Jump to content

Suraj Ghoomta Hay Ya Zameen Ghoomtee Hay Suraj Kay Gird


shahzad6058811

تجویز کردہ جواب

kia quraan sharif main aisi ko e ayyat hay jis ka tarjma ya tafseer aisee ho jis say pata chalay k suraj zameen k gird ghoomta hay.

 

is silsala main aik kitab hay AALA HAZRAT KE jis main sabit kia gia hay k sooraj ghoomchalanay kay liee ta hay.  kitab kay naam main  harkat zameen type  ka naam aata hay.  agar kissi kay paas ho to paste kar dain.

 

 

kia ya bhee sahee hay k suraj ko chalaanay kay liee frishtay muqarar hain jo is ko daily khainchtay hain.

 

please is baaray main kisi ko jo ilam ho share karain. aur book paste kar dain.

 

thank you

Link to comment
Share on other sites

Question:

Does the Sun move around the Milky Way?

shut_l.gif

 

Answer:

Yes, the Sun - in fact, our whole solar system - orbits around the center of the Milky Way Galaxy. We are moving at an average velocity of 828,000 km/hr. But even at that high rate, it still takes us about 230 million years to make one complete orbit around the Milky Way!

The Milky Way is a spiral galaxy. We believe that it consists of a central bulge, 4 major arms, and several shorter arm segments. The Sun (and, of course, the rest of our solar system) is located near the Orion arm, between two major arms (Perseus and Sagittarius). The diameter of the Milky Way is about 100,000 light-years and the Sun is located about 28,000 light-years from the Galactic Center. You can see a drawing of the Milky Way below which shows what our Galaxy would look like "face-on" and the direction in which it would spin as viewed from that vantage point. Also shown, is the location of the Sun in the big picture view of our Galaxy.

 

 

milkyway_arms.gif

 

 

 

 

 

Link to comment
Share on other sites

dear mughal bhaee,thank you.  but is silsala main aik kitabcha  AALA HAZRAT (raa) ka bhee hay jis main buhat tafseel hay.  harkat, zameen, mubeen aisay kuch naam hay book ka.  aik coloumn nigar  kaafi acha likh raha hay zameen aur aasmaan ke paidish par.  main nay us ko ya book send karni hay.

Link to comment
Share on other sites

Fauz e Mubeen Dar Radd e Harkat e Zamin

Urdu: http://www.alahazratnetwork.org/modules/booksofalahazrat/item.php?itemid=216

English: http://www.barkati.net/book/english/Complete_AFairSuccess.pdf

-اسی موضوع پر مفتی فیض احمد اویسی صاحب کی بھی ایک کتاب موجود ہے ، اسکا نام ذہن میں نہیں آ رہا

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

kia aap ya 4 books  paste kar saktay hain.  main nay  fouze mubeen waali book coloumn nigar ko sent kee thee jis nay kaafi kaam kia zameen aur aasmaan ke paidaish par.

 

wo kehta hay zameen ghoomtee hay suraj kay gird aur  sooraj ghoomta hay milkee way main.

 

jo kahay kay zameen sakin hay, wo aisay hay k jaisay  ko e kahay k machlee zameen par zinda reh sakti hay aur insaan paani main.

 

ya us k alfaaz hain.

 

us ka e mail address  [email protected] .pk

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

فوز مبین در رد حرکت زمین

http://www.nafseislam.com/en/Literature/Urdu/Books/2013/004/_od/AH_0010.pdf

 

 

معین مبین بہر دور شمس و سکون زمین

 

http://www.nafseislam.com/en/Literature/Urdu/Books/2013/004/_od/AH_0023.pdf

 

 

الکلمۃ الملھمۃ فی الحکمۃ المحکمۃ لوھاء الفلسفۃ المشئمۃ

http://www.nafseislam.com/en/Literature/Urdu/Books/2013/004/_od/AH_0002.pdf

Edited by owaisi
Link to comment
Share on other sites

  • 4 weeks later...

اگر زمین حرکت نہیں کرتی تو رات اور دن کیسے بدلتے ہیں ؟

ﺍﯾﮏ ﻣﻠﺴﻤﺎﻥ ﮨﻮﻧﮯ ﮐﮯ

ﻧﺎﻃﮯ ﻣﯿﺮﺍ ﺗﻮ ﭘﺨﺘﮧ ﯾﻘﯿﻦ

ﮨﮯ ﮐﮧ ﺯﻣﯿﻦ ﺳﺎﮐﻦ ﮨﮯ

ﺍﻭﺭ ﺳﻮﺭﺝ ﭼﺎﻧﺪ ﺣﺮﮐﺖ

ﻣﯿﮟ ﮨﯿ

Link to comment
Share on other sites

Hum Khana Kaba K Gird Tawaf Krte HAin Aap Sb Ko Arsh-e-Mualah Ko To Pata HOga OR yeh BHi Pata HOga K har Cheez Ka eik Medium (Markaz) Hota hai is trha Arsh-e-Mualah Bhi Khana Kaba Ka Markaz Hai Jis PEr Se Na KOi Aeroplane Guzar Skta Hai Na Koi Bird ye Shair To Suna HOga Kabe K Uper Se Jate NAhi Hain Kis KO Adab YEh Sikhate NAhi Hain.......Kitne Muadib Hain YE Kabutar Allah HU Akbar Allah Hu Akbar...

Khair Aap sochiye Jis Pe Allah OR Us K Rasool Ka Ghar Ho Woh Kisi K Gird Ghum Skti Hai.

e.g Lijie

Zameen Ghumti Hai To 5 Sec Main Mamuli SI Harkat To Krti Ho Gi Hai Na Aap Eik Small Stone Ka Piece uthaye Or Use Hawa Main Uchal Dijiye Woh Wahin Girta Hai Jahan US Ka Markaz Ho LAkin Agar Zameen Ghumti Hai TO MArkaz Bhi Change Ho Ga to stone Wahin Q Girta Hai.

Link to comment
Share on other sites

ﺍﯾﮏ ﻣﻠﺴﻤﺎﻥ ﮨﻮﻧﮯ ﮐﮯ

ﻧﺎﻃﮯ ﻣﯿﺮﺍ ﺗﻮ ﭘﺨﺘﮧ ﯾﻘﯿﻦ

ﮨﮯ ﮐﮧ ﺯﻣﯿﻦ ﺳﺎﮐﻦ ﮨﮯ

ﺍﻭﺭ ﺳﻮﺭﺝ ﭼﺎﻧﺪ ﺣﺮﮐﺖ

ﻣﯿﮟ ﮨﯿ

 

پھر ایک مسلمان کو یہ بھی بتا دیں دن اور رات کس کے حرکت کرنے سے بدلتے ہیں ؟

Edited by Faysal
Link to comment
Share on other sites

پھر ایک مسلمان کو یہ بھی بتا دیں دن اور رات کس کے حرکت کرنے سے بدلتے ہیں ؟

Hazrat Abu Zar Ghafari R.A farmatay hein k suraj ghuroob howa tu Nabi Kareem S.A.W ne in se pucha k tume ilam hey k yeh suraj kahan jata hey? mein ne arz kia k Allah aur is k Rasul S.A.W ko he ilam hey. Aap S.A.W ne farmaya k yeh arsh k neche pohanch ker pehle sajda kerta hey phir (dobara anay ki) ijazat chahta hey aur isay

ijazat di jati hey aur wo

din b qareeb hey jab yeh

sajda kare ga tu is ka

sajda qabool na hoga aur

ijazat chahay ga lekin ijazat na milay ge balkay

isay kaha jaye ga k jahan

se aya hey waheen wapis

chala ja chunacha is din

maghrib he se niklay ga is ayat:Aur suraj apne muqarar rastay per chalta rehta hey yeh ghalib aur dana ka muqarar kia howa andaza hey.

Surah Yaseen 38

mein isi taraf he ishara

hey.

Sahih Bukhari Kitab Bada Al Khalq 3199.

Edited by wasim raza
Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

Aisi behs jadeed bandon (akser media related ya jo sceince ko sab kuch samjhte hain) se 99% fazool hay. Aise bande deger logon/musalmano ko farsooda khayalaat ka malik ya mullah keh ker bat jhutla dete hain mager khud wohi kam kerte hain. Bilkul ghair muqallidon ki terha haal hay inka ke taqleed per tanqeed kerte hain mager khud bhi taqleed kerte hain.

 

NASA ke mutabiq soraj ko 230 million years lagte hain one complete orbit mukamal kerne men. Jee haan sirf 230,000,000 years :lol:. Is bat ko jadeed bandah zaror mane ga kiyon ke NASA ke buhut  bare scinece dan ne yeh bat kahi hay. mager quran o hadees ki bat nahi mane ga.

 

Science aaj un mystries ko discover ker rahi hay jo Allah (azw) ne sirf 7 din men banaye. Kamal ki bat ye hay ke aaj se chand saal hi pehle yahi sceince kehti thi ke Soraj sakin hay or zameen gardish men hay. Quran e Pak ne kaha ke soraj apne muqarar raste per chalta hay, sceince or jadeed bande isko jhutlate rahe. Lekin jese hi tahqeeq change hoyi tu aub soraj bhi gardish men hay or zameen bhi. or is terha hazaroon theories hain jo aaye din change hoti rehti hain. Mager hamare jadeed bandon ka in science-dano per kuch had se zyada bharosa hay jo akser Khuda ke tasawwur se hi munharif hain.

 

Quran e Pak kehta hay.

 

He has set free the two seas meeting together.  There is a barrier between them.  They do not transgress.  (Quran, 55:19-20)

 

Sceince ne ye 1400 years baad discover kya or apni theories pesh keen.

 

523509_242821195820944_1142290982_n.jpg

 

https://www.google.com/search?site=&tbm=isch&source=hp&biw=1366&bih=664&q=Two+Seas+Meet+But+Do+Not+Mix&oq=Two+Seas+Meet+But+Do+Not+Mix&gs_l=img.12..0l2.2734.16047.0.19555.10.10.0.0.0.0.676.2819.2-7j1j0j1.9.0....0...1ac.1.56.img..8.2.538.husaTQWvvVY

 

http://www.hoaxorfact.com/Science/merging-oceans-where-two-oceans-meet.html

http://www.yesiknowthat.com/two-oceans-meet-but-do-not-mix/

 

Yeh hamare aqeede ko haq sabit kerne ki aik bohot bari daleel hay ke 2 paani aik dosre men nahi milte or quran e pak ne 1400 saal pehle ye bata dya jisko log aaj amazing/impossible keh rahe hain or hoax hone ka shak per jata hay.

 

Is lye hum sirf us sceince ko mante hain jo quran o hadees se na takraye. Jo sceince ki bat sahi aayat o riwayaat se takraye us pr bharosa nahi kerna chahye. Us per sirf itna keh sakte hain ke ye un logon ki tehqeeq jinki aksriyat Allah ki bhi munkir hai. Aur jo aaye roz apni theories men tabdeeliyan kerte hain. Yeh bhi jald tabdeel ho jaye gi mazeed tehqeeq ke baad.

Link to comment
Share on other sites

janab faisal sahib,aap sub logoon k swaal bhee ajeeb hotay hain aur jawaab bhee.  sciece daan kehtay hain zameen suraj k gird ghoomtee hay.  Aalaa hazrat Imam Ahmad Raza Khan  Qadri (raa) nay quraan say sabit kia k  zameen naheen suraj ghoomta hay.  is silsala main 4 books bhee likheen.

 

Ab 2  tehqeeq saamnay aa gaeen. aik suraj wali and doosri zameen waali.  faysal sahib aap apnee tehqeeq sabit kar dain k zameen ghoomti hay.  bus itni see baat hay.

 

ko e kehta hay  disprin say bukhaar main aaraam aata hay, doosra kehta hay panadol say.

 

waseem sahib,aap nay likha hay k khana kaaba k oopar say jahaaz bhee naheen guzar sakta .aisa naheen.  ramzaan aur haj k dinnoon main helicopter pooray makkha main khana kaba k ooper bhee  fly kartay rehtay hain security k liee ay.  makkha mukarma choon k pahaar bahut ziada hain is liee ay govt nay air port naheen banaya. jagah kam hay. jab k madina sharif main air port hay.

 

faysal sb aap apni tehqeeq share kar lain ko e haraj naheen. zameen ghoomti hay aap k khial main.  agar kissi deobandi ya wahabee nay  zameen ke favour main likha hay to paste kar dain.

Link to comment
Share on other sites

faisal sb, 4 books Aalla hazrat ke hain is subject par.  ooper un 4 books k naam likhay hain.   pehlay khud un ko parhain, samjhain, is k baad apnay kissi samjhdaar alam k pass lay ka ain aur un say kahain k is k jawaab likh dain  ya aap ko zabaani bata dain k zameen ghoomti hay,suraj naheen to phir aap us ka jawab yahan paste kar dain.

 

jaisay he Aalla hazrat ka naam saamnay aata hay and kuch logoon ko bukhaar charna start ho jaata hy. aur  bila sochay smjhay airtraaz kar dain gay.

 

Aalla hazrat nay book likhee kay zameen sakin hay aur suraj ghoomta hay. aap ko ghussa aa gia aur question lkh maara. bhaee jaan,kia aap nay 4 books parh liee hain.  kissi say poori books  par advice lee. naheen, mujhey patta hay.

 

to janab in books ko read karain, phir jo samjh na aay to kisi alam say raabta karain.  aap sabit kar dain quraan sharif say k suraj sakin hay aur zameen ghoomti hay,magar daleel k saath.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...