Jump to content

Tariq Jamil Ki Dua May Kufriyat Nahi ? Unho Nay Istahratun Kaha Hay.


Smart Ali

تجویز کردہ جواب

(salam)

 

Hazrat ahlehadith / Deobandi nay TARIQ JAMIL ki duaoon may jo kufriyat hien. us per comments kertay howay kaha hay kay ya koi KUFR nahi hay. ya sub kuch tariq jamil nay Metaphorically استعارہ ) kaha hay. or jo baat Metaphorically  kahi jai wo KUFR nahi hoti. kiya aisa kuch ISLAM may hay?

 

VIDEO LINK : http://www.youtube.com/watch?v=8dBscJ2gYEU

 

 

(ja)

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

مفتی صاحب اور سعیدی صاحب دونوں کی بات دیوبندی سمجھنے سے قاصر ہیں۔ اللہ کی قدرت ہر جگہ پر ہے۔


اللہ تبارک و تعالی  کی ذات کے لئے جگہ یعنی مکان اور سمت ماننا کفر ہے۔دیوبندی صرف اپنی من پسند بات کو پڑھتے ہیں۔


دیوبندیوں  سے صرف دو سوال ہیں۔ اگر صحیح جواب دو تو مسئلہ خود ہی حل ہوجائے گا۔


 


اللہ قدیم ہے یا حادث؟


عرش کرسی آسمان قدیم ہیں یا حادث؟


 


اپنے کسی بڑے دیوبندی مفتی سے یہ دونوں سوال جا کر پوچھو اور یہاں آکر جواب لکھو۔


Link to comment
Share on other sites

مگر۔۔۔وہابی جواب نہیں دیں گے یا دےکر بھی نہیں مانیں گے۔ عام عوام کے لئے حوالہ دیا جا رہا ہے۔ کسی بھائی کے پاس شعب الایمان کے صفحات ہوں تو وہ بھی لگا دیں۔


 


Allah-ke-liye-makan-hawala.jpg


 


عرش کرسی آسمان و مکان، جگہ و سمت ، شکل و صورت سب حادث ہیں اور اللہ قدیم ہے۔ جب یہ نہیں بنے تھے۔ تب بھی اللہ کی ذات موجود تھی۔ اللہ کی ذات ان چیزوں کی محتاج نہیں اور ان سے پاک ہے۔ جو اللہ کے لئے مکان مانتا ہے۔ وہ مکان کو اگر قدیم مانے تو کافر ہو جائے گا۔ اور اگر قدیم نہ مانے تو  بتائے اللہ تبارک و تعالی کی ذات مکان سے پہلے کہاں تھی۔ بالکل ایسے ہی جہت و صورت اور دیگر حوادث پر سوال ہوگا۔


 


Allah-ke-liye-makan-hawala_poster.png


Link to comment
Share on other sites

(salam)

 

SAEEDI sahib jo SUNNI BRAILVEEH hien. un ho nay likha kay ALLAH HER JAGA HAY........

.KILK-E-RAZA jo wo bhi SUNNI BRAILVEEH hien unho nay is ka rad ki hay. meray samaj nahi araha. mien confuse hooon. barai madinah thoa explain ker dien

 

 

DOOOSRI baat Deobandi/AHLEHADITH  keh rahey hien kay MUSLIM SHAREEF ki hadith ka reply brailvioon nay abhi tk nahi diya.

 

(ja)

Link to comment
Share on other sites

(salam)

 

SAEEDI sahib jo SUNNI BRAILVEEH hien. un ho nay likha kay ALLAH HER JAGA HAY........

.KILK-E-RAZA jo wo bhi SUNNI BRAILVEEH hien unho nay is ka rad ki hay. meray samaj nahi araha. mien confuse hooon. barai madinah thoa explain ker dien

 

 

DOOOSRI baat Deobandi/AHLEHADITH  keh rahey hien kay MUSLIM SHAREEF ki hadith ka reply brailvioon nay abhi tk nahi diya.

 

(ja)

 

meri post phir se perhye. main ne radd nhi kya. main ne likah hai ke saeedi sahib ki bat deobandi nhin samjhe. Saeedi sahib ki murad Allah ki qudrat her jaga hay.. Oper Saeedi sahib ki heading dekhen "Allah makan se pak hay ya nhi". aur yaqeenan Allah makan se pak hay jisko woh sabit ker rahey hain. aur makan yani asman, zaman o kursi sab hadis hain.

 

jo 2 suwal hain woh deobandi se pochye, "shaib ul iman" wale pages ke bare main bhi pochye. or muslim sharif wali hadis ke asal pages mangye.

 

Allah ke lye makan manne ka kufr fiqah e hanafi ki kayi kutub men mojod hay.. ghaliban fatawa aalamgiri or radd ul mohtar waghera. bohot pehle dawateislami ke maktab se publish hone wali aik kitab men kafi hawale dekhe they, abhi kitab ka naam zehn men nhi aaraha. ager aaya tu woh safhat yahan laga don ga, ager kisi ko malom ho tu zaror lagayen. wahabi ghair muqalideen ke bhayi wahabi deobandyon ki achi durgat bane gi.

 

fatawa aalamgiri wala aik hawala "kufrya kalimat ke suwalat jawabat" kitab se mil gaya hay.

 

Allah-ke-liye-makan-hawala2.jpg

Edited by Kilk-e-Raza
Link to comment
Share on other sites

سورہ ملک کی آیت نمبر ۱۶ جو اوپرپوسٹ کی گئی ہے۔ اس میں ہمیشہ کی طرح وہابیوں نے قرآن پاک کے ترجمہ میں ڈنڈی ماری ہے۔ ان کے غلط ترجموں کی تفصیل پر کئی کتابیں اور ٹاپکس مل سکتے ہیں۔


 


Allah-ke-liye-makan-hawala3.jpg


بے شک اللہ کی سلطنت زمین و آسمان اور ہر جگہ ہے۔


Link to comment
Share on other sites

Wah ray Wahhabi, Allah subhanahu wa ta'ala asman kee taraf heh toh tum nay uppar ka ishara kar deeya. Khoob, bot khoob. Pehlay yeh samaj loh kay asman nay zameen ko ahatay meh leeya huwa heh. Abh joh zameen kee taraf jahan khara heh us ka uppar mukhtalif hoga. Yehni joh tumara uppar heh woh kissi aur ka neechay hoga, aur joh kissi aur ka neechayheh woh kissi aur ka uppar hoga, yeh tumari madad kay leyeh:

post-14098-0-53872700-1408638214_thumb.jpg

Abh bataho, Allah kis taraf heh ... agar asman kee taraf heh toh tum nay uppar keun ishara keeya? Kia asman sirf tumaray sar kay uppar kee taraf heh? Asman kee ek taraf ishara kar kay [yehni joh tumara uppar heh] tum nay Allah ko asman kee ek taraf muqayyid/imprison kar deeya aur baqiyoon kee taraf say azaad kar deeya. Allah kohi enak wala jinn toh nahin joh tum nay apnay uppar kee simt meh qedh kar deeya. Bewaqoof banday Allah ko simt o jehat meh qed kar rahay ho, Allah tumari qedoon say paak heh, musalman ho jaho. Quran parra toh heh magar halq say neechay nahin utra.

Mujjay ek waqia yaad aya joh is kay mutalliq heh, ek Wahhabi nay mujjay kaha Allah uppar heh aur ishara asman kee taraf keeya ... meh nay kaha kohi daleel. us nay woh zaeef ghulam larki wali hadith pesh kee jis nay asman kee taraf ishara keeya ... meh nay kaha is larki nay asman kee taraf ishara nahin keeya balkay apnay sar say uppar ishara keeya heh, kehnay laga yaar baat wohi heh sar say upar asman kee taraf huwa nah, ... meh nay kaha toh toh muttafiq heh kay us nay sar say uppar ishara keeya .... us nay kaha han, meh nay kaha likh deh, jab us nay likha ... meh nay kaha tumara dawah heh kay sar say uppar asman kee taraf ishara keeya ... kehnay laga han, meh nay kaha tum ishara kar kay bataho kis taraf banta heh ... akhar us nay asman kee taraf ishara keeya ... meh nay kaha acha yeh tumara sar say uppar heh zeroori nahin kay mera sar ka uppar yahi ho, dekho, meh gas par let'h gaya aur kaha mera sar kay uppar toh  east heh aur tumara toh North heh ... aur agar meh sar kay bal khara ho jahoon toh meray sar say upar toh south hoga ... tum bataho Allah kis uppar kee taraf heh. kehnay laga yaar us larki nay toh asman kee taraf ishara keeya thah ... meh nay kaha meh leyta hoon toh meray sar kay uppar kee janab bee toh asman heh, peet peechay asman heh, moon kay agay asman heh. pans gaya. Meh nay kaha chal yeh bata larki nay kis taraf ishara keeya thah us nay phir uppar ishara keeya, meh nay kaha laalay, yeh toh tera uppar heh tooh toh UK meh khara heh joh dunya kay top heh, woh toh middle east meh khari thee, us ka uppar toh aur thah. Meh nay us ko yeh tasweek dikhahi:

post-14098-0-99433000-1408639643_thumb.png

Meh nay bola, is tasweer ko agar dunya kay oppar super impose keeya jahay, abh tooh toh UK meh khara heh is leyeh tera ishara toh Zenith kee taraf joh uppar heh us taraf heh, magar woh larki toh middle east meh thee is leyeh us ka ishara is tasweer kay mutabiq north banta heh ... mujjay yeh bata kay tumara sar say uppar kee taraf Allah heh? ya har ek insaan kay uppar kee taraf Allah heh? ya sirf Makkah/Madinah say joh uppar kee direction heh us uppar kee taraf Allah heh? Kehnay laga har insaan kay uppar joh asman heh us taraf. meh nay kaha kohi daleel, kehnay laga wohi larki wali, meh nay kaha yeh toh tum nay qiyas keeya kay us kay uppar heh toh tumaray uppar kee taraf Allah heh. Kehnay laga Allah asman kee taraf heh is leyeh meray sar kay upar be asman heh is wastay,  Meh nay bola aray shareef banday mujjay yeh bata asman toh insaan, janwar, sab kay uppar heh phir tumara ek hee direction kee taraf ishara karna darust kesay huwa. Agar tum ek taraf ishara kartay ho toh zahir baat heh kehtay ho kay baqi simt nahin. Agar meh poochoon lahor kidr heh toh tum ek taraf ishara karo toh mafoom yahi heh nah kay udhar heh is ka matlab yeh toh nahin hoga nah kay har taraf heh ... yehni jistera ishara keeya jata heh kissi kay honay ka us ko makhsoos keeya jata heh usee simt. Tum nay toh Allah joh har simt heh makhsoos ek simt meh kar deeya ... ishara kar kay, tum kesay musalman ho. Meh nay kaha chalo mujjay yeh bataho larki nay uppar ishara keun keeya kehnay laga uppar asman heh is leyeh, meh nay kaha baee asman toh tumaray moon aur us kay moon aur tumari qamr aur us ki qamr kee taraf be thah us kay sirf uppar ishara keeya, mujjay bataho kia asman sirf uppar hee heh ya joh tumaray samnay aur peechay heh woh be asman heh ... kehnay laga yar sab asman heh magar us nay ishara uppar keeya thah, meh nay poocha, toh phir Allah saray asman kee janab heh ya joh tumaray sar kay uppar asman heh us janib ... kehnay laga larki nay sar kay uppar ishara keeya thah, meh nay kaha toh phir sirf sar kay uppar heh joh moon kay samnay asman nazr aa raha heh us taraf Allah nahin phir? kehnay laga Allah asman par heh toh zahir bat heh udhar be heh ... meh nay bola phir kia uppar uppar kee baq baq laga rakhi thee ... jab sirf uppar nahin samnay upar neechay har simt kee taraf heh toh uppar uppar ka shor kia laga rakha heh ... Allah ko kissi ek jehat kee taraf muqayyid karna kufr sari heh, toba karo aur musalman ho jaho. Kehnay laga yaar behas meh par kar pata lagta heh musalman be nahin maroon ga.

Link to comment
Share on other sites

ll

 

وہابی دیوبندی صاحب۔  اب بھاگو نہیں۔ سادہ سے دو سوال کئے تھے۔ ان کا جواب دو۔

 

اوراپنے دعوے کی دلیل دو۔

 

اوپرپوسٹر لگایا جس میں لکھا ہے کہ اللہ آسمان پر ہے(معاذ اللہ)۔ اس کو ثابت کرو اورجواب دو۔ آسمان سے پہلے اللہ کہاں تھا۔  اور چونکہ آسمان پر ہونے سے اللہ کے لئے مکان اور سمت دونوں ثابت ہوتے ہیں۔تو شعب الایمان و فتاوی عالمگیری والی عبارت کا جواب دو۔

 

وہابی صاحب۔ اپنے گھر کا دفاع کرو۔یعنی آسمان والا۔

 

ہرجگہ سے تو تم ویسے بھی انکاری ہو۔ پھر اس پر بات کرنے کا کیا فائدہ۔الٹاتمہارابات بدل کر بھاگنے کی علامت ہے۔محمد علی بھائی نہیں بہت اچھا جواب دیا ہے۔ اب بھی پلے نہ پڑے۔ تو ہم کیا کر سکتے ہیں۔ دماغ میں دیو جو بند ہے۔

Link to comment
Share on other sites

میں نے اپنا عقیدہ اوپر لکھ دیا ہے اور تفصیلی وضاحت بھی کر دی ہے۔ اگر تمہارے پلے نہ پڑے تو میں کیا کر سکتا ہوں۔


اب پہلے تم اپنا عقیدہ بیان کرو۔


اللہ کہاں پر ہے۔


اور پوسٹر کا جواب دو جو تم نے پوسٹ کیا۔ جہاں آسمان پر صحیح کا نشان لگا ہوا ہے۔ غیر مقلدوں والا عقیدہ تو تم نے خود اوپر پوسٹ کیا ہے۔


اپنے بھگوڑے مولویوں (حماد، ابو ایوب وغیرہ) کی طرح بھگوڑے مت بنو۔ پہلے اپنا عقیدہ تو بیان کرو۔پھر کوئی سوال پوچھو۔


Link to comment
Share on other sites

Bella sahib ka pta nae kiya aqeeda hai , samjh sy bahir hai , Bella ko chaiye k wo phelay apna aqeeda beyan karay aur idr udr ayen byen na karein ..........
Image kuch laga raha aur aqeeda kuch bta raha hai , defend kisi aur ko kr raha hai ...... 

Amazing bella!!!!

Link to comment
Share on other sites

ppppp

Ismaili Bella.

 

Saeedi sb ka wohe aqeeda hai jo mufti Ahmad Yaar Khan Naeemi(RA) ka hai. Ghor se ye pori underline ibarat  perhain.....jumla sirf itna nahi kai "Allah har jagha hai"...agai beh perhain

 

Ab jab ap ne maan lea kai ap ka aqeeda beh wohi hai jo Saeedi sb yani Mufti Ahmad Yaar Naeemi  (RA)ka tu phir kio unnecessary post kar rahi ho.

Capture.JPG

Link to comment
Share on other sites

,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

Ismaili Bella tumhai pori baat perhnai ka kaha tu lagta hai tumhari dum jal gae.

 

Saeedi sb ka jo aqeeda hai woh oper post hai.........tumhari help k lea kuch sawal jis se umeed hai tumhai samjh aa jai ga.....sharat sirf ye hai kai tere kuch Aqal salamat ho......pagal ko mai samjha nahi sakta.

 

1) Kya adhy/half jumlay se aqeeda ban jata hai.

2) Half jumla hazaf karna munafqat hai ya diyanat

3) Saeedi sb ka jawab "Mufti Ahmad Yaar Khan" kai taeed o diffa mai ha ya khilaf.

 

Ye hai woh pora article j, jis mai Ismailio kai eteraz ka jawab mai Saeedi sb nai jawab likha hai. 

http://www.islamimehfil.com/topic/10975-allah-azawajal-k-hazir-o-nazir-par-aitraz/

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

کافی دنوں بعد حاضری کو بیلا صاحب فراری کا نام دے رہے ہیں۔ اپنے عقائد و عمل میں دو رنگی رکھنے والوں سے یہی امید کی جا سکتی ہے۔بیلا صاحب نے پوسٹر پوسٹ کیا مگر ابھی تک اس  کے پوسٹ کرنے کا مطلب نہیں بتایا اور پھر خود ہی اپنے عمل کی نفی کر دی اور کہا کہ میرا عقیدہ مفتی احمد یار خاں علیہ الرحمہ والا ہے۔


 


بیلا صاحب کو اتنی سی بات سمجھ نہیں آرہی کہ مفتی صاحب اور سعیدی صاحب  دونوں غیر مقلدوں والےعقیدے،جگہ ،کرسی، مکان کی نفی کر رہے ہیں۔مکان یعنی موجود ہونے کی جگہ۔ تو یقیناً  ہر جگہ سے مراد یہاں قدرت ہی ہے۔


 


اگر اللہ کو تم ہر جگہ پر مانتے  ہوتو کیا ہر جگہ مکان نہیں بن جائے گی؟    پھر مکان  کی نفی کیوں؟ یا تو مکان کی نفی نہ کرو۔ یا پھر مانو کہ ہر جگہ سے مراد اللہ کی قدرت ہی ہے کہ اللہ تعالی بذات   خود مکان و جہت سے پاک ہے۔


 


مگر بیلا جگہ یعنی مکان کی تفصیل میں جانے کی بجائے پھر وہی راگ الاپیں گے۔ اپنے طارق جمیل والا عقیدہ ہمارے سر مت  تھوپو۔اوربحث برائے بحث کرکے  اپنا اور ہمارا وقت ضائع نہ کرو۔


 


Pir Syed Muzaffar Hussain Shah Sahib Refute Molvi Tariq Jameel Deobandi


 


Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...