shahzad6058811 مراسلہ: 1 ستمبر 2014 Report Share مراسلہ: 1 ستمبر 2014 kia quraan sharif main aisi ko e ayyat hay jis ka tarjma ya tafseer aisee ho jis say pata chalay k suraj zameen k gird ghoomta hay. is silsala main aik kitab hay AALA HAZRAT KE jis main sabit kia gia hay k sooraj ghoomchalanay kay liee ta hay. kitab kay naam main harkat zameen type ka naam aata hay. agar kissi kay paas ho to paste kar dain. kia ya bhee sahee hay k suraj ko chalaanay kay liee frishtay muqarar hain jo is ko daily khainchtay hain. please is baaray main kisi ko jo ilam ho share karain. aur book paste kar dain. thank you اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam.e.Ahmed مراسلہ: 2 ستمبر 2014 Report Share مراسلہ: 2 ستمبر 2014 dear Shahzad, file attached in .zip format, extract it, this will be an .exe file which run by double click ( if any problem, please consult with islamieducation.com, may be you find a PDF version there ) QURAN_AUR_SCIENCE.zip Allah Hafiz . اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
wiki0 مراسلہ: 2 ستمبر 2014 Report Share مراسلہ: 2 ستمبر 2014 سورۃ یٰس. آ یت 37 ( اور سورج چلا جا رہا ہے اپنے مقرر کئے ہوئے راستے پر ) 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mughal... مراسلہ: 2 ستمبر 2014 Report Share مراسلہ: 2 ستمبر 2014 Question: Does the Sun move around the Milky Way? Answer:Yes, the Sun - in fact, our whole solar system - orbits around the center of the Milky Way Galaxy. We are moving at an average velocity of 828,000 km/hr. But even at that high rate, it still takes us about 230 million years to make one complete orbit around the Milky Way! The Milky Way is a spiral galaxy. We believe that it consists of a central bulge, 4 major arms, and several shorter arm segments. The Sun (and, of course, the rest of our solar system) is located near the Orion arm, between two major arms (Perseus and Sagittarius). The diameter of the Milky Way is about 100,000 light-years and the Sun is located about 28,000 light-years from the Galactic Center. You can see a drawing of the Milky Way below which shows what our Galaxy would look like "face-on" and the direction in which it would spin as viewed from that vantage point. Also shown, is the location of the Sun in the big picture view of our Galaxy. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam.e.Ahmed مراسلہ: 2 ستمبر 2014 Report Share مراسلہ: 2 ستمبر 2014 dear Mughal, will you please inform us the Source of this information? ( just to share with those who are not believing in this ). regards. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
shahzad6058811 مراسلہ: 2 ستمبر 2014 Author Report Share مراسلہ: 2 ستمبر 2014 dear mughal bhaee,thank you. but is silsala main aik kitabcha AALA HAZRAT ka bhee hay jis main buhat tafseel hay. harkat, zameen, mubeen aisay kuch naam hay book ka. aik coloumn nigar kaafi acha likh raha hay zameen aur aasmaan ke paidish par. main nay us ko ya book send karni hay. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mughal... مراسلہ: 2 ستمبر 2014 Report Share مراسلہ: 2 ستمبر 2014 http://starchild.gsfc.nasa.gov/docs/StarChild/questions/question18.html اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mustafaye مراسلہ: 2 ستمبر 2014 Report Share مراسلہ: 2 ستمبر 2014 Fauz e Mubeen Dar Radd e Harkat e ZaminUrdu: http://www.alahazratnetwork.org/modules/booksofalahazrat/item.php?itemid=216 English: http://www.barkati.net/book/english/Complete_AFairSuccess.pdf -اسی موضوع پر مفتی فیض احمد اویسی صاحب کی بھی ایک کتاب موجود ہے ، اسکا نام ذہن میں نہیں آ رہا اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
shahzad6058811 مراسلہ: 3 ستمبر 2014 Author Report Share مراسلہ: 3 ستمبر 2014 thank you bhaee, i have forwarded your e mail to concerned person. if any thing happens by him or he requires somethng,i will inform you. again thank you اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mustafaye مراسلہ: 4 ستمبر 2014 Report Share مراسلہ: 4 ستمبر 2014 -اعلی حضرت نے حرکت زمین کے رد میں چار کتابیں تصنیف فرمائیں- نام ملاحظہ ہوں اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
shahzad6058811 مراسلہ: 13 ستمبر 2014 Author Report Share مراسلہ: 13 ستمبر 2014 kia aap ya 4 books paste kar saktay hain. main nay fouze mubeen waali book coloumn nigar ko sent kee thee jis nay kaafi kaam kia zameen aur aasmaan ke paidaish par. wo kehta hay zameen ghoomtee hay suraj kay gird aur sooraj ghoomta hay milkee way main. jo kahay kay zameen sakin hay, wo aisay hay k jaisay ko e kahay k machlee zameen par zinda reh sakti hay aur insaan paani main. ya us k alfaaz hain. us ka e mail address [email protected] .pk اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
shahzad6058811 مراسلہ: 14 ستمبر 2014 Author Report Share مراسلہ: 14 ستمبر 2014 mundarja baala 4 books kahan say milain gee اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mustafaye مراسلہ: 15 ستمبر 2014 Report Share مراسلہ: 15 ستمبر 2014 -نزول آيات فرقان به سكون زمين وآسمان http://www.alahazratnetwork.org/modules/booksofalahazrat/item.php?itemid=214 -باقی کتابیں انٹرنیٹ پر مجھے دستیاب نہیں ہو سکیں اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
owaisi مراسلہ: 29 ستمبر 2014 Report Share مراسلہ: 29 ستمبر 2014 (ترمیم شدہ) فوز مبین در رد حرکت زمین http://www.nafseislam.com/en/Literature/Urdu/Books/2013/004/_od/AH_0010.pdf معین مبین بہر دور شمس و سکون زمین http://www.nafseislam.com/en/Literature/Urdu/Books/2013/004/_od/AH_0023.pdf الکلمۃ الملھمۃ فی الحکمۃ المحکمۃ لوھاء الفلسفۃ المشئمۃ http://www.nafseislam.com/en/Literature/Urdu/Books/2013/004/_od/AH_0002.pdf Edited 29 ستمبر 2014 by owaisi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faysal مراسلہ: 24 اکتوبر 2014 Report Share مراسلہ: 24 اکتوبر 2014 -اعلی حضرت نے حرکت زمین کے رد میں چار کتابیں تصنیف فرمائیں- نام ملاحظہ ہوں 1.jpg اگر زمین حرکت نہیں کرتی تو رات اور دن کیسے بدلتے ہیں ؟ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
wasim raza مراسلہ: 24 اکتوبر 2014 Report Share مراسلہ: 24 اکتوبر 2014 اگر زمین حرکت نہیں کرتی تو رات اور دن کیسے بدلتے ہیں ؟ ﺍﯾﮏ ﻣﻠﺴﻤﺎﻥ ﮨﻮﻧﮯ ﮐﮯﻧﺎﻃﮯ ﻣﯿﺮﺍ ﺗﻮ ﭘﺨﺘﮧ ﯾﻘﯿﻦ ﮨﮯ ﮐﮧ ﺯﻣﯿﻦ ﺳﺎﮐﻦ ﮨﮯ ﺍﻭﺭ ﺳﻮﺭﺝ ﭼﺎﻧﺪ ﺣﺮﮐﺖ ﻣﯿﮟ ﮨﯿ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
wasim raza مراسلہ: 24 اکتوبر 2014 Report Share مراسلہ: 24 اکتوبر 2014 Hum Khana Kaba K Gird Tawaf Krte HAin Aap Sb Ko Arsh-e-Mualah Ko To Pata HOga OR yeh BHi Pata HOga K har Cheez Ka eik Medium (Markaz) Hota hai is trha Arsh-e-Mualah Bhi Khana Kaba Ka Markaz Hai Jis PEr Se Na KOi Aeroplane Guzar Skta Hai Na Koi Bird ye Shair To Suna HOga Kabe K Uper Se Jate NAhi Hain Kis KO Adab YEh Sikhate NAhi Hain.......Kitne Muadib Hain YE Kabutar Allah HU Akbar Allah Hu Akbar... Khair Aap sochiye Jis Pe Allah OR Us K Rasool Ka Ghar Ho Woh Kisi K Gird Ghum Skti Hai. e.g Lijie Zameen Ghumti Hai To 5 Sec Main Mamuli SI Harkat To Krti Ho Gi Hai Na Aap Eik Small Stone Ka Piece uthaye Or Use Hawa Main Uchal Dijiye Woh Wahin Girta Hai Jahan US Ka Markaz Ho LAkin Agar Zameen Ghumti Hai TO MArkaz Bhi Change Ho Ga to stone Wahin Q Girta Hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faysal مراسلہ: 25 اکتوبر 2014 Report Share مراسلہ: 25 اکتوبر 2014 (ترمیم شدہ) ﺍﯾﮏ ﻣﻠﺴﻤﺎﻥ ﮨﻮﻧﮯ ﮐﮯ ﻧﺎﻃﮯ ﻣﯿﺮﺍ ﺗﻮ ﭘﺨﺘﮧ ﯾﻘﯿﻦ ﮨﮯ ﮐﮧ ﺯﻣﯿﻦ ﺳﺎﮐﻦ ﮨﮯ ﺍﻭﺭ ﺳﻮﺭﺝ ﭼﺎﻧﺪ ﺣﺮﮐﺖ ﻣﯿﮟ ﮨﯿ پھر ایک مسلمان کو یہ بھی بتا دیں دن اور رات کس کے حرکت کرنے سے بدلتے ہیں ؟ Edited 25 اکتوبر 2014 by Faysal اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sag e Madinah مراسلہ: 25 اکتوبر 2014 Report Share مراسلہ: 25 اکتوبر 2014 (ترمیم شدہ) Apnay axis par ghommnay ke wajah sy na k suraj k gird ghomnay ke waja say.aur suraj khud b to aik special speed k sath chal raha hy. Edited 25 اکتوبر 2014 by Sag e Madinah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
wasim raza مراسلہ: 25 اکتوبر 2014 Report Share مراسلہ: 25 اکتوبر 2014 (ترمیم شدہ) پھر ایک مسلمان کو یہ بھی بتا دیں دن اور رات کس کے حرکت کرنے سے بدلتے ہیں ؟ Hazrat Abu Zar Ghafari R.A farmatay hein k suraj ghuroob howa tu Nabi Kareem S.A.W ne in se pucha k tume ilam hey k yeh suraj kahan jata hey? mein ne arz kia k Allah aur is k Rasul S.A.W ko he ilam hey. Aap S.A.W ne farmaya k yeh arsh k neche pohanch ker pehle sajda kerta hey phir (dobara anay ki) ijazat chahta hey aur isayijazat di jati hey aur wo din b qareeb hey jab yeh sajda kare ga tu is ka sajda qabool na hoga aur ijazat chahay ga lekin ijazat na milay ge balkay isay kaha jaye ga k jahan se aya hey waheen wapis chala ja chunacha is din maghrib he se niklay ga is ayat:Aur suraj apne muqarar rastay per chalta rehta hey yeh ghalib aur dana ka muqarar kia howa andaza hey. Surah Yaseen 38 mein isi taraf he ishara hey. Sahih Bukhari Kitab Bada Al Khalq 3199. Edited 25 اکتوبر 2014 by wasim raza اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kilk-e-Raza مراسلہ: 25 اکتوبر 2014 Report Share مراسلہ: 25 اکتوبر 2014 Aisi behs jadeed bandon (akser media related ya jo sceince ko sab kuch samjhte hain) se 99% fazool hay. Aise bande deger logon/musalmano ko farsooda khayalaat ka malik ya mullah keh ker bat jhutla dete hain mager khud wohi kam kerte hain. Bilkul ghair muqallidon ki terha haal hay inka ke taqleed per tanqeed kerte hain mager khud bhi taqleed kerte hain. NASA ke mutabiq soraj ko 230 million years lagte hain one complete orbit mukamal kerne men. Jee haan sirf 230,000,000 years . Is bat ko jadeed bandah zaror mane ga kiyon ke NASA ke buhut bare scinece dan ne yeh bat kahi hay. mager quran o hadees ki bat nahi mane ga. Science aaj un mystries ko discover ker rahi hay jo Allah ne sirf 7 din men banaye. Kamal ki bat ye hay ke aaj se chand saal hi pehle yahi sceince kehti thi ke Soraj sakin hay or zameen gardish men hay. Quran e Pak ne kaha ke soraj apne muqarar raste per chalta hay, sceince or jadeed bande isko jhutlate rahe. Lekin jese hi tahqeeq change hoyi tu aub soraj bhi gardish men hay or zameen bhi. or is terha hazaroon theories hain jo aaye din change hoti rehti hain. Mager hamare jadeed bandon ka in science-dano per kuch had se zyada bharosa hay jo akser Khuda ke tasawwur se hi munharif hain. Quran e Pak kehta hay. He has set free the two seas meeting together. There is a barrier between them. They do not transgress. (Quran, 55:19-20) Sceince ne ye 1400 years baad discover kya or apni theories pesh keen. https://www.google.com/search?site=&tbm=isch&source=hp&biw=1366&bih=664&q=Two+Seas+Meet+But+Do+Not+Mix&oq=Two+Seas+Meet+But+Do+Not+Mix&gs_l=img.12..0l2.2734.16047.0.19555.10.10.0.0.0.0.676.2819.2-7j1j0j1.9.0....0...1ac.1.56.img..8.2.538.husaTQWvvVY http://www.hoaxorfact.com/Science/merging-oceans-where-two-oceans-meet.html http://www.yesiknowthat.com/two-oceans-meet-but-do-not-mix/ Yeh hamare aqeede ko haq sabit kerne ki aik bohot bari daleel hay ke 2 paani aik dosre men nahi milte or quran e pak ne 1400 saal pehle ye bata dya jisko log aaj amazing/impossible keh rahe hain or hoax hone ka shak per jata hay. Is lye hum sirf us sceince ko mante hain jo quran o hadees se na takraye. Jo sceince ki bat sahi aayat o riwayaat se takraye us pr bharosa nahi kerna chahye. Us per sirf itna keh sakte hain ke ye un logon ki tehqeeq jinki aksriyat Allah ki bhi munkir hai. Aur jo aaye roz apni theories men tabdeeliyan kerte hain. Yeh bhi jald tabdeel ho jaye gi mazeed tehqeeq ke baad. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
shahzad6058811 مراسلہ: 25 اکتوبر 2014 Author Report Share مراسلہ: 25 اکتوبر 2014 janab faisal sahib,aap sub logoon k swaal bhee ajeeb hotay hain aur jawaab bhee. sciece daan kehtay hain zameen suraj k gird ghoomtee hay. Aalaa hazrat Imam Ahmad Raza Khan Qadri nay quraan say sabit kia k zameen naheen suraj ghoomta hay. is silsala main 4 books bhee likheen. Ab 2 tehqeeq saamnay aa gaeen. aik suraj wali and doosri zameen waali. faysal sahib aap apnee tehqeeq sabit kar dain k zameen ghoomti hay. bus itni see baat hay. ko e kehta hay disprin say bukhaar main aaraam aata hay, doosra kehta hay panadol say. waseem sahib,aap nay likha hay k khana kaaba k oopar say jahaaz bhee naheen guzar sakta .aisa naheen. ramzaan aur haj k dinnoon main helicopter pooray makkha main khana kaba k ooper bhee fly kartay rehtay hain security k liee ay. makkha mukarma choon k pahaar bahut ziada hain is liee ay govt nay air port naheen banaya. jagah kam hay. jab k madina sharif main air port hay. faysal sb aap apni tehqeeq share kar lain ko e haraj naheen. zameen ghoomti hay aap k khial main. agar kissi deobandi ya wahabee nay zameen ke favour main likha hay to paste kar dain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
shahzad6058811 مراسلہ: 26 اکتوبر 2014 Author Report Share مراسلہ: 26 اکتوبر 2014 faisal sb, 4 books Aalla hazrat ke hain is subject par. ooper un 4 books k naam likhay hain. pehlay khud un ko parhain, samjhain, is k baad apnay kissi samjhdaar alam k pass lay ka ain aur un say kahain k is k jawaab likh dain ya aap ko zabaani bata dain k zameen ghoomti hay,suraj naheen to phir aap us ka jawab yahan paste kar dain. jaisay he Aalla hazrat ka naam saamnay aata hay and kuch logoon ko bukhaar charna start ho jaata hy. aur bila sochay smjhay airtraaz kar dain gay. Aalla hazrat nay book likhee kay zameen sakin hay aur suraj ghoomta hay. aap ko ghussa aa gia aur question lkh maara. bhaee jaan,kia aap nay 4 books parh liee hain. kissi say poori books par advice lee. naheen, mujhey patta hay. to janab in books ko read karain, phir jo samjh na aay to kisi alam say raabta karain. aap sabit kar dain quraan sharif say k suraj sakin hay aur zameen ghoomti hay,magar daleel k saath. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔