Jump to content

Sabsa Pahle Kya Paida Kiya Gaya?


تجویز کردہ جواب

""" Hazrat ubada bin Samat

R.A se marwi hai k Huzoor

sallallahu alai wa Alihi wa

sallam ne faramaya ".

BESHAKAllah Ta'la ne sabse

pehle Qalam ko paida kia ,Fir

ise farmaya k likh , Usne arz

kia, Kya likhu ?, Allah ra'la ne

farmaya QADAR TEHREER KAR

JO KUCH PEHLE HO CHUKA

AURJO KUCH QAYAMAT TAK

HONE WALA HAI """"

{ Tirmizi , vol4 , pg 457 ,

raqm 2155 }

SubhanAllah

Kuch log Is Hadith ka pehla

hissa bayan karke logo ko

behka dete hai k Aap

sallallahu alai wa Alihi wa

sallam ne farmaya hai k

sabse pehle Allah ne qalam

paida farmaya hai ,

Jo ki is Hadith par galat bat

bandhna hai ,

Is Hadith ka dusra tukda

padhey ,

""" Allah ne farmaya : Qadar

tehreer kar jo kuch ho

chukahai ""

Ab ye bat Qabile Qaur hai k

Agar Allah ne sabse pehle

Qalam ko paida farmaya to

yeq kaha k jo kuch isse pehle

ho chuka hai wo bhi likh

de????????

Jab kuch tha hi nhi aur pehli

cheez qalam hai to kalame

ilaahi aisa q ??????????

Ab is Kalame ilaahi se ye

Sabit hota hai k qalam se

pehle bhi kuch tha ,

Tabhi to Rabb me farmaya k

wo bhi likh do jo isse pehle

hu chuka hai

SubhanAllah

Ab is Hadith ki sharah me

maimuhaddithin ki bhi

sharah de rha hu jisse is

Hadith ka asalmeaning apko

wazeh ho jayega ,

InshaAllah

Great muhaddith Mulla Ali

Qaari on this Hadith ,

""" Pas Qalam ki Awwaliyat

azaafi hai ,Haqeeqi

AwwaliyatNOORE

MUHAMMADI sallallahu alai

wa Alihi wa sallam ko hi

hasil hai """"

( Mulla Ali Qaari ,mirqaart ,

vol 1 , pg 139 }

Mashhoor muhaddith Imam

Qustalani on This ,

""" Qalam ki awwaliyat

NOOREMUHAMMADI

sallallahu alai wa Alihi wa

sallam k Alawa Baaqi ashiya

ki nisbat se hai """

{Imam Qustalani , Al-

muwahibul ladaniyah ,vol1,

pg 74:

 

mulla Ali qari air imam qustalani r.a ke qoul ke scan pages chahiye.

Edited by wasim raza
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...