Jump to content

Ek Deobundi Na Muja Sa Sawal Kiya K Nabi Pak (صلی اللہ علیہ وسلم) Na Apna Liya Khud Janat Ki Dua Ki Hy


rehman alvi

تجویز کردہ جواب

Nabi akram (saw)  hamisha din main 100 martaba astaghfaar kia kartay  thay, kion? kia nauzubillah ghunaghaar thay.  naheen un kee har taaleem apni ummat k liee thee.  AAP (saw) ka uswaa haasaana hamaray liee ay mashal e rah hay.  jannat aap kay liee ay bana ee gaee alag cheez hay aur janat kee dua maangna alag cheez hay.  Aap (saw) nay janat kee dua ke ti is liee ay k hum bhee dua karain. agar astaghfaar kia to is liee ay k hum bhee  astaghfaar karain. 

 

aap nay har amal kia is liee ay k hum wo amal karain. hope you have understood now this.

Link to comment
Share on other sites

mujay kisi ko in ki kufria ibartain dekhani han is ya kitabain down load karni han ma alhamdulillah hanfi hon not deo band

 

Sabr karen talash kar kay aap ko link behjoon ga ... ibarat batahen aap ko scan pages mil jahen gay.

Edited by MuhammedAli
Link to comment
Share on other sites

hamza sb, aa kufria ibaarat to deobandi ko dikha dain gay, agar us nay ko e ulta swaal aap say kar dia,aur aap jawaab na day sakay to.  pehlay issi foroumn par  bahut saaray in kufria ibaartoon k baaray main topics hain, un ko study karain, aap abheemember banay hain aur fouran he mushkil swaal ka jawab pooch rahay hain.  pehlay khud ilam seekhain, un k jawab tiar karain, phir kissi ko dikha ain.  ziada behtar ho ga.  

 

aap ka jawab to ko e na ko e day ga hee,magar ya books bazar main bhee dastiaab hain, qibla  ahmad saeed kazmi sb ke book al haqul  mubeen paraihain ,is main swaal jawab kee taraz par kufria ibaarat kay baaray main likha huaa hay.   aap k 4 hours main 3 query aa gaee hain, itni jaldi kis baat kee, member honay ka shauk bhee hay to pehlay study karain phir kisi say baat karain, warna maar kha ja ain gay deobandi/wahabi say.

Link to comment
Share on other sites

 

asslam -o allikum 

koi mujay bata sakta hay kay taqwaitul emman Aur tehzerunaz kis site say down load ho sakta hay mujay mil nahi raha

 

 

 

Sabr karen talash kar kay aap ko link behjoon ga ... ibarat batahen aap ko scan pages mil jahen gay.

 

Tehzeer-un-Naas in PDF format ( deoband edition ) - mediafire link

 

http://www.mediafire.com/view/gmsc9tl75pst2l7/tahzeer_un_naas_(deoband_edition)_qasim_nanotvi.pdf

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...