Jump to content

سعودی شُترا اور توہینِ کعبہ (باتصویر ) دیکھیئے


Ghulam.e.Ahmed

تجویز کردہ جواب

زائرین تو شوق و ذوق میں اپنی عبادات میں مصروف اور یہ سعودی شُترا ؟ ذرا دیکھیئے تو صحیح، کیا اللہ عزّوجل ایسے لوگوں کو اپنے اس مقدّس گھر کا نگہبان بنائے گا؟ یہ صرف اور صرف ہمارا ہی امتحان نظر آتا ہے اور ساتھ میں اِن جیسے کتّوں کا بھی۔


 


post-4514-0-19841600-1401422794_thumb.png


 


 


Link to comment
Share on other sites

 

زائرین تو شوق و ذوق میں اپنی عبادات میں مصروف اور یہ سعودی شُترا ؟ ذرا دیکھیئے تو صحیح، کیا اللہ عزّوجل ایسے لوگوں کو اپنے اس مقدّس گھر کا نگہبان بنائے گا؟ یہ صرف اور صرف ہمارا ہی امتحان نظر آتا ہے اور ساتھ میں اِن جیسے کتّوں کا بھی۔

 

attachicon.gifAal-e-Saud.Ki.Police.Ka.Guroor.png

 

Najdio mai Ibadat hai per Ibadat ke asal Adab o Ehtaram nahi

Link to comment
Share on other sites

hamara bad mazhaboos say aqaaid aur gustakhana ibaartoon par ikhtalaf hay.  jo aap nay photo dikhaee hay ya intizamee amoor say mutalqa hay.

 

lahore badshahi masjid main jab ko e ghair muslim wazeer/pm/president aata hay to us ka apnay pehnay hu ay shoes par alg leather kay shoes pehna daitay hain.  wo in ko pehan kar poori masjid ko visit karta hay aur wapsi par utaar daita hay. ya shoes issi maqsad k liee ay he istemaal hotay hain yaanee ya cover type shoes masjid kay under he rehtay hain.

 

jis tarah aik fatwa bhe shaid hay k bilkul new jooti pehan kar namaz parhee jaa saktee hay.

 

khana kaaba kay darwaazay aur hajre aswad kay darmyaan choti see jagah jo about aik foot hay. wahan aik chota sa aik foot ka chabootra sa bana hay. jahan shurta 4 ghantay duty par khara rehta hay. ya boosa lainay waloon ke line banata rehta hay.  yahan har waqat 80/90 haji hotay hain jo 3 x 4 feet jagah ko ghairay rehtay hain.

 

pooray haram main sirf  is jagah duty dainay walay shurtay ko ijazat hay kay shoes pehan kar duty day sakta hay kion  shoes na hoon to us k paoon ke ungliaan kuchliee ja saktee hain. ya shoes haram k andar he rehtay hain.

 

isi tarah madina munawra aur makkha mukarma ka haram main gareeaan chalti hain jo battery par hain petrol aur diesel par nahee. ya gaareeaan/carry dabay wo hain jin par aab e zam zam kay cooler laatay hain.

 

ya intizaami amoor hain. har cheea gusthakhi kay zumray main naheen aati.

 

jab khana kaaba ko ghusal daitay hain to chat par jo log duty daitay hain un hoon nay bhee  khaas shoes pehnay hotay hain. jo issi maqsad kay lie hain.

 

hope  all will be satisfied.   aankhoon say daikhee hu e cheez biaan kar raha hoon.

Link to comment
Share on other sites

 

hope  all will be satisfied.   aankhoon say daikhee hu e cheez biaan kar raha hoon.

 

 

افسوس تو اس بات کا ہے کہ اللہ کے گھر کو لوگ دور دراز سے جا کر، حصول برکت کے لیے ہاتھ لگاتے ہیں، چومتے ہیں اور طواف کرتے ہیں وہاں یہ عربی کیسے ٹانگ رکھ کر کھڑا ہے ۔ 

 

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

ڈئیر  شہزاد صاحب


الحمد اللہ مجھے بھی وہاں حاضری کا شرف عطا ہوا ہے اور اپنے سر کی آنکھوں سے کافی مشاہدات ہوئے ہیں۔ کیا آپ کا عقیدہ یہ کہتا ہے کہ جس کعبہ کی عظمت یہ ہے کہ  آقا صلی اللہ علیہ وسلم نے اُس کی تمنا کی، حجرِ اسود جس کو آقا صلی اللہ علیہ وسلم نے چوما اور تمام لوگ  بھی چومتے ہیں ہیں وہ بھی اسی میں ہے، رکنِ یمنی  جہاں آقا صلی اللہ علیہ وسلم نے بوسہ مبارکہ دیا اور سب ہی اُس جگہ سے برکت حاصل کرتے ہیں، جس  کی طرف  رُخ کرکے سب لوگ سجدہ کرتے ہیں  وغیرہ وغیرہ ،اُس طرف نہ صرف پیر کیئے جائیں بلکہ اُس پر اپنے آرام کے لیئے یوں پیر رکھ کر کھڑا ہوا جائے جس سے لوگوں کی دل آزاری ہو؟ ہر کام کی ایک نوعیت ہوتی ہے، جہاں ضروری ہو وہاں اور اُس کام کے لیئے تو معافی ہوسکتی ہے اِس بات سے کس کو انکار ہے؟


Edited by Ghulam.e.Ahmed
Link to comment
Share on other sites

aap theek keh rahay hain.  ham log jaldee main jazbaati ho jaatay hain.  aik bhaee nay fauran us shurta ko  KUTTA  keh dia.  guzarish sirf itne hoti hay k har muaamlay  ko zara study kar lia ja ay, soch lia ja ay phir rade ammal  zahir kia ja ay.  bus itnee c baat hay.  baaqi  mairay dil main aik he nafrat aur dushmanee hay  aur wo hay  badmazhaboon  say  nafrat.  Allah Taala aap sub ko khush rakhay aur maslak e Aalahazrat par qiamat tak qaim rakhay. ameen

Link to comment
Share on other sites

hamara bad mazhaboos say aqaaid aur gustakhana ibaartoon par ikhtalaf hay.  jo aap nay photo dikhaee hay ya intizamee amoor say mutalqa hay.

 

lahore badshahi masjid main jab ko e ghair muslim wazeer/pm/president aata hay to us ka apnay pehnay hu ay shoes par alg leather kay shoes pehna daitay hain.  wo in ko pehan kar poori masjid ko visit karta hay aur wapsi par utaar daita hay. ya shoes issi maqsad k liee ay he istemaal hotay hain yaanee ya cover type shoes masjid kay under he rehtay hain.

 

jis tarah aik fatwa bhe shaid hay k bilkul new jooti pehan kar namaz parhee jaa saktee hay.

 

khana kaaba kay darwaazay aur hajre aswad kay darmyaan choti see jagah jo about aik foot hay. wahan aik chota sa aik foot ka chabootra sa bana hay. jahan shurta 4 ghantay duty par khara rehta hay. ya boosa lainay waloon ke line banata rehta hay.  yahan har waqat 80/90 haji hotay hain jo 3 x 4 feet jagah ko ghairay rehtay hain.

 

pooray haram main sirf  is jagah duty dainay walay shurtay ko ijazat hay kay shoes pehan kar duty day sakta hay kion  shoes na hoon to us k paoon ke ungliaan kuchliee ja saktee hain. ya shoes haram k andar he rehtay hain.

 

isi tarah madina munawra aur makkha mukarma ka haram main gareeaan chalti hain jo battery par hain petrol aur diesel par nahee. ya gaareeaan/carry dabay wo hain jin par aab e zam zam kay cooler laatay hain.

 

ya intizaami amoor hain. har cheea gusthakhi kay zumray main naheen aati.

 

jab khana kaaba ko ghusal daitay hain to chat par jo log duty daitay hain un hoon nay bhee  khaas shoes pehnay hotay hain. jo issi maqsad kay lie hain.

 

hope  all will be satisfied.   aankhoon say daikhee hu e cheez biaan kar raha hoon.

 

aise ahmkana mantaq tu wahabi beh nahi de rahai!!! Rash tu sab kai lea hai ....waise rush wale jhaga se Shurtai door rehtai hai. 

 

Kaba shareef se Joota laga kar khara hai....tasweer tu ghoor se daikh lai.

 

Sirf Mataf he nahi pori masjid e haram mai shurtai aor digar ahmak/wahabi jooton ke sath phertai hain!!!

 

Quran ko floor per rakhna 

 

Ka'aba shareef ke taraf paair (foots) kerna beh inke amomi adat hai

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...