Sophie Riley مراسلہ: 20 جولائی 2014 Report Share مراسلہ: 20 جولائی 2014 Assalam o alikum.. janab mera sawal yeh hai k ehtlaam etc hota hai to janabat kapron p lgjati to jab washing machine mei dhoi jati hai uske baad bhi janabat k nishan kapron par lagay rehte hen to kia kapray pak hojate hen ? namaz hojaygi ? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kilk-e-Raza مراسلہ: 20 جولائی 2014 Report Share مراسلہ: 20 جولائی 2014 Wassalam, Bahar e Shariat, page 400, masla 32 se perhen.. http://dawateislami.net/books/bookslibrary.do#!section:onlineRead_579.2.453 us se pehle ke masail bhi perhen. kapre pak kerne ka tareqa likha hay. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mustafaye مراسلہ: 21 جولائی 2014 Report Share مراسلہ: 21 جولائی 2014 یاد رہے کہ واشنگ مشین میں پاک ناپاک کپڑے ایک ساتھ دھونے سے پاک کپڑے بھی ناپاک ہو جایئں گے اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
shahzad6058811 مراسلہ: 22 جولائی 2014 Report Share مراسلہ: 22 جولائی 2014 ya aik aisa problem hay jis ka bahut saaroon ko bhee pata naheen hay. usually tamam baligh bachay ya no jawaan aisi soorat main apnay paint/pajama/shalwaar ya dhooti dhonay waalay kaproo main phain daitay hain aur kisi ko bata tay bhee naheen hain. baaz dafa ya affected clothes dhobi k pass bhee chalay jaatay hain. aur is tarah doosray kaproon kay sath washing machine ys bhatti main mil kar baaqi tamam paak kaproon ko be pleed kar daitay hain. ehtalam waalay tamam bachook ke duty balkay zimma dari hay kay is kapray ko khud achi tarah paani/soap say saaf karain . is tarah kay cheentay baaqi kapron par na paraihn. ehtalam kay baad choon kay ghusal faraz ho jaata hay to nahaanay say pehlay us hissa ko saaf kar lain achi tarah aur kapra dhoop main daal dain. jab sookh ja ay to phir washing machine walay mailay kaproon main rakh dain. wagarna baaqi saaray ghar waloon ys dhoobi kay saaray kapray naapak aur jo log un kaproon ko istemaal kar k namaz paraihn gay, wo be na hoo gee. is tarah saara gunah us bachaay par. is tarah kee clarification main sharam naheen karnee chaheeay. aap nay bahut achha kia swaal pooch lia. sub parhnay waalay is baat ko zehan nasheen kar lain aur ainda bahut he ehtiaat karain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
AqeelAhmedWaqas مراسلہ: 18 اپریل 2015 Report Share مراسلہ: 18 اپریل 2015 (ترمیم شدہ) یہ نہایت اہم اور عام ترین مسائل میں سے ایک ہے۔ اِس مشکل کا آسان ترین حل یہ ہے جو www.faizaneattar.net پرمفتی صاحب قدِس سِرُہ العزیز نے بیان فرمایاہے واشنگ مشین میں ایک ساتھ دھوئے گئے پاک و ناپاک کپڑوں کو پاک کرنے کا طریقہ.mp3 Edited 18 اپریل 2015 by AqeelAhmedWaqas اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔