ArZeeshanChishti مراسلہ: 28 مئی 2014 Report Share مراسلہ: 28 مئی 2014 WASEELA JAIZ YA NA JAIZ? IBN TAYYMIYAA (AHLE HADIS JAMATE ISLAMI,WAGIRAH KE AKABIR PESHWA INHE MANTE HAI) NE LIKHTE HAIN ALLAH KI BARGAH ME HUZOOR KA WASEELA PESH KARNA SIRF AAP PAR IMAAN AUR ITTEBA KI WAJAH SE HAI AUR AAQA KA WASEELA AAPKI HAYAATH AUR ZAAHIR WAFAATH K BAAD BHI FARZ HAI. REFRENCE IBN TAYYMIYAA, QAAIDAH JALILA FITTAWASSUL WAL WASEELA, S:5. NOTE- IBN TAYYMIYAA NE YE KITAB WASEELE PAR LIKHE HAI AUR JAWAAB SAABIT KIYA HAI. To be continued InshahAllah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ArZeeshanChishti مراسلہ: 5 جون 2014 Author Report Share مراسلہ: 5 جون 2014 ”NAAM E MUHAMMAD SALLAHU ALIYHE WASLLAM KA WASEELA” HAZRATH ANAS (RZ) SE RIVAYATH HAI ALLAH TA’ALA NE FARMAYA:MUJHE APNEI IZZATH KI `QASAM!(AYE HABEEB) MAIN KISI AISE SHAKS KO AAG KA AZAAB NAHI DOONGA JISKA NAAM APKE NAAM PAR”MUHAMMAD” (SALLAHU ALAIYHE WASSALAM) BUS YE HUZOOR NABI E AKRAM KI KARAMATH K SABAB HAI. REFRENCE: IBNE SA’AD, TABQATUL KUBRA 483:4 HALBI, INSANUL UYOON 135:1 MANAVI, FAIZUL QADIR 453:5 SHARANI, KASHFUL GAMMAH 283:1 AJLAUNI,KASHFUL KHAFA94:1,R:239. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ArZeeshanChishti مراسلہ: 7 جون 2014 Author Report Share مراسلہ: 7 جون 2014 “TABOOTH KA WASEELA” “AUR UNKE NABI NE UNSE FARMAYA……TUMHARE PAS SNDOOQ AAYAEGA USME TUMHARE RAB KI TARAF SE SUKOON E QALAB KA SAMAN HOGA AUR KUCH AAL E MOOSA WO HAROON K CHHODEY HUWE TABARUKATH (HAZRATH MOOSA WO HAROON KA ASSAA, NALAYN, AMAMA, LIBAAS, ETC JISKE WASEELE SE BANI ISRAIL APNE DUSHMANO PAR FATHA PAATEY THE) USEY FARESHTON NE UTHAYA HUWA HOGA, AGAR TUM IMAAN WALE HO TO BESHAK USME TUMHARE LIYE BADI NISHANI HAI” REFRENCE SURAH BAQRAH 248:2 TAFSER IBNE KASIR 302:1 QAZI SHAUKANI, FATHUL QADIR,267:1 IMAM SUYUTHI, DURRUL MANSUR 275:1. By: @ArZeeshanChisti اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ArZeeshanChishti مراسلہ: 7 جون 2014 Author Report Share مراسلہ: 7 جون 2014 “PASEENA MUBARAK KA WASEELA” HAZRATH ANAS (RZ) RIVAYATH KARTE HAIN K HAZRATH UMME SALMA K GHAR HUZOOR NABI E AKRAM ARAM FARMA THE& CHAMDE K BISTAR PAR PASEENA JAMAA HOGAYA THA,HAZRATH UMME SALMA HUZOOR KA PASEENA EK BOTAL ME JAMA KARNE LAGI,ACHNAK HUZOOR UTH BAITEY AUR FARMAYA KYA KARRAHE HO? HAZRATH UMME SALMA NE ARZ KIYA HUZOOR HUM IS PASEENE MUBARAK SE APNE BACHHOUN K LIYE BARKAT HASIL KARENGE,HUZOOR NE FARMAYA “TU NE THEEK KIYA HAI”. REFRENCE SAHI MUSLIM, KITABUL FAZAIL BAAB TIBI ARAQIN NABI WATH TABARRUKI BIHI HADIS: 2331. MUSNAD AHMAD HADEES: 1334 ASQALANI, FATHUL BARI: 72:11. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ArZeeshanChishti مراسلہ: 7 جون 2014 Author Report Share مراسلہ: 7 جون 2014 “WASEELA HUKUM E ILAAHI” “AYE IMAAN WALON ALLAH SE DARTE RAHO AUR USS (KI BARGAH) TAK (QURBATA & RASSI KA) WASEELA TALAHSH KARO” SURAH MAIDAH 35:5. AHLE HADIS K AKABIR ‘ISMAIL DEHLVI’&SHAH WALIULLAH LIKHTE HAIN ‘WASEELA SE MURAAD BAITH E MURSHID KI RAHNUMAAI K BAGAIR (HIDAYATH E RABBANI) NAHI MILL SAKTE. REFRENCE SIRAATE MUSTAQEEM: 58 AL QAULUL JAMEEL: 34 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam.e.Ahmed مراسلہ: 9 جون 2014 Report Share مراسلہ: 9 جون 2014 دیوبندی کی کتاب، جب اُسے لوگوں کو اپنی طرف کھینچنا تھا تو کچھ ایسا بھی لکھ دیا ورنہ " وسیلے " کے بارے میں یہ لوگ کیا کہتے ہیں، ہم سب جانتے ہی ہیں۔ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔