Jump to content

Book: Ala Hazrat Par 100 Aitrazaat Kay Jawab Required


تجویز کردہ جواب

Aa'la Hazrat Imam Ahmad Raza
khan{Rehmatulla ­ he Alayhi} k
baare Mein Mukhtasar
Malummat :-
Aala Hazrat Imam Ahmad Razakhan{Rehmatulla ­he Alayhi} ki
Wiladat 10 Shawwal 1272 Hijri
(1856) Ko Bareli Sharif Uttar
Pradesh,British ­ India Mei Hui.
4 Sal Ki Umar Mei Quran E Pak
Nazra Khatam Kiya Aapne,
Aapne Walid Mufti Naqi Ali Khan Se
Talim Hasil Ki.
6 Sal Ki Umar Mei Aap Meelad-E-Rasool
Ke Unwan Par Shandar Taqrir
Farmai.
8 Sal Ki Umar Mei Arbi Zaban Mei Aapne 1
Kitab Likh Kar Sab Ko Hairan Kar Diya.
13 Sal 10 Mah Ki Umar Mei Aapne Pehla
Fatwa Likha.
55 se Ziyada Uloom(Subject) Par Taqriban
1000 Kitabe Aapne Likhi.
Quran E Pak Ka Urdu Zaban Mei Bahetrin Tarjuma KANZULEMAAN Aapne
Qaum Ko Aata Kiya.
12 Jildon Par Mushtamil Fatwa
Razviya Likh Kar Aapne
Fiqh~E~Hanfi Ki Zabardast Khidmat Anjam Di.
Sari Zindagi Deen Ki Khidmat Aur Ishq E Mustafa Ki Daulat Taqsim Karne Mei Aap Laage Rahe.
Duniya Ke Bade Bade Ulma Aur Fuqha Ne Aap Ko Mujaddid
Tasleem Kiya.
Aap Ke Natiya Kalam Ki Sari Duniya
Mei Dhoom Hai.
Kai University Mei Aap Par Research Ho Rahi Hai.
Aap Ka Wisal 25 Safar (1921)Ko Azaane Jumma Ke Dauran Huwah.
~Ref:-Hayat-E-M ­ ubarak Aa'la
Hazrat Ulma-E-Ahle Sunnat
Mujaddi-E-
Dino Millat Imam Ahmad Raza
Khan{Rehmatulla ­ he Alayhi} ki
Hayat-
E-Mubarak Page No:13
Aa'laHazrat Ne Quran-E-Pak:ka
Tarzuma 1911 Mei "Kanzul Emaan" Naam se kiya,Aapne
Maulana Amzad Ali Azmi ki Gujarish Par Yeh Tarzuma kiya
Tha.
Aa'laHazrat ka Likha Huwah Pyara
"SALAM" "MUSTAFA JAANE
REHMAT PE LAKHO
SALAM" Woh "SALAM" Hai Jo Duniya
Mei "AAZAN" Ke Baad Sabse ziyada
Padha Jaata Hai.
Qur'an ka Tarzuma karne ke Liye
Sirf ILM Hi Kafi Nahi Balki ALLAH Ki
Taraf se Taufiq Bhi Chahiye Or
Sachcha "ISHQ-E-NABI" Hona Chahiye Jo Aa'la Hazrat ke Paas
Tha.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...