Jump to content

Dua - Taraweeh Ki Calarification Or Saboot Chahiya


Smart Ali

تجویز کردہ جواب

salam

hazrat masjid may dua - taraweeh ka issue utha tha to us ka koi hul nahi nikla. majority is baat ko mannay say inkar ker diya kay lafz AZAMATI hona chahiya.  jo gahlti dua may batai gayee. unho nay kaha WAL AZAMATI hona chahiya is ka koi sabooot? AZMATI ka mainay theek nahi hay. kiya is ka koi saboot with scan page mill sakta hay? koi urdu to arabic dictionary ka saboot mill sakta hay? kiya is ka detail may jawab inayat ker saktay hien? AZAMATI or AZMATI dono kay mainay may kiya hay?

 

 

 -BARi GHALTi-

TASBiH_E_TARAViH
/Sub'hana Zil Mulki Wal Malakoot. . . ./ Me Aik Lafz Ata He
 

"WAL AZAMATi"

Jis Ka Matlab He Barayi Wala.

TaQriban Sub Is Ko Jazm K Sath Wal'azmati Parhte Hen

Jis Ka Matlab He Haddi (Bone).

Jab'k Durust Lafz Zabar K Sath He.

Yani "Wal Azamati"
 

 

post-13461-0-44402100-1404054580_thumb.jpg

 

1, kisi Arabic dictionary may in dono lafz kay mainay kay scan page upload ker dien. jis ko Ahl-e-sunnat kay Alim Deen mantay hon.

 

2, Kiya kisi Ahlesunnat Alim nay is gahlti ki nishan dahee ki hay us ka scan page bhi upload ker dien.

 

3, Kiya koi aisa scan page mill sakta hay kay ahle sunnat ki kisi purani book may sahee dua likhi ho?

 

(ja)

Edited by Smart Ali
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...