Mina مراسلہ: 10 اگست 2014 Report Share مراسلہ: 10 اگست 2014 Farz rozay ki qaza k lye shohar ki ijazat zarori hai?Agar shohar bivi ko ye kehay k phelay shohar ki khidmat krna farz hai (yahan khidmat sy mtlb sirf humbistri hai) aur bivi ko maaray aur galyian dy aur kahay k uski koi ibadat qabol nhi hui. Aisay men agar aurat roza tor dy tu eska kua hukum hai. Aur kia shohar ka ye rawaya jaiz hai ? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mustafaye مراسلہ: 12 اگست 2014 Report Share مراسلہ: 12 اگست 2014 نفلی روزہ رکھنے کیلئے شوہر کی اجازت ضروری ہے البتہ قضا روزے عورت شوہر کی اجازت کے بغیر بھی رکھ سکتی ہے اور رکھنے کے بعد شوہر کو روزہ توڑوانے کی ہرگز اجازت نہیں شوہر گنہگار ہوگا۔ دارالافتاء اہلسنّت اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
shahzad6058811 مراسلہ: 12 اگست 2014 Report Share مراسلہ: 12 اگست 2014 is ka behtreen hal hay k B V rozay pooray karay faraz waalay. roza rakhnay k darmayyan waqfa daal day. aik din rakh lay aik din chor day. is tarah ghar ka mahool theek rahay ga. husband bhee khush aur B V ka faraz bhee ada ho ja ay ga aur jhgra bhee naheen ho ga. waisay b v ko ijaazat hay k husband say poochay baghair faraz roza kee qaza rakh sakti hay. faraz roza ke qaza lagaatar rakhna zaroori naheen. aap khud is problem ka accha hal nikal lain. zid karain gee to mahool kharab ho ga. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mubahsir مراسلہ: 1 نومبر 2014 Report Share مراسلہ: 1 نومبر 2014 jaisa k ao logon ne kaha wo bilkul theek hai Shohar se pouch lena chahiye is tarhan Waqai dono kam achi tarhan ho jaye gey. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔