rehman alvi مراسلہ: 16 جولائی 2014 Report Share مراسلہ: 16 جولائی 2014 is k jawab chia Akhtar Raza Khan sb Barelvi Ka Fatwa ! Dawat e Islami Maslak e Ala Hazrat K Mubalig Nahi Hai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kilk-e-Raza مراسلہ: 16 جولائی 2014 Report Share مراسلہ: 16 جولائی 2014 Asal masla video hay. jo ke aik ikhtilafi masla hay or aaj se ya dawat e islami se shuro nhi howa balke kayi dahayaan guzr chuki hain or ye ikhtilaf jari rahe ga.. agr video jaiz ho tu channel pr video kese haram hogi? agr uski ye daleel di jaye ke deger ghalat channels bhi tu sath hote hain tv pr tu kya internet pak jaga hay? internet pr jo gand hay woh tv pr na mile ga. phir internet pr tableegh e deen or deeni websites ke bare main ulema kya kehte hain? Jahan tak video ka jawaz hay tu kayi jayyid ulema e ahlesunnat jaiz video ko jaiz kehte hain. Ghazali e zamaan Sayid Ahmed saeed kazmi shah sahib رحمۃ اللہ علیہ ke videos bayanaat hain.. Mufti e Aazam pakistan Mufti Waqar ud Din qadri رحمۃ اللہ علیہ ne tableegh e deen ki video ko jaiz kaha hay waqar ul fatawa men. Khateeb e Aazam pakistan Allama Shafee Okarvi or un ke farzand Allama kaukab noorani okarvi or deger kayi jayyid ulema e ahlesunnat pak o hind se tableegh e deen ki jaiz video ko jaiz kaha hay.. kya maslak e alahazrat sirf video pr munhasir hay? maslak e alahazrat ki ye tareef intihayi ghalat hay. Maslak e Alahazrat ahlesunnat ka naam hay or video ke jawaz ya adam jawaz pr ahlesunnat se koi kharij nhi hota. aise kayi ikhtilafi masail mojod hain. http://www.islamimehfil.com/topic/20377-dawat-e-islami-par-aitrazat-ke-jawabaat-radd-e-iblees-ka-raqs/http://www.islamimehfil.com/topic/21606-radd-iblees-ka-raqs-dushman-e-ahlesunnat-ka-tafseeli-mohasba/http://replytosunnitableegijamaat.webs.com/ http://www.islamimehfil.com/topic/13145-dawat-islami-ghustakh-jamat-hai-iska-jawab-dain/ dawat e islami ke dar ul ifta ahlesunnat ki taraf se badmazhabon ke peche namaz perhne ke hukm اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
rehman alvi مراسلہ: 16 جولائی 2014 Author Report Share مراسلہ: 16 جولائی 2014 lakin ap muja ya bata da Akhtar Raza Khan sb k sunni tabeeghi jamaat sa kya lana kya wo sunni tabeeghi jamaat ma hy اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kilk-e-Raza مراسلہ: 16 جولائی 2014 Report Share مراسلہ: 16 جولائی 2014 Mufti Akhter Raza Khan Sahib ka sunni tableeghi jamaat se koi taaluq nhi hay. Mufti Sahib video ke adam jawaz ke qail hain or issi terha speaker pr namaz ke bhi or deger firoee masail hain. Un ikhtilafat ko base bana ker sunni tableeghi jamaat wale fitna pehla rahe hain. Mufti sahib ka naam ghalat use kya ja raha hay. Islammehfil per aik topic men iska wazahati bayan mojod hay, scan ki sorat men. abhi woh topic mujhe nhi mil raha. baqi video speaker waghra jese Firoee masail ko ulema men hi rehne diya jaye. awam men lane se koi faida nhi. ulema ki bari izzat or tazeem hay. Ulema e ahlesunnat ki aik kaseer tadad madani channel ke haq men hay.. http://www.islamimehfil.com/topic/20409-madani-channel-ke-barey-mein-ulema-ke-tasuraat/ MUFTI MUBARAK MISBAHI REPLY Who against DAWAT E ISLAMI http://playit.pk/watch?v=E4nO_r9Stxs Jamia Ashrafia Mubarakpur Ulama Views about Dawateislami & Madani Channel http://playit.pk/watch?v=s4acUd3qk7Q اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
shahzad6058811 مراسلہ: 16 جولائی 2014 Report Share مراسلہ: 16 جولائی 2014 topic main aik hadees sharif quote ke gaee hay, k badmazhaboon say door rahain(fataawa......mishkat sharif page 28 ) please inform badmazhab kis arabic lafaz ka tarjama kia gia hay.thank you اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
rehman alvi مراسلہ: 17 جولائی 2014 Author Report Share مراسلہ: 17 جولائی 2014 jazakallah bhai ek sawal or hy is k bhi jawab da da Ma Allama Syed Muzaffar Hussain Shah Sahab ka bayan sun raha tha us ma unho ny kaha k nabi pak sallallahu alaihi wasallam 40 saal phly pura quran janty thy plz is hawaly sy mujhe puri detail ho tu ap kisi k pas bata dein or alahazrat ki is topic pr koi book ho tu us ka bhi naam bata dein اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔