taaluq rakhta hay. supporters ki list dekh len media pr.. ye bhi in firqoun ke batil hone ki aik daleel hai. jis ki kayi riwayaat ahadith men aayi hain. dekh len aaj kal kaun log ye kam kr rahe hain ya isko support kr rahe hain. http://www.islamimehfil.com/topic/22798-%D8%A7%D8%AD%D8%A7%D8%AF%DB%8C%D8%AB-%D9%85%D8%A8%D8%A7%D8%B1%DA%A9%DB%81-%DA%A9%DB%8C-%D8%B1%D9%88%D8%B4%D9%86%DB%8C-%D9%85%DB%8C%DA%BA-%D8%AF%D8%A7%D8%B9%D8%B4-%D9%88-%D8%B7%D8%A7%D9%84%D8%A8%D8%A7%D9%86-%DA%A9%DB%8C-%D9%86%D8%B4%D8%A7%D9%86%DB%8C/#entry98258 Hanfi, shafi, maliki, hanbali waghera firqa nhi hain.. balke fiqah hain.. FIRQA or FIQAH men bohot farq hay or ye 4 fiqah ahlesunnat ke hi hain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Syed Sumama مراسلہ: 1 جنوری 2015 Author Report Share مراسلہ: 1 جنوری 2015 (ترمیم شدہ) Quran pak aur Hadith shareef se Refrence btayie? Edited 1 جنوری 2015 by Syed Sumama اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Syed Sumama مراسلہ: 1 جنوری 2015 Author Report Share مراسلہ: 1 جنوری 2015 Kia in 4 fiqh me se kisi ik ko na manna kufur ha? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 1 جنوری 2015 Report Share مراسلہ: 1 جنوری 2015 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
shahzad6058811 مراسلہ: 5 جنوری 2015 Report Share مراسلہ: 5 جنوری 2015 janab sumama sb, poori dunya main kaheen bhee batoor jamat ghair muqalad moujood naheen, sirf in do paak main. aap samjhtay hain sirf muslimaan pakistan main hain. har mulak main sirf 2 awaazain aati hain, shia ya sunni. aagay un say poochain which muslim ?wo jawab day ga, sunni hanfi,sunni shafi,sunni hambliee or sunni malki. (note indoneshia/malyasia/filpayaain)main shafi nahen shafaeen kehlaatay hain. siri lanka/maaldeep poora mulak(maldeep 99.99 % musliman hain. siri lanka main tamam muslimaan shaafi and plus qadri hain. wo har maheena 11ween ka khatam dilatay hain. aap taqleed pasand naheen kartay na karain. maira content kholain us main aik topic hay, muqalad kaun,wo parh lain. 14 tabaq ropshan ho ja ain. baat saari ya hay اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 5 جنوری 2015 Report Share مراسلہ: 5 جنوری 2015 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔