Zahidmobi88 مراسلہ: 31 اگست 2014 Report Share مراسلہ: 31 اگست 2014 Assalamo Alaikum Mehrbani kar ke ye do maslo ke hal bata dijiye 1) fajr ki namaz lights ke ujale me padhna afzal hai ya lights band kar ke padhna???? 2)) namaz padhte waqt agar samne saaya padh raha ho to kya isse namaz hoti hai ya nahi??? Plz jawab hadeeso ki raushni me aur fiqah ki raushni me de In do sawalo ke jawab de kar meri islah farmaye Shukriya اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
shahzad6058811 مراسلہ: 31 اگست 2014 Report Share مراسلہ: 31 اگست 2014 swaal ke samajh naheen aa ee. kia ghar par namaz parh rahay hain. haan fiqah main timing ka kuch faraq hay. aaj kal punjab main fiqh hanfia ke massajid main 5.15 par jamat ho rahee hay. sooraj at 5.45 par nikalta hay. ramzan sharif main bahut saari masajid main sehri khatam hanay k 10/15 mint baad jamaat ho jaati hay. aap kia kehna cahtay hain k roshi bujha d ja ay. to guzarish hay k agar andhaira ho ga to sajda wali jagah nazar naheen aa ay gee. saaya paida honay say kia murrad hay, kia ya kehna cahtay hain k saamnay shisa ho / clarify karain اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Zahidmobi88 مراسلہ: 2 ستمبر 2014 Author Report Share مراسلہ: 2 ستمبر 2014 Jee mai bas itna daryaft karna chahta hoo ki namaz me agar hamare khud ka saya hamare samne padhta hai to isse kuch hota hai ya nahi??? Matlab ki isse namaz me kisi tarah ka khalal padna to nahi hai na??? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
shahzad6058811 مراسلہ: 2 ستمبر 2014 Report Share مراسلہ: 2 ستمبر 2014 aap namaz parh rahay hain aisi jagah jahan dhoop hay aur aisa waqat hay k aap ka saya bhee ;paida ho raha hay to is main ko e problem naheen. aap ke namaz theek ho rahee hay. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔