wasim raza مراسلہ: 18 نومبر 2014 Report Share مراسلہ: 18 نومبر 2014 (ترمیم شدہ) Ghair Muqallideen Aksar Kaha Karte Hain Ke Imaam Bukhari (Rha) Muqallid Nahi The BalkeGhair Muqallid The….…Jo Inki Naa Waqfi Aur Mutaalia Ki Kami Ki Baat Hai Kyunki In He Ke Baron Ne Imaam Bukhaari (Rha) Ko Muqallid Likha Hai….. 1) Nawaab Siddique Hasan Khaan Ne Imaam Bukhari Ko Shaafai Batlaaya Hai… Dekhiye : (Abjad Ul Uloom Jild 3 Safha 126-127). scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Imam%20Bukhari%20was%20a%20Shafie-Qanuji%20Abjad%20ul%20Uloom%20Proof.jpg 2. Imam Qastalaani (Rha) Ne Bukhari Ki Sharah IRSHAAD AS-SAARI Me Imaam Bukhaari (Rha) Ko Shaafai Naqal Kiya Hai… Dekho: Jild 1 Safha 33 . scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Imam%20Bukhari%20in%20Irshad%20us%20Saari%20by%20Qastalani.jpg 3. Hazrat Shah Waliyullah Dehlawi (Rha) Ne Bhi Inko Shaafai Qaraar Diya Hai Dekhiye: (Insaaf Safha 50) . scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Shahwaliullah%20on%20Imam%20Bukhari's%20Shafie%20Fiqh.jpg 4. Imam Subki (rta) mentioned him from al-Shafie School in his famous Tabaqat al Shafi’eeya pp 214 scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Imam%20Subki%20and%20Imam%20Bukhari.jpg 5. Kuch Log Imaam Bukhaari (Rha) Ko Hanbli Qaraar Dete Hain…… Ibne Taimiya Ka Yahi Rujhaan Hai… Chunaanche likhte Hain:. ”Aimma Hadees Jaise Bukhari.. Muslim..Tirmizi..Nasai..Aur Inke Alaawah Kuch Dosre Muhaddiseen Bhi Imaam Ahmad Aur Imaam Ishaaq Ibne Raahwiya Ke Muttabaeen Me Inka Shumaar Bhi Unhin Logo Me Se Hai Jinhone Un Dono Se Fiqah Aur Hadees Ka ilm Haasil Kiya”. (Faatwa..jild 25 Safha 232) scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Ibne%20Taymmiyah%20on%20Imam%20Bukhari's%20Shafi'iyat.jpg 6. Ibn al Qayyim the famous student of ibne Taymmiyah also declared him from Hanabils. i.e., Hanbali A’laam Ul Muqaeen, Jild 3 Safha 543 scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Ibneqayyim%20and%20Imam%20Bukhari.jpg Baher Haal Imaam Bukhari (Rha) Khwaah Imaam Shafai (Rha) Ke Muttabe Wa Muqallid Hon…Khwaah Imaam Ahmad (Rha) Ke Muttabe Aur Muqallid Hon…Woh The Muqallid He…Kisi Ne Unko Ghair Muqallid Nahi Qaraar Diya Hai… Isliye Imaam Bukhaari (Rha) Ke Baare Me Ye Kehna Ke Woh Ghair Muqallid The Bila Tehqeeq Baat Hogi…Aur Agar Unko Muqallid Nahi Balke Mujtahid Mutlaq Qaraar Diya Jaaye To Woh Aise Mujtahid The Ke Unki Fiqhi Maslak Ko Ummat Ne Qubool Nahi Kiya Aur Na Islam Ki Tarikh Me Imaam Bukhari (Rha) Ka Koi Muttabe…Muqallid Nazar Aata Hai…Imam Tirmizi (Rha) Imam Bukhari (Rha) Ke Khaas Shagird The Woh Hadees Ke Silsila Me To Imam Bukhari (Rha) Ki Raaye Aur Unka Qaul Naqal Karte Hain Magar Fiqhi Mazhab Ke Bayaan Me Unka Kahin Zikr Nahi Karte….Ya’Ni Khud Imam Tirmizi (Rha) Ki Nigaah Me Bukhari (Rha) Sirf Muhaddis The Fiqah Me Unka Alag Se Koi Mazhab Nahi Tha…Balke Woh Yaa To Imaam Shaafai (Rha) Ka Qaul Ikhtiyaar Karte Hain Ya Imam Ahmad Bin Hanbal (Rha) Ka. Albatta ilm-E-Hadees Me Woh Mujtahid The…Aur Aimma Hadees Me Unka Muqaam Buland Tha….Aur Ab Aakhir Me Batur Lateefa Ye Bhi Sun Lijiye Ke Agar Aap Unko (Imaam Bukhaari [Rha] Ko Ghair Muqallid Bhi Qaraar Denge To Woh Is Zamaane Wale Ghair Muqallid Nahi The. …Is Liye Ke Is Zamaana Ke Ghair Muqallido Ka Mazhab Ye Hai Ke Ek Majlis Ki 3 Talaaq 1 Hogi Aur Imaam Bukhari Ke Yahan Ek Majlis Ki 3 Talaaq 3 He Shumaar Hogi….Aaj Ke Ghair Muqallidon Ka Mazhab Ye Hai Ke Haalat E Haiz Me Jo Talaaq Di Jaayegi Woh Waaqe Na Hogi..Imaam Bukhari (Rha) Ke Yahaan Waaqe Ho Jaayegi….Aaj Kal Ke Ghair Muqallideen Ek Haath Se Musafah Karte Hain..Imaam Bukhari (Rha) Dono Haath Se Musaafah Ke Qaayel The…. Aaj Kal Ke Ghair Muqallideen Tahajjud Aur Taraaweeh Ko Ek Batlaate Hain…Imaam Bukhari (Rha) Ke Yahaan Tahajjud Alag Aur Taraaweeh Alag Namaz Thi. Aaj Kal Ke Ghair Muqallideen 8 Rakaat Taraaweeh Padhte Hain….Imaam Bukhari 8 Rakaat Taraaweeh Ke Qaayel Nahi The..Aaj Kal Ke Ghair Muqallideen Qabron Se Tabarruk Haasil Karne Ko Haraam Kehte Hain. Aur Imam Bukhari (Rha) Qabro Se Tabarruk Haasil Karne Ke Qaayel The… Chunaanche Unhone Apni Taareekh Likhne Ki Ibtida Aan Huzoor Sallallahu AlaihiWasallam Ki Qabr Mubarak Ke Paas Baith Kar Ki…. Edited 18 نومبر 2014 by wasim raza اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
wasim raza مراسلہ: 18 نومبر 2014 Author Report Share مراسلہ: 18 نومبر 2014 (ترمیم شدہ) Imaam Bukhari (Rha) Khud Farmaate Hain:.”Maine Apni Taareekh Ki Tasneef Ki Ibtida Madeena Munwwara Me Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam Ki Qabr [Mubarak] Ke Paas Ki”. (Muqaddama fath Ul Bari Safha 479). scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Muqadama%20Fathul%20Bari%20-%20Imam%20Bukhari'%20on%20Roza%20e%20nabawi.jpg Haafiz ibne Hajar (Rha) Likhte Hain:.”Unke Paas (Ya’Ni Imaam Bukhaari Ke Paas) Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam Ka Kuch Baal Mubarak Thay Wo Use Apne Libaas Me Rakhte The”.Dekhiye: (Muqaddama Fathul Baari Safha 482) scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Ibne%20Hajar%20Imam%20Bukhari%20Prophet's%20sacred%20hairs%20as%20tabaruk.jpg Syaduna Imam Bukhari wrote his Tareekh near Qabrun Nabi (alehisalatowasalam) (Tazkirat up Hiffaz) scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/QabrunNabi%20and%20Imam%20Bukhari.jpg Imam Ibne Athir (rta) mentioned Imam bukhari Imam Muslim, Imam Abi Dawod, Imam Ahmed bin Hanbal, Imam Yahya bin Maeen, under the students of Imam Shafi’e. Like this is another reference by Ibne Athir (Rta) that Imam Shafie was also among Shuyukh of Imam Bukhari (rta) . Al-Jamey ul Usool fi Ahadith al Rasool (sall Allahu alehi wasalam) Pp181 Vol1- Under chapter of Imam Shafi’e. scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/JamyulUsoolfi%20ahadith%20al%20rasool.jpg Edited 18 نومبر 2014 by wasim raza اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
wasim raza مراسلہ: 18 نومبر 2014 Author Report Share مراسلہ: 18 نومبر 2014 Scans from Tabaqat al- Hanabila scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Tabaqat%20e%20Hanabla%20Front%20page.jpg 1. Imam Abi Dawood Sajistani (rd) scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Tabaqat%20al%20Hanabala%20Imam%20Abi%20Dawood.jpg 2. Imam Ahmed bin Hasan Abul Hasan, Tirmidhi scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Tabaqat%20al%20hanabala%20-%20Abul%20Hasan%20tirmiz.jpg 3. Imam AbduRehman bin Muhammad bin Idrees al-Razi scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Tabaqat%20al%20Hanabila%20Imam%20abi%20hatim%20al%20raazi.jpg Tabaqat al Kubra of Imam Abdul Wahab al -Shaarani (rd) scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Tabaqat%20al%20Kubra%20(a).jpg 4. Imam Abu Zakariah Yah’ya bin Mu’az bin Jafar al-Waiz al-Razi scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Tabaqat%20al%20Kubra%20-%20Abi%20zakriya%20al%20Razi.jpg 5. Imam Abubakar bin Muhammad Haa’mid al -Tirmizi. scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Tabaqat%20al%20Kubra%20-%20Abu%20Bakar%20muhammad%20al%20Trimizi.jpg 6. Abu Bakar al-Shibli scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Tabaqat%20al%20Kubra%20-%20Abu%20Bakar%20Shibli.jpg 7. Abu Muslim al -Khawlani and Abu Saeed al hasan al Basari (rd) scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Tabaqat%20al%20Kubra%20-%20Abu%20Muslim%20al%20Khawlani-Abu%20Saeed%20hassan%20al%20Basari.jpg 2. https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Tabaqat%20al%20Kubra%20-%20Abu%20Muslim%20al%20Khawlani-Abu%20Saeed%20hassan%20al%20Basari2.jpg 8. Hazrat Syadi Bahloul Majnun and Syadi Fudhail Ibn Iyad (rd) scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Tabaqat%20al%20Kubra%20-%20Bahlaul%20Majnun-%20Fudhail%20bin%20Iyad.jpg 9. Imam Muhammad bin Ismail Bukhari (rta) scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Tabaqat%20al%20Kubra%20-%20Muhammad%20bin%20Ismail%20al%20Bukhari.jpg اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
wasim raza مراسلہ: 18 نومبر 2014 Author Report Share مراسلہ: 18 نومبر 2014 Some Female Scholars and Sufis of glorious Islam... 1. Hazrat Syadatuna Rabia’ al Adawi and Aisha bint Abi Jafar al Sadiq (Rd). scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Tabaqat%20al%20Kubra%20-%20Rabia%20al%20Adawiyah%20-%20Aisha%20bin%20Imam%20Jafar%20Sadiq.jpg 2. Syaduna Junaid al – Baghdadi (rd) scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Tabaqat%20al%20Kubra%20-%20Sayduna%20Junaid%20al%20Baghdadi.jpg 3. Syaduna Shafiq al Balkhi and Khwaja bistami (rd) scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Tabaqat%20al%20Kubra%20-%20Shafeeq%20Balkhi%20-%20wa-%20Bistami.jpg 3. Syaduna Sheikh Siri al-Siqti scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Tabaqat%20al%20Kubra%20-%20Sheikh%20Siri%20Siqti.jpg 4. Hazrat Sheikh Syadi Abdul Qadir al -Jilani al-Hanbali (rd) scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Tabaqat%20al%20Kubra%20-%20Syadi%20Shayikh%20Abdul%20Qadir%20al%20Jilani%201.jpg Sheikh Abdul Qadir al Jilani (Scan 2) https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Tabaqat%20al%20Kubra%20-%20Syadi%20Shayikh%20Abdul%20Qadir%20al%20Jilani%202.jpg 5. Sheikh Syaduna Dhul-nun al-Misri (rd) scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Tabaqat%20al%20Kubra%20-%20Zulnun%20Misri.jpg اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
wasim raza مراسلہ: 18 نومبر 2014 Author Report Share مراسلہ: 18 نومبر 2014 (ترمیم شدہ) From Tabaqat e Ulema al- Hadith (Scholars of Hadith history) https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Tabaqat%20e%20Ulema%20al%20Hadith%20by%20Al%20Damishqi.jpg 1. Sunan Abi Dawood – Imam Abi Dawood (rd)’s Son scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Tabaqat%20e%20Ulema%20al%20Hadith%20by%20Al%20Damishqi-%20Imam%20Abu%20Dawood%20(Sunan%20abi%20dawood).jpg Another muhaddith Imam Ibn Hajar al asqalani was also following madhab of Imam Shafi’e (rd). Such that its proof that he was also muqallid from Shafi’e School of Thought. So if we apply the rule of today’s so called followers of Salafi.e., Salafism, its proven that then we will have to consider all these famous scholars as polytheists . This is direct denial of Prophetic Rule, that Majority of the Ummah will be always on righteous way. So can we accept (Salafism’s Islam ) or we still carry out Traditional orthodox authentic Sunni Sufi Islam .? Choice is yours.! Tagh’liq al ‘tal’eeq ala Sahih al-Bukhari- by- Hafidh Ahmed bin Ali ibn Hajr al-Asqalani, Published by Dar al Ammar and Maktab al Islami. scan 1 : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Imam%20Ibne%20Hajar%20Al%20Shafie%20(a).jpg scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Imam%20Ibne%20Hajar%20Al%20Shafie%20(.jpg Wahhabis favourite Imam Dhahabi (rta) mentioned Imam Qurtubi among the Shayukh of Shafi’iya School of thought. [Mojam'al Shuyukh; Al Mojamul Kabeer- Imam Zahbi.Vol2. Dar al Siddique . Makkah al Mukarima (Ksa) Pp 37] scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Imam%20Qurtubi%20as%20Shafie%20by%20Imam%20Zahabi Another scholar of Salafi’es, Ibne Qayyim al Jawzi is been mentioned among Tabaqat al Hanabila (i.e, from Hanbali School of Thought). [Al-Mojam'ul' Mukh'tas bil Muhadi'theen, Imam Shamsuddeen Muhammad bin Ahmed bin Uthman al- Dhahbi- Maktabaul Siddique , Ta'if Makkah al Mukarrama ] Ksa. scan : https://cc04622ae3f8b9745f1e3d41a2a69f182c7f74fb.googledrive.com/host/0B-FhaTv-dc2ISk1qZ05NdE5ZT1k/Imam%20Zahbi%20about%20Ibne%20Qayyim%20al%20Jawzia%20as%20Hanbali%20school%20 Edited 18 نومبر 2014 by wasim raza اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam.e.Ahmed مراسلہ: 20 نومبر 2014 Report Share مراسلہ: 20 نومبر 2014 yeh sub to Zaeef Hawalay hein .... ( ahl-e-hadith jawab - as usual ) :P 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
wasim raza مراسلہ: 20 نومبر 2014 Author Report Share مراسلہ: 20 نومبر 2014 (ترمیم شدہ) yeh sub to Zaeef Hawalay hein .... ( ahl-e-hadith jawab - as usual ) :P Ji bilkul bhai. Unke Maslak ke khilaf hai to Zaeef to hongein hi. Edited 20 نومبر 2014 by wasim raza اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
shahzad6058811 مراسلہ: 20 نومبر 2014 Report Share مراسلہ: 20 نومبر 2014 waseem sahib,bahut mehnat kee aap ny, yes Imaam bukhari shaafi ul mazhab thay اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
wasim raza مراسلہ: 20 نومبر 2014 Author Report Share مراسلہ: 20 نومبر 2014 waseem sahib,bahut mehnat kee aap ny, yes Imaam bukhari shaafi ul mazhab thayJi Shahezad bhai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
FznSg مراسلہ: 27 نومبر 2014 Report Share مراسلہ: 27 نومبر 2014 IMAM BUKHARI NE APNI SAHEEH ME KAI JAGAH APNE MAUQIF PER ISTEDLAAL KARTE HUE MAZMOON SE MUKHTALIF AHADITH SE ISTEDLAL KIA HAI UNKA FIQHI RUJHAAN SHAFAI MASLAK KI TARAF HAI MAGAR BA FARZE MUHAAL UNHE MUJHTAHID MAAN LIA JAAYE TO B UNKA FIQH BOHOT KAMZOR SAABIT HOTA HAI 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
FznSg مراسلہ: 27 نومبر 2014 Report Share مراسلہ: 27 نومبر 2014 AUR HAR GAIR MUQALLID KO DAWAT HAI KE WO MUATTA IMAM MUHAMMAD AUR SHARH MAANIUL ASAAR KO PADHE AUR HUMARE CHAMKTE SITAARO KI MAANIND FUQAHA KI AZMATO KO MULAHIZA KAREIN 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
FznSg مراسلہ: 27 نومبر 2014 Report Share مراسلہ: 27 نومبر 2014 SHUROOH E BUKHARI ME DEKH LIJIYE CHAHE SHAFAI SHARAH B HO MASLAK FATHUL BAARI MAGAR IMAM BUKHARI KO KAI JAGAH ISTEDLAL ME KHAT'E QARAR DIA HAI KYUKE BAAB KE UNWAAN SE MUKHTALIF MAZMOON KI HADEETH WO US BAAB KE UNWAAN PER ISTEDLAL KE LIYE LAATE HAIN AGAR CHE HADEETH SAHEEH HOTI HAI اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
FznSg مراسلہ: 27 نومبر 2014 Report Share مراسلہ: 27 نومبر 2014 IMAM BUKHARI KI NAQL KARDA HADEETH KE AKSAR HISSE KE SAHEEH HONE ME KISI KO IKHTILAF NAHI HOGA MAGAR UNKE FIQH ME MOTABAR HONE KA KOI QAIL NAHI HAI 1400 SAALO ME AGAR AB KOI QAIL HAI TO ZAROOR BIDDATI HAI اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔