Jump to content

مفتی احمد یار کے فتوے سے بریلوی علماے حرام کام میں مبتلا


Muslampak

تجویز کردہ جواب

Hokam aam kee tashri kee jaati heh, jistera Allah kay Nabi (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) ka farmaan heh qullu muhdasatin bidda ... har new ijaad biddat heh ... yeh hokam aam heh agar aam ko qahim rakha jahay toh phir Quran meh zer zabr bukhari, muslim abu dawood, sab biddat o zalalat banti hen. Ahle ilm o aqal samajtay hen kay aam ko khaas keeya jata heh ... is aam ko khaas keeya gaya ... har woh amr joh talimat e deen kay rooh kay khilaaf heh woh biddat heh ... abh is takhsees say wazia huwa kay new ijaad hona bura biddat nahin balkay new ijaad ho kar deen ki rooh kay khilaf hona biddat heh. Aap ko samjana yeh thah kay aam ko khaas keeya jata heh ... Mufti Sahib rehmatulllah alayhi ta'ala ka fatwah hokam aam heh is meh takhsees nahin pahi jaati. Jistera soowar khana haram heh aur haram ko khana mana aur sakht gunna heh. Abh agar kissi kee jaan bhook ki waja say khatray meh pari heh toh kia phir bi us ka soowar khana us ko man-na heh? Shari tor par, fiqha ka masla heh kay bhook kee waja say agar jaan janay ka khatra ho aur soowar ka ghost mayyasir ho toh kha sakta heh aur kohi gunna nahin hoga. Is'see tara imaan bachanay kee khatir misl e soowar kitab pari ja sakti heh agar apna imaan aur auroon ka imaan bachanay kee niyyat ho. Niyyat ho kay joh is kay kufriat hen un ko biyan karoon ga aur logoon ko imaan bacha hoon ga. Abh agar kohi in kitaboon ko zariya aur wasta e hidayat man kar parta heh toh phir haram par amal karta heh aur gunna gar heh aur joh kohi apna aur auroon ka imaan bachanay kee khatir parta heh toh jaiz heh.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...