FaisalRaza مراسلہ: 15 اکتوبر 2014 Report Share مراسلہ: 15 اکتوبر 2014 ASSALAAMO ALAIKUM MERE SUNNI BHAIO KYA MUJHE IS TAFSEER KA SCAN PAGE MIL SAKTA HAI Aur ye jaiz hai Allah ta'aala ne apne habib Muhammad sallallaho Alaihe wasallam ko qayamat ke wuqoo' (wqat) ka mukammal taur par ilm de diya ho Lekin na is tareeqe se ki zaate baari ta'aala ke ilm ke saath musawaat o ashtabah ho (na is baat ki ijazat di ho ki aap sallallaho Alaihe wasallam is ilm ko jo asrar e ilahiyah me se hai) logo ke samne bayan karte phire balke aap par wajib o zaroori qarar diya ki aap is raaz o hikmat ko chupa kar rakhe aur kisi se iska tazkirah na farmaye. Aur is (ilm e qayamat) me bhi huzoor Alaihissalaato wassalaam ki ye khusoosiyat hai (roohul-ma'aani, jild 11,safa 113) AGAR KISI BHAI KE PAAS ISKA SCAN HO TO ZAROOR YAHA DE KAR APNE NAMA E A'AMAAL ME KHOOB KHOOB AJR O SAWAB KAMAYE SHUKRIYA اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 15 اکتوبر 2014 Report Share مراسلہ: 15 اکتوبر 2014 Salam alayqum,Baee safa aur volume kafi nahin. Surat aur ayaat ka reference deeya karen kuen kay har printer kee jilden aur saffoon meh kuch aur hota heh. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Zahidmobi88 مراسلہ: 16 اکتوبر 2014 Report Share مراسلہ: 16 اکتوبر 2014 I think ye tafseer surah luqman ki akhri ayato ke maa tahet hai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 16 اکتوبر 2014 Report Share مراسلہ: 16 اکتوبر 2014 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Zahidmobi88 مراسلہ: 16 اکتوبر 2014 Report Share مراسلہ: 16 اکتوبر 2014 JazakAllah khalil bhai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔