rizvi مراسلہ: 16 اگست 2014 Report Share مراسلہ: 16 اگست 2014 (ترمیم شدہ) اس پوسٹ کا جواب اور سکین فورا چاہیے اس حدیث نے مجهے پریشان کر دیا ہے Edited 16 اگست 2014 by rizvi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
rizvi مراسلہ: 16 اگست 2014 Author Report Share مراسلہ: 16 اگست 2014 اس حدیث کی سند سکین اور اس کا جواب مع حوالہ و سکین درکار ہےحضرت ابو ہریرہ سے روایت ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ میری امت میں عنقریب ایسے لوگ پیدا ہوں گے جو لوگوں کو اپنے اماموں اور بزرگوں کے اقوال کی طرف بلایں گے اور ان کی بتلای ہوی باتوں پر عمل کریں گے۔اور مسلمانوں سے امام کے پیچھے آمین کہنے پر حسد کریں گے وہ اس امت کے یہودی ہیں (رواہ ابن القطان و حصیحہ ابن السکن ) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mustafaye مراسلہ: 16 اگست 2014 Report Share مراسلہ: 16 اگست 2014 (ترمیم شدہ) اس قسم کی روایت کبھی نظروں سے نہیں گزری اور اہلحدیث حضرات کی اپنی فتویٰ کمیٹی آپکی بیان کردہ روایت کی موجودگی سے بےخبر ہے Edited 16 اگست 2014 by Mustafaye اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
shahzad6058811 مراسلہ: 17 اگست 2014 Report Share مراسلہ: 17 اگست 2014 bhaee jaan, kia ameen oonchee awaaz say kahain ya aahista say ,is ka eemaan par kia asar parhta hay, kia is ka bhee qiamat main jawab dahee ho gee. oonche awaaz say ameen kehna pehlay ijaazat thee phir mouqoof ho gaee,sahaaba k dour main. oonchee awaaz say ameen kehna sirf ahlihadees he naheen kehtay. hanblee/aur perhaps shafee,malkee bhee kehtay hain. rafaa yadain shaafi bhee kartay hain. malkiee perhaps haath choor kar namaaz parhtay hain. to maira swaal ya hay kay mazahb e arba hanfi/shafi/hanblee/and malki hain . aur charoon barhaq aur ahli sunnat wa jamat hain. charoon sunni kehlaatay hain. to kia un ka rafa yadain karna aur baaz ka oonchee awaaz say ameen kehna bhee ghalat ho ga. shaafi bhee to sunni hain,agar wo rafa yadain karain ya oonchee awaaz main aameen kahain to kia wo ghalat karain. bahut arsa pehlay faisalabad main aik bahut baray alam ke ziarat kee jo shaafi thay aur rafa yadain kar rahay thay. ya sunatain he to hain jin kee har taraf bahaar hay . ko e kar raha hay aur ko e naheen. mairee samajh kay mutabiq in do cheezoon ka aqaid say ko e waasta naheen. extract of mazaakra at Q T V.agar ko e rafa yadain kar raha hay to kia us ko buri nazar say daikhain gay. ya oonchee ameen say. hamain ghair muqaladeen aur deobandeeon kay aqaid say nafrat hay. in 2 cheezoon say naheen. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
rizvi مراسلہ: 17 اگست 2014 Author Report Share مراسلہ: 17 اگست 2014 janab Mustafaye bhai ye main wahan padh chuka hon lakin main apny ahl e sunnat sy is ki tasdeek chahta tha shukriyaALLAH aala hazrat ky ghulamon par apna karm rakhy in ky ilm main izafa farmaye.aameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
shahzad6058811 مراسلہ: 18 اگست 2014 Report Share مراسلہ: 18 اگست 2014 shafi, hanblee bhee rafa yadain kartay hain ,kia wo gunahgaar ho rahay hain. yahan aqaid ke ko e baat baheen ho rahi. please advise. sirf rafa yadain kee baat bata ain. thank you. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔