Jump to content

Distance In Husband Wife...?


hunny

تجویز کردہ جواب

Quran o hadith ki roshni main agar shohar 10 saal sy biwi k qareeb na aya ho or koi azdwagi rishta na bnaya ho to kya hukam hai... ?

 

Aik aam mian biwi jn k beech main sab kuch theek ha or wo aik dusray k qareeb b atay hain laikn 3 dinoun sy biwi us k qareeb janay ki koshish kar rahi hai or shohar har bar mana kr daita hai is k baray main kya hukam hai... ?

 

Umar k konsay hisay main mian biwi ko karna chor daina chahye...???

 

Please guide me.

Thanks

Link to comment
Share on other sites

waisay ya swal kisi doctor ya hakeem ka hay.

 

nafees swaal kia karain.  ten saal say mian bivi apas main naheen milay to agar husband naheen parwah kar raha to gunahgaar hay. agar is qabil naheen to b v ko talaq day day. agar b v lift naheen kaeaati to b v gunahgaar. hudsband doosri shadi kar lay. is k bawajood dono is waqat tak mian b v he hain. na milnay say talaq naheen hoti

 

jo haqooq pooray naheen honay day raha wo gunahgaar.  husband b v ka gunah main parnay ka andaisha hay.

 

husband 3 din say lift naheen kara raha to  ko e khas baat naheen.  mian   b v donoon ka  baaz dafa mood naheen hota to is main ko e gabrahat ys paraishanee ke baat naheen. kabhi b v bhee keh sakti hay k maira mood naheen.

 

age ke ko e pabandi naheen apas main milnay  main.

 

kosish karain is tarah k swaal na karain.  kissi local molvi ya dost say pooch saktay hain.   ya ko e aisay shari masyal naheen k in main uljha ja ay.  

Link to comment
Share on other sites

  • 4 years later...
  • 2 years later...

Meri dost kay husband kay sath hadsa paish agaya that aur taqreeban 9 saal sey woh mazoor hayn means unkay chest sey neechay jaan nahi hay bejaan hay.Meri dost 41 saal ki hay hum usko kehtay hay k woh dosri shadi karsakti hay.uski khala ka beta us say shadi main interested hay who aurat khud bhi zehni tor pay thak gai hay kindly uskay Baray main islam main kya hukkum hay.JazakAllah

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...