Zahidmobi88 مراسلہ: 19 ستمبر 2014 Report Share مراسلہ: 19 ستمبر 2014 Qazi sanaullah sahab rehmatullah alaihe farmate hai :- Tarjuma - aur mere (qazi sahab) nazdeek haq ye hai ki hurf e muqatte'at mutashabehaat me se hai aur ye Darasl Allah aur uske rasool ke darmiyan asrar hain, inke zariye Allah ta'aala ne aam logo ko samjhane ka irada nahi farmaya, balke ifhaam e rasool in se maqsood tha aur jisko samjhana chaha jo huzoor ki itteba me mukammal hue hai. (yanj Allah ta'aala huzoor Alaihissalaato wassalaam ke un pairokaaro ko bhi is raaz se waqif kar deta hai jo huzoor ki itteba me kameleen hai) (tafseer e mazhari jild 1 safa 14) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
owaisi مراسلہ: 20 ستمبر 2014 Report Share مراسلہ: 20 ستمبر 2014 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Zahidmobi88 مراسلہ: 21 ستمبر 2014 Author Report Share مراسلہ: 21 ستمبر 2014 Bahot bahot shukriya owais bhai Allah aap ko hamesha khush rakhe Aur aap se aise hi deen ka kaam le Ameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Zahidmobi88 مراسلہ: 21 ستمبر 2014 Author Report Share مراسلہ: 21 ستمبر 2014 Bhaio ek aur cheez ka scen mil jata to bahot accha hota Allama suyooti alaihirrahma ne apni kitab itteqan uloom e quran abdullah ibn abbas raziAllaho Anho ka qaul naql kiye hai Ki meri oont ki rassi bhi gum ho jaye to use bhi mai quran se talash lunga Bhai uska agar orignal scen de dete to bahot Mehrbani hogi aap ki Shukriya Allah rabbul izzat aap sab bhaio ko nabi e paak s ke sadqe tufail aise hi deen ka kaam le Ameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 21 ستمبر 2014 Report Share مراسلہ: 21 ستمبر 2014 (ترمیم شدہ) Edited 21 ستمبر 2014 by Toheedi Bhai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Zahidmobi88 مراسلہ: 22 ستمبر 2014 Author Report Share مراسلہ: 22 ستمبر 2014 JazakAllah tauheedi bhai Allah aap ke ilm me aur izafiyat ata farmaye Ameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔