shahzad6058811 مراسلہ: 25 جولائی 2014 Report Share مراسلہ: 25 جولائی 2014 aaj aik tv programme main mufti sahib nay farmaya ramzan sharif ka har jumma aik jaisa hay aur braabar swaab hay. widda lafaz kehnay ke ko e asal naheen. kuch log ya kafi saaray log akhri jun\mma ko kouras ke shakal main ashaar parhtay hain,,,,,,,,,alwidah jumatul widdah ya alwiday ramzan. is ka sahaba karaam kay dour main ko e saboot naheen. aur na he ya al widdah ho raha hay, is nay aglay saal phir aana hay . haan aap dua ain zaroor maang saktay hain. magar ro ro kar k ramzan ja raha hay. ya sahee naheen k jis tarah naat parhtay hain us tarah ashaar parah ja ain. kia sahee hay aur kia wrong, ko e wazahat far ma ain gay k kia mufti sahib nay sahee kaha. ya bhee mufti sahib nay farmya k jumma k khutba baaz masajid main alwiddah alwiddah shahr e ramzan parah jaata hay . ya bhee sahee naheen. hamari masjid main bhee aaj mufti sahib nay jo arabic main khutaba dia us main baar baar juma tul widdah kay words parhay. please advise and guide is some bhaee knows about this. thanks to all اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
shahzad6058811 مراسلہ: 26 جولائی 2014 Author Report Share مراسلہ: 26 جولائی 2014 ya sub kuch mufti muneeb ur rehman sahib nay kaha tha. kal jumma ko akhbaar dunya main issi baaray aik mazmoon bhee un ka chapa hay. tv channel tha ARV Q TV. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔