Jump to content

Changeez Khan Ka Reham


Shareef Raza

تجویز کردہ جواب

  • 1 year later...
  • 2 months later...
  • 3 months later...
aisay raham say tu acha tha na hi kurta wo raham

Sister mere khayaal men us ne ye soch kar us ke pait men Naiza mara hoga ke bacha agar doob kar marega to is ki saans buhat dushwari se nikle gee, kiyoun ke doobine men time lagtaa hay, Lihaza is ko neza maar kar aik hee jhatike men khatam kar deta hoon. :)

(salam)

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Bhai jaan jo shakhs karoron logon ka qaatil ho, us se aise hee raahm kee umeed kee jaa sakti hay. Changez khaan ab bhee QAATIL NO: 1 ke naam se pahichana jata hay, yaane jitne Qatal is ne kiye hain, utine kissi ne bhee nahin kiya, Aur changez ko is liye "Khopiriyon ka Badishah" Bhee kaha jata hay.

(salam)

Link to comment
Share on other sites

Haan malang bilkul theek kaha tum ne. Jaise tumhaare Roohani JAD-E-AMJAD (Isma'eel Qateel) ke jihaad wali baat, Lara thaa N.W.F.P ke musalimanon se , aur kaha ke jihaad kar rahaa hoon sikhon se :)

Ab is men to hansi b hay aur dukh b. hansi is liye ke musalimanon us ko sikh nazar aa rahy thy. dukh is liye bechare musalimanon ko us ne qatal kyaa, un k gharon ko loota. Wo Changez ki tarah samajh raha thaa ke mein achaa kaam kar rahaa hoon. :). I thnik Isma'eel dahlivi ke Changez khaan dom (2nd) kahina chaahiye. :)

Malang kyaa peshawar par kabhi sikhon ki hukumat hu'ee thee ? agar haan to batao ke kis kis hukmiraan ne kis kis san (Year) se le kar kab tak kee thee. Poori najdiyat agar airyon ko zor lagaye na phir b jawaab nahin de sakti.

Link to comment
Share on other sites

Mr: Malang tum malang zaroor ho, Lakin kuch pee kar hee malang huwaa hay :)

Ahmed Shah Abadaali aaya thaa India men naa ke Peshawar men. Hadrat Shah Wali-ul-Allah Muhadith Dehlivee (ra) ne us ko dawat dee thee, aur wo b marhatoon par hamlaa karnie ke liye. Pani Pat ke medaan men 19th October 1760 Ahmed Shah Abdali aur Marahton ke darmiyaan Jang huee thee, jis men Lakhon ki ta'adaad men marhate shareek thy, Aur us jang men itne marhate maare gaye ke huindustan men shayad hee ko'ee marhaton ka aisaa ghar ho jis men maatam na huwaa ho.

Abe doosiron ko b khud kee tarah Jaahil samjhaa hay kiyaa, Ye to sirf mein ne apni yada'ish ke zor par likhaa hay, Aur "History" meri field of intrest nahin hay, Mein is waqt B.Engineering kar raha hoon Computer System men. Agar history ke kitaab uthata to tere akaabiron ko bilkul hee .............. kar deta. Ab Jaldi se un sikh hukmiranon ke naam likho, jinhon ne Peshawar par hukoomat kee hay, aur un ki hukuoomat ka Duration (tenure) kitnaa thaa ???

Shaabas Jaldi kar, Aik baat batata hoon, agar tum ne ye baat saabit kardi naa to tumhare Isma'eel Dehlive par lagaa huwaa daagh mit saktaa hay, Lakin tere bare bare ye sab nahin kar sake hain, too kis khait ki molee hay ?? :)

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...